Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله

KUCH SH'EYR JO ACHCHAY LAGAY


Recommended Posts

  • Replies 2.1k
  • Created
  • Last Reply

Top Posters In This Topic

Top Posters In This Topic

Popular Posts

Dafa door - sare thread ke bera gharq kar dia ^_^

Kehne lage ke humko tabahi ka gham nahi Maine kaha wajh e tabahi yahi tou hai Hum log hain Azaab e ILaahi se bekhabar Sabse bara Azaab e ILaahi yahi tou hai    Rais Amrohvi

سیّد الشّہداء ۔ احمد فراز دشتِ غربت میں صداقت کے تحفظ کے لیے تُو نے جاں دے کے زمانے کو ضیا بخشی تھی ظلم کی وادیِ خونیں میں قدم رکھا تھا حق پرستوں کو شہادت کی ادا بخشی تھی آتشِ دہر کو گلزار بنایا تو نے

Posted Images

  • Advanced Member

Mola Abbas (as) ka zikr ho aur ye sher na hon ye kaise ho sakta hae...

kis sher ki aamad hae k run kaanp raha hae

run ek taraf charkh e kuhan kaanp raha hae

her qasr e salaateen o zaman kaanp raha hae

rustam ka badan zer e kafan kaanp raha hae

shamsheer bakaf dekh k Haider(as) k pisar ko

jibreel b larazta tha sametay huway per ko ! !

Mola Abbas (as) k bargah mein chand aur ashaar

lafz ki shakl mein ehsaas likha jata hae

yani darya ko yahan piyaas likha jata hae

meray jazbaat se waqif hae qalam bhi mera

mein wafa likhta hon Abbas(as) likha jata hae

Edited by meher syed
Link to post
Share on other sites
Mola Abbas (as) ka zikr ho aur ye sher na hon ye kaise ho sakta hae...

kis sher ki aamad hae k run kaanp raha hae

run ek taraf charkh e kuhan kaanp raha hae

her qasr e salaateen o zaman kaanp raha hae

rustam ka badan zer e kafan kaanp raha hae

shamsheer bakaf dekh k Haider(as) k pisar ko

jibreel b larazta tha sametay huway per ko ! !

Mola Abbas (as) k bargah mein chand aur ashaar

lafz ki shakl mein ehsaas likha jata hae

yani darya ko yahan piyaas likha jata hae

meray jazbaat se waqif hae qalam bhi mera

mein wafa likhta hon Abbas(as) likha jata hae

Ahlal Bayt kee madah mein sha'eri kay liye yeh thread Urdu forum mein maujood hai

http://www.shiachat.com/forum/index.php?showtopic=234920598

Link to post
Share on other sites

ÀãÊö ÇáÊÌÇ äÀیŸ ÈÇÞی

ÖÈØ ˜Ç ÍæÕáÀ äÀیŸ ÈÇÞی

ÊیÑی Ôã Çáã äæÇÒ ˜ی ÎیÑ

Ïá ãیŸ ˜æÆ áÇ äÀیŸ ÈÇÞی

Àæ ˜Ç ÎÊã ÚÀÏ ÀÌÑ æ æÕÇá

ÒäÏی ãیŸ ãÒÇ äÀیŸ ÈÇÞی

ÝیÖ ÇÍãÏ ÝیÖ

Link to post
Share on other sites
  • Advanced Member

Duniya Mein Jo Mohib-e-Shah e Mashrikain hai

Bechainiyon Ke Dore Mein Bhi Ous Ko Chain Hai

Aur Batil ke Samne Jo Jukaye Nah Upna Sar

Samjo Ous Ke Zein Ka Maalik Hussain Hai

NAAAREEEEEY HAIDERRRYYY... YA ALI

Also a small request... could some1 please post urdu/punjabi poems and rubaiyes on Bibi Fatima (as)...Jazakallah

Ya Ali Madad

Salamz

Link to post
Share on other sites

muhabbat ke liye kuch khaas dil makhsoos hote hain

yeh woh nag'ma hai jo har saaz per gaya nahin jata

kisi se meri manzil ka pata paya nahin jata

jahan main hoon farishto se wahan jaya nahin jata

mere toote hue paye-talab ka mujh pe ehsaa. hai

ke ab uth kar tere dar se kahin jaya nahin jata

faqiri mein bhi mujhko mangne se sharm aati hai

SawAli ho ke mujh se haath phelaya nahin jata!

Makhmoor dehlvi

Link to post
Share on other sites
  • Advanced Member

ǘ Ç äÏ ÊäÀÇ ˜ªšÇ ÑÀÇ ãیÑÿ ÂÓãÇŸ Óÿ ÐÑÇÑÿ

ãیÑÿ ÓÇʪ ÓÇʪ ÕÑÝ ãیŸ 滂 ÊیÑی ãäÒáæŸ ÐÑÇÑÿ

ÊیÑی ÌÓÊÌæ ˜ÿÍÕÇÑÓÿÊیÑÿÎæÇÈ ÊیÑÿÎیÇá Óÿ

ãیŸ æÀ ÔÎÕ ÊªÇ Ì昪šÇÑÀÇÊیÑی ÇÀÊæŸ Óÿ ÐÑÇÑÿ

˜Èªی Ïá ˜ی ÈÇÊ ˜Àی äÀ ʪی Ìæ ˜Àی Êæ æÀ Ȫی ÏÈی ÏÈی

ãیÑÿ áÝÙ æÑ ÿ Êæ ʪÿ ãÑ ÊیÑی ÓãÇ ÚÊæ Ÿ Óÿ ÐÑÇ Ñÿ

Êæ áÇ ÌÇٔیÇÇÿ ÏæÓÊ ÐÑÇ ãš ˜ÿ Ïی˜ª Êæ ǘ äÙÑ

ãیÑی ˜ÔÊیÇŸ ÀیŸ Ìáی ÀæٔیÊیÑÿ ÓÇÍáæ Ÿ Óÿ ÐÑÇ Ñÿ

Link to post
Share on other sites
  • 2 weeks later...
  • Veteran Member
(bismillah)

Yeh mera kuch fav sa shair hai... :angel:

Zindagi tujh sey har aik saans pey samjhoota karoon

Shouq Jeeney ka hai mujh kou magar itna tou nahin

Wassalam.

Buhat khubsoorat aur beniyaz sa she'yr hai. Lata keea aawaaz main suna thaa buhat pehlay. Aaj tak yaad hai. Wah!

Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.


×
×
  • Create New...