Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
Banda-e-Khuda

The legendary Faiz Ahmed Faiz

Recommended Posts

ye kiss khalish ne phir is dil mein aashiyaaana kiya

phir aaj kiss ne sukhan humse ghayabana kiya

the khaakh e raah bhi hum log qehar e tufaan bhi

saha to kiya na saha aur kiya to kya na kiya

vo heelagar jo vafaju bhi hai aur jafakhu bhi

kiya bhi faiz to kiss but se dostana kiya

Edited by Amra

Share this post


Link to post
Share on other sites

Pata naheen yeh sh'eyr aaj kall kyoun bhala lagnay lagaa hai

ÌÓ ÇäÏÇÒ Óÿ ˜æÆ ÂیÇ ÊªÇ Çæøáö ÕÈÍ

ÇÓی ÇäÏÇÒ Óÿ á ÈÇÏö ÕÈÇ ÂÎÑöÔÈ

ÝیÖ

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jazb-e-musafiran-e-rah-e-yaar dekhna

sar dekhna, na sang, na deevar dekhna

Khali hain garceh masnad-o-mimbar nigoon hai khalq

rob-e-qabaa-o-haybat-e-dastar dekhna

*

Mataa-e-lau-o-qalam chin gayi to kya gham hai

ke khoon-e-dil main dubo lee hain unglian main ne

labon pe mohar lagi hai to kya ke rakh dee hai

har halqa-e-zanjeer pe zaban main nee

*

Hua jo teer-e-nazar neem kash to kya hasil

maza to jab hai ke sinay ke aar paar chale

*

Tere gham ko jaan ki talash thi tere jan nisar chale gaye

teri rah main karte the sar talab sar-e-rah guzar chale gaye

ye ham hi the jin ke libas pe sar-e-rah siyahi likhi gayi

yahi dagh the jo saja ke ham sar-e-bazm-e-yaar chale gaye

Na raha junoon-e-rukh-e-wafa ye dar-o-rasan karo ge kya

jinhen jurm-e-ishq pe naz tha wo gunehgar chale gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Na raha junoon-e-rukh-e-wafa ye dar-o-rasan karo ge kya

jinhen jurm-e-ishq pe naz tha wo gunehgar chale gaye

Yeh "gunehgar jo chalay gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

From Faiz's "Sar-e-Waadi-e-Seena" that contains very gripping nazams and ghazals. There is exquisite beauty of expression, choice of words and beauty of thought in a lot of his poems . One of his such nazams is the following:

Suno ke sha'id ye noor-e-seqal (Noor-e-Seqal): The light that emanates from being

Hai uus Saheefay ka harf-e-awwal clean,here it meaning the cleanliness

Jo her kas-o-naakas-e-zamee'n per of heart and soul)

Dil-e-gadhayaan-e-ajmaeen per

Uthar reha hai Falak se ab ke

Suno ke iss Harf-e-Lam Yazil ke

Hameen tumheen bandagaan-e-be-bas

Aleem* bhi hain Khabeer* bhi hain

Suno ke ham be-zabaan-o-bekas

Basheer* bhi hain Nazeer* bhi hain

Her ik Aula-ul-Amr ko sadaa do

Ke apni fard-e-amal sambhaaley

Uthay ga jab jamm-e-sar-faroshaa'n

Parein ge daar-o-rassan ke laaley

Koee na hoga ke jo bachaa le

Jazaa sazaa sab yaheen pe hogi

Yaheen azaab-o-sawaab hoga

Yaheen se uthay ga shor-e-mehshar

Yaheen pe roz-e-Hisaab hoga !!!

(Faiz Ahmed Faiz 1967)

Share this post


Link to post
Share on other sites

^

This is one of his greatest poems.

Woh misr'ey kahaan gaye

Sadyoun kay iqraar-r-'ita'at kou badalnay

laazim hai keh lnkar kaa farmaan koyee utray

Share this post


Link to post
Share on other sites
Jazb-e-musafiran-e-rah-e-yaar dekhna

sar dekhna, na sang, na deevar dekhna

Khali hain garceh masnad-o-mimbar nigoon hai khalq

rob-e-qabaa-o-haybat-e-dastar dekhna

*

Mataa-e-lau-o-qalam chin gayi to kya gham hai

ke khoon-e-dil main dubo lee hain unglian main ne

labon pe mohar lagi hai to kya ke rakh dee hai

har halqa-e-zanjeer pe zaban main nee

*

Hua jo teer-e-nazar neem kash to kya hasil

maza to jab hai ke sinay ke aar paar chale

*

Tere gham ko jaan ki talash thi tere jan nisar chale gaye

teri rah main karte the sar talab sar-e-rah guzar chale gaye

ye ham hi the jin ke libas pe sar-e-rah siyahi likhi gayi

yahi dagh the jo saja ke ham sar-e-bazm-e-yaar chale gaye

Na raha junoon-e-rukh-e-wafa ye dar-o-rasan karo ge kya

jinhen jurm-e-ishq pe naz tha wo gunehgar chale gaye

___________________________________________________________________________________

ÇÓØÑÍ Çäی ÎÇãæÔی æääÌی

æíÇ ÀÑ ÓãÊ Óÿ ÌæÇÈ Âۓ

Share this post


Link to post
Share on other sites

Çÿ ÑæÍö ÚÕÑ ÌÇ¡ ˜ÀÇŸ Óæ ÑÀی Àÿ Êæ

ÂæÇÒ Ïÿ ÑÀÿ ÀیŸ یãÈÑ ÕáیÈ Óÿ

ÓÇÍÑ áϪیÇäæی

Edited by Rawshni

Share this post


Link to post
Share on other sites
^

This is one of his greatest poems.

Woh misr'ey kahaan gaye

Sadyoun kay iqraar-r-'ita'at kou badalnay

laazim hai keh lnkar kaa farmaan koyee utray

Nazmon ke tukrray she'ree majmoo'ay "Sar-e-waadi-e-Seena" se hain na ke tamaam usee naam kee nazm se. Haan aakhree band ke sataran nazm "sar-e-wadi-e-seena" se hain magar uss nazm ke aakhree do sataren jaisa ke aap ne point out kiya. ghayeb hain.

Pata naheen yeh sh'eyr aaj kall kyoun bhala lagnay lagaa hai

ÌÓ ÇäÏÇÒ Óÿ ˜æÆ ÂیÇ ÊªÇ Çæøáö ÕÈÍ

ÇÓی ÇäÏÇÒ Óÿ á ÈÇÏö ÕÈÇ ÂÎÑöÔÈ

ÝیÖ

Hai hee itna pyaara sa.

Share this post


Link to post
Share on other sites

æیÈÞٰی æÌÀ ÑÈø˜

Àã Ȫی Ïی˜ªیŸ ÿ

áÇÒã Àÿ ˜À Àã Ȫی Ïی˜ªیŸ ÿ

æÀ ÌÓ Ïä ˜Ç æÚÏÀ Àÿ

Ìæ áæÍö ÇÒá ãیŸ á˜ªÇ Àÿ

ÌÈ Ùáã æ ÓÊã ˜ÿ˜æÀ ÑÇŸ

õÑæÆ ˜ی ØÑÍ Çۡۡš ÌÇÆیŸ ÿ

Àã ã͘æãæŸ ˜ÿ ÇæŸ Êáÿ

ÌÈ ÏªÑÊی Ϫš Ϫš Ϫš˜ÿ ی

ÇæÑ ÇÀá ͘㠘ÿ ÓÑ ÇæÑ

ÌÈ ÈÌáی ˜š ˜š ˜š˜ÿ ی

ÌÈ ÇÑÖ ÎÏÇ ˜ÿ ˜ÚÈÿ Óÿ

ÓÈ ÈÊ ÇŠªæÇ ۓ ÌÇÆیŸ ÿ

Àã ÇÀáö ÕÝÇ¡ ãÑÏæÏ ÍÑã

ãÓäÏ À ÈŠªÇۓ ÌÇÆیŸ ÿ

ÓÈ ÊÇÌ ÇªÇáÿ ÌÇÆیŸ ÿ

ÓÈ ÊÎÊ ÑÇۓ ÌÇÆیŸ ÿ

ÈÓ äÇã ÑÀÿ Ç ÇááÀ ˜Ç

Ìæ ÛÇÆÈ Èªی Àÿ ÍÇÖÑ Èªی

Ìæ ãäÙÑ Èªی Àÿ äÇÙÑ Èªی

ÇŠªøÿ Ç ÇäÇáÍÞ ˜Ç äÚÑÀ

Ìæ ãیŸ Ȫی ÀæŸ ÇæÑ Êã Ȫی Àæ

ÇæÑ ÑÇÌ ˜Ñÿ ی ÎáÞö ÎÏÇ

Ìæ ãیŸ Ȫی ÀæŸ ÇæÑ Êã Ȫی Àæ

Digitized by 'Erf'aa Ehsen

Edited by Rawshni

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÈÀÇÑ ÇÈ Â˜ÿ ˜یÇ ˜Ñÿ ی ˜À Ìä Óÿ 滂 ÌÔäö Ñä æ äÛãÀ

æÀ á ÓÑö ÔÇÎ Ìá ۓ ÀیŸ¡ æÀ Ïá ÊÀö ÏÇã È̪ ÿ ÀیŸ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÔÇã ÝÑÇÞ

ÔÇã ÝÑÇÞ ÇÈ äÀ æª ÂÆ ÇæÑ Šá ی

Ïá 滂 ˜ÿ ª ÈÀá یÇ ÌÇŸ ʪی ˜À ªÑ ÓäȪá ی

ÈÒã ÎیÇá ÊÑÿ ÍÓä ˜ی ÔãÚ Ìá Æ

ÏÑÏ ˜Ç ÇäÏ È̪ یÇ ¡ ÀÌÑ ˜ی ÑÇÊ ªá Æ

ÌÈ Ê̪ÿ یÇÏ ˜Ñ áیÇ¡ ÕÈÍ ãÀ˜ ãÀ˜ ÇŠªی

ÌÈ ÊÑÇ Ûã ÌÌÇ áیÇ¡ ÑÇÊ ãá ãá Æ

Ïá Óÿ Êæ ÀÑ ãÚÇãáÀ ˜Ñ˜ÿ áÿ ʪÿ ÕÇ Àã

˜ÀäÿãیŸ Çä ˜ÿ ÓÇãäÿ ÈÇÊ ÈÏá ÈÏá Æ

ÂÎÑ ÔÈ ˜ÿ Àã ÓÝÑ ÝیÖ äÌÇäÿ ˜یÇ Àæۓ

ÑÀ Æ ˜Ó ÌÀ ÕÈÇ¡ÕÈÍ ˜ÏªÑ ä˜á Æ

Share this post


Link to post
Share on other sites

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

Chashm-e-nam, jaan-e-shoreeda kaafi nahin

Tohmat-e-ishq-e-posheeda baqi nahin

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

Dast-e-afshaan chalo, mast-o-raqsaan chalo

Khaak-bar-sar chalo, khoon-ba-damaan chalo

Raah takta hai sab shahr-e-janaan chalo

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

Haakim-e-shahar bhi, majma-e-aam bhi

Teer-e-ilzaam bhi, sang-e-dushnaam bhi

Subh-e-nashaad bhi, roz-e-nakaam bhi

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

In ka damsaaz apne siwa kaun hai

Shahr-e-jaanan mein ab ba-safa kaun hai

Dast-e-qaatil ke shaayan raha kaun hai

Rakht-e-dil baandh lo, dil figaaro chalo

Phir hamin qatl ho aayen yaaro chalo.

Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo

Share this post


Link to post
Share on other sites

^^ Bohot he khubsurat dh'agga (thread) hai

Mujh ko Faiz key "Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo" sab say zyada pasand hai.

Pesh e khidmat hai aik aur ala nazm

Dil se peham khayal kehta hai

Itni shereen hai zindagi iss pal

Zulm ka zehr gholne waale

Kamran ho sakein ge aaj na kal

Jalwagah-e wisaal ke shamein

Wo bhujha bhi chukay aggar to kya

Chand ko gul karein to hum janein

P.S. Roman urdu kay liye ma'zrat!

Share this post


Link to post
Share on other sites
^^ Bohot he khubsurat dh'agga (thread) hai

Mujh ko Faiz key "Aaj bazaar mein paa-ba-jaulan chalo" sab say zyada pasand hai.

Pesh e khidmat hai aik aur ala nazm

Dil se peham khayal kehta hai

Itni shereen hai zindagi iss pal

Zulm ka zehr gholne waale

Kamran ho sakein ge aaj na kal

Jalwagah-e wisaal ke shamein

Wo bhujha bhi chukay aggar to kya

Chand ko gul karein to hum janein

wohee shuguftagee, wohee chashni, wohi inqalabiyat. Faiz as always. :)

P.S. Roman urdu kay liye ma'zrat!

Ney bother. Keep sharing.

Thanks.

Share this post


Link to post
Share on other sites

Pooran mashi ki raaton mein sadiyon se chaand ugta aaya hai magar aaj bhi usko takte hoay ji hee nahi bharta

aisi hee taceer Faiz sahab ke kalam mein hei , baarhaa parhee hoee tehereerain bhi do jahaan se bekhabar karne ki taqat rakhte hein

Do meri pasand ke gauhar e nayaab jinki damak ko maah o saal mein waqt ki gard maand nahi kar payee

faf3xp8.gif

faf21ql3.gif

Share this post


Link to post
Share on other sites

ayadat ka behud shukriya mohtarama , hum theek hein , hamae kuch nahi hota , vo kehte hien na lakhar hazam pathar hazam hahaahahaha us qism ke begherat hein hum........:-)

barbadi-e-dil jabr nahi faiz kisi ka

wo doshman-e-jan hai tu bhula kion nahi detay!

aray mohtarama hacil e zeest thehren jo kuch log unko bhula diya to raiygaan hayaat hee sari :-)

waise bhi naqsh e paa sahab ne kya khub kaha ke :

tujhe bhulane ki koshish bhi yaad hei darasal

tujhe mein kaise bhulaoun tu he bata mujh ko

eik aur sher jo zehan ke darechon pe dastak de raha hei

eik daagh e mohabbat hei kahan chupa rakhon

tamaam umr ka haacil hei kya kiya jaye

Share this post


Link to post
Share on other sites
pichle hafte jism eik naye dard ke tajurbe se guzra aur faiz sahab ki ye nazm aur iska dard mehsus kar payee

copyofindexqw4jf4.jpg

.....................

khuda is khobsorat ,hasas ar anmol dil ki hifazat frmaye

k ye dil to bohat se dilon ka asra boht se dilon ke drd ka maseeha dikhayi deta hei

khuda seht aor zindgi ata kre amra. boht jyen ap

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...