Jump to content
In the Name of God بسم الله

Khail-e-Fatima

Rate this topic

Recommended Posts

Guest Asad_Ali
Posted

Salaam walaikum, i need the wording for this nohay.....can anyone help...salaam

Guest Sipah e Tabarra
Posted

salamu alikum

that is like my fave noha i love it so much and i have been begging to get the words to it for so long..inshaAllah i hope you can find them and if you do plz share...

jazakAllah khair

Guest Sipah e Tabarra
Posted

(salam)

i have several different ones of it ..how can i upload them to shiachat??

jazakAllah khair

Guest Sipah e Tabarra
Posted

salamu alikum

so does this mean you can do the wording or not Ali bhai???

jazakAllah khair

Guest Asad_Ali
Posted

hey guyz...keep on lookin...anyone gets it plz post it here, smewhr smehow...anyhow get it.. !!!

  • Advanced Member
Posted (edited)

u shud've asked earlier innit....sum1 needs 2 fix this noha 4 me tho :unsure: some of the words...

Khayaal-e-Fatima, deen kii hai aabru Zainab -2

Ali Imam kii sajdoân mein arzoo, Zainab

Hai zay say zeenat-e-ajdaur yay say yakta hai

toh noon say yeh naboowat kii mohsina thehrii

Jo bay kay raaz ko, kholoo’n to bay Ali, Maula

Thi baab-e-ilmi ki beti, muallima tehri

Misaal-e-Fatima Zahra hai hubahu Zainab

Mujhay Hussain kii bay misl sajdagah kii qasam

kahiin na hoti namaz-o-qurâan kii baatain

Manaat-o-zaat kii, pooja bahaal ho jaati

Na karteh log dahar mein imaan kii baatain

Sunaan-e-khutbay jo, jaati na (khudbakhud?)Zainab

Janab-e-Akba-e-Zeesha’n kii parvarish kar kay

maqam-e-aamna khaliq say paa gaeen bibi

Janab-e-Abid-e-beemar kii bakaa, kay liyay

Dayaar-e-shaam mein sar nangay aa gaee’n bibi

Ali kii tarha thii, baatil kay roo- baroo Zainab

Ajeeb-e-aalam-e-ghurbat thah shaam mein logo’n

rasan mein qaid thii baalo'n (soz my bad), say muh chupaaye huay

chahar-samt se honay lagee thii sang, baari

hui jo daakhil-e-bazaar sar jhukaaye huay

bachatii deen ko ho gayi lahu lahu Zainab

hajoom-e-aam se guzri toh ek aurat ne

ali kii beti ko pathhar uthaa ke maara thah

mohaz-o-khoon toh chehray pe ek naqab thah

ke pardagaar kii (something) ka ek ishaara thah

chali thi jaanib-e-darbaar surkh roo Zainab

Khayaal-e-Fatima, deen ki hai aabru Zainab....

Edited by Nida_e_Zahra
  • 1 month later...
Guest Sipah e Tabarra
Posted

salams

omg sis i just saw this and i cant thank you enough i have been begging for the words for ages and no one had them thank you thank you thank you...this is why i love you..your da best :wub: :wub: :wub:

  • 2 weeks later...
  • Advanced Member
Posted

Dear sister nida ,

thankyou on behalf of everyone for taking the effort to write the words. It is a beautiful, thought provoking, and "rikkat amaiz" noha. If you allow me to make a few corrections and add 3 paras...

Khayaal-e-Fatima, deen kii hai aabru Zainab -2

Ali Imam kii sajdon mein arzoo, Zainab

Hai zay say zeenat-e-AJDAD yay say yakta hai

toh noon say yeh naboowat kii mohsina thehrii

Jo bay kay raaz ko, kholoon to bay Ali, Maula

Thi baab-e-ilmi ki beti, muallima tehri

Misaal-e-Fatima Zahra hai hubahu Zainab

Mujhay Hussain kii bay misl sajdagah kii qasam

kahiin na hoti namaz-o-qurâan kii baatain

Manaat-o-LAAL kii, pooja bahaal ho jaati

Na karteh log dahar mein imaan kii baatain

Sunaan-e-khutbay jo, jaati na KOO- BA-KOO Zainab

Janab-e-AKBAR E JEEDAR? kii parvarish kar kay

maqam-e-aamna khaliq say paa gaeen bibi

Janab-e-Abid-e-beemar kii bakaa, kay liyay

Dayaar-e-shaam mein sar nangay aa gaeen bibi

Ali kii tarha thii, baatil kay roo- baroo Zainab

Ajeeb-e-aalam-e-ghurbat thah shaam mein logo

rasan mein qaid thii BAALON say muh chupaaye huay

chahar-samt se honay lagee thii sang, baari

hui jo daakhil-e-bazaar sar jhukaaye huay

bachatii deen ko ho gayi lahu lahu Zainab

_____

Janab e Syed e Sajjad aik din logo,

chalay to gir, paray agla qadam utha na sakay

yun shimr ghoray ko lehrata agaya,, yukdum,

alam zaeef ko mal'oon say bacha na sakay

ajeeb yaas say tuktee thee chaarsoo Zainab

Kabhee Sakina ko, daitee rahee dilaasay woh

Kaheen Rubab ka ghurbat, mayn ghum batatee theen,

Kabhee Sajjad kay ashkon ko saaf kartee theen

Kaheen woh Farwa ko apney galay lagatee theen,

Baree kathan thee jo kartee thee justujoo Zainab

______

hajoom-e-aam se guzri toh ek aurat ne

ali kii beti ko pathhar uthaa ke maara thah

BAHA JO KHOON toh chehray pe ek naqab SA thah

YEH PARDADAAR kii FATHAH ka ek ishaara thah

chali thi jaanib-e-darbaar surkh roo Zainab

____________

Dyar- e- ghair mayn, Tauqeer pardeh daaree ko

batool zadi nay kuch is tarah bachaya tha

naqab balon ka, moonh pur to sur pay khaak e shifa

zaban pay lehja-e shair- e khuda sajaya tha

Ali kay lehjay mayn kartee theen guftugoo Zainab

Khayaal-e-Fatima, deen ki hai aabru Zainab....

wasalam,

May Allah Almighty bless the poet and the recitors of this noha, and all those who listen to it.

  • Veteran Member
Posted

I got Muj Rahi, I don't have it on me right now, but I read it the other day so this is what I remember :huh:..

Muj Rahi Khalq Main In Ankhon Nai Kiya Kiya Dekha

Per Kahin Sibt-e-Payamber Sa Na Aqaa Dekha

1) Aik Ghatri Shahi Deen Pusht Pai Layai Jis Main

Mainai Tukrai Tukrai Qasim ka Sarapa Dekha

2) Ja Kai Zainab nai Medinai main kahan Sughra Sai

Ghar Luta Qaid Huwi Bahi Ka Lasha Dekha

3) Mainai dekha kai Ali Asgher ka gala khoon main Tar

Mainai Abbas ko raiti pai tarapta dekha

  • Advanced Member
Posted (edited)

Mujhay Hussain kii bay misl sajdagah kii qasam

kahiin na hoti namaz-o-qurâan kii baatain

Manaat-o-LAAL kii, pooja bahaal ho jaati

Na karteh log dahar mein imaan kii baatain

Sunaan-e-khutbay jo, jaati na KOO- BA-KOO Zainab

whats koo ba koo???? thts why i wrote khudbakhud cos iv never hrd of tht word b4 :blush:

lol thankooooooooooo sis :wub:

thankyou on behalf of everyone for taking the effort to write the words

sorry but i sort of had it copy pasted from peer-- he had it done in one of the threads, so i actually didn't write it up :blush: :)

<{POST_SNAPBACK}>

salam,

koo ba koo, means "here and there"(i think) . i ve heard it being used a lot of times in urudu literature, poetry, and it must mean either here and there, or everywhere, something to that effect.

  • Advanced Member
Posted (edited)

(salam)

id like to add a couple of verses to mujrahi khalq mein

mein ne dekha alam e shah ko alada e khoon

mein ne naezae pe saray dilbar e zehra dekha

kehti thein zainab (as) e muztar ke khuda khjair karay

raat ko khwaab mein uryaan saray zehra (as) dekha

mein ne dekha tan e shabbir (as) ko be gor o kafan

mein ne taapoun se janazay ko kuchalta dekha

haey kyoun gor na ho gaein ke inn aankhoun ne

qaed khanay mein sakina (as) ka janaza dekha :cry:

wasalam

Edited by umme aimen kazmi
  • 6 years later...
  • Advanced Member
Posted

Assalam o alaikum,

I know it's a little late but for all the future references, here are soem amendments to the wordings of KHAYAL-E-FATIMA

Khayaal-e-Fatima, deen kii hai aabru Zainab -2

Ali Imam kii sajdon mein arzoo, Zainab

Hai zay say zeenat-e-AJDAD yay say yakta hai

toh noon say yeh naboowat kii mohsina thehrii

Jo bay kay raaz ko, kholoon to bay Ali, BOLA

Thi baab-e-ilmi ki beti, muallima tehri

Misaal-e-Fatima Zahra hai hubahu Zainab

Mujhay Hussain kii bay misl sajdagah kii qasam

kahiin na hoti namaz-o-qurâan kii baatain

Manaat-o-LAAL kii, pooja bahaal ho jaati

Na karteh log dahar mein imaan kii baatain

Sunaan-e-khutbay jo, jaati na KOO- BA-KOO Zainab

Janab-e-AKBAR E ZEEJAH kii parvarish kar kay

maqam-e-aamna khaliq say paa gaeen bibi

Janab-e-Abid-e-beemar kii bakaa, kay liyay

Dayaar-e-shaam mein sar nangay aa gaeen bibi

Ali kii tarha thii, baatil kay roo- baroo Zainab

Ajeeb-e-aalam-e-ghurbat thah shaam mein logo

rasan mein qaid thii BAALON say muh chupaaye huay

chahar-samt se honay lagee thii sang, baari

hui jo daakhil-e-bazaar sar jhukaaye huay

bachatii deen ko ho gayi lahu lahu Zainab

_____

Janab e Syed e Sajjad aik din logo,

chalay to gir, paray agla qadam utha na sakay

yun shimr KORAY ko lehrata agaya,, yukdum,

HARAM GHAREEB ko mal'oon say bacha na sakay

ajeeb yaas say tuktee thee chaarsoo Zainab

Kabhee Sakina ko, daitee rahee dilaasay woh

Kaheen Rubab ka ghurbat, mayn ghum batatee theen,

Kabhee Sajjad kay ashkon ko saaf kartee theen

Kaheen woh Farwa ko apney galay lagatee theen,

Baree kathan thee jo kartee thee justujoo Zainab

______

hajoom-e-aam se guzri toh ek aurat ne

ali kii beti ko pathhar uthaa ke maara thah

BAHA JO KHOON toh chehray pe ek naqab BANA

YEH PARDADAAR kii FATHAH ka ek ishaara thah

chali thi jaanib-e-darbaar surkh roo Zainab

____________

Dyar- e- ghair mayn, Tauqeer pardeh daaree ko

ALI KI BAITI nay kuch is tarah bachaya tha

BANAYA BAALON SE PARDAH TO DAR PE KHAAK E SHIFA

zaban pay lehja-e shair- e khuda sajaya tha

Ali kay lehjay mayn kartee theen guftugoo Zainab

Khayaal-e-Fatima, deen ki hai aabru Zainab....

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

×
×
  • Create New...