Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
khakay batool

Khiraj-e-ishq

Recommended Posts

یا علی تیرا حسیں نام بھلا لگتا ہے

تیری نسبت سے یہ اسلام بھلا لگتا ہے

لوگ کہتے ہیں ترے عشق میں کافر، مجھکو

اور مرے دل کو یہ الزام بھلا لگتا ہے

شوکت رضا شوکت

Edited by khakay batool

Share this post


Link to post
Share on other sites

یÇ Úáی ÊیÑÇ ÍÓیŸ äÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

ÊیÑی äÓÈÊ Óÿ یÀ ÇÓáÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

áæ ˜ÀÊÿ ÀیŸ ÊÑÿ ÚÔÞ ãیŸ ˜ÇÝÑ¡ ã̪˜æ

ÇæÑ ãÑÿ Ïá ˜æ یÀ ÇáÒÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

Ôæ˜Ê ÑÖÇ Ôæ˜Ê

Ali k eishq may gar rafizi kaha jaeay

eshi jurm may phir qatl kar deya jaeay

mujhay manzoor hay shayad eshi tarhan say mujhay

karbala walo may mehshoor karliya jaeay

Share this post


Link to post
Share on other sites

یÇ Úáی ÊیÑÇ ÍÓیŸ äÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

ÊیÑی äÓÈÊ Óÿ یÀ ÇÓáÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

áæ ˜ÀÊÿ ÀیŸ ÊÑÿ ÚÔÞ ãیŸ ˜ÇÝÑ¡ ã̪˜æ

ÇæÑ ãÑÿ Ïá ˜æ یÀ ÇáÒÇã ȪáÇ áÊÇ Àÿ

Ôæ˜Ê ÑÖÇ Ôæ˜Ê

Salam ,

A very good selection

ws

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam jazak Allah

maula apako salamat rakhe

isi raah main ghalib ke sher peshe khidmat hai

"""mey khar hun agar che na jannat main ja sakun

mumkin hai bade marg hi kuch kaam a asakun

eindhan bana de mujhko jahannum ka aye khuda

main dushmane ali ke kaleje jala sakun"""

""""kal ke liye na aaj kar khissat sharab main

ye sue zan hai saqiye kausar ke baab main

ghalib nadiime dost se aati hai buue dost

mashghoole haq hun bandagiye buturab main"""""

Email me

Share this post


Link to post
Share on other sites

ªیš ÏیÇ ÿ Ò˜Ñ ãæáÇ

ªیš ÏیÇ ÿ Ò˜Ñ ãæáÇ - ããÈÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

˜ÝÑ Àÿ Ñ یÀ ÚÔÞ Úáی ˜Ç - ˜ÇÝÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÈäÊ ÇÓÏ Êæ ÌÇیŸ ی ÀÑ ÍÇá ãیŸ ˜ÚÈÿ ˜ÿ ÇäÏÑ

ÔÞ Àæی ÏیæÇÑ ˜ÀÇŸ Óÿ - ãÇÏÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÇÓãÚیá یÀ Óæ ÑÀÿ Ѫÿ ˜یæŸ ÑÏä À ÈÇÊ Ñ˜ªæŸ

äÇã Úáی Àÿ ãیÑÿ áÈæŸ Ñ - ÎäÌÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÚÔÞ Úáی ˜ÿ ÏÚæÿ ÏÇÑæŸ ÑÈ ˜ی ÚÈÇÏÊ áÇÐã Àÿ

یÀ ˜ÀÀ ˜ÿ ãÊ ÌÇä ªšÇæ - ãÍÔÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

hyder-1.jpg

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÚÔÞ Úáی ˜ÿ ÏÚæÿ ÏÇÑæŸ ÑÈ ˜ی ÚÈÇÏÊ áÇÐã Àÿ

یÀ ˜ÀÀ ˜ÿ ãÊ ÌÇä ªšÇæ - ãÍÔÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

loot leya bhai aapnay to sara mushaeyra. wah wah wah wah

Share this post


Link to post
Share on other sites

ju Murtaza ki Ziarat key khuwab rakhtey hein

wo apney hissey mein Solid Sawab rakhtey hein

hei main door per tehrer jis key Nad-e-Ali

wo gher mein Lamp nahi Aftab rakhtey hein

Ali key jitney Laqab hein sub Asmani hein

wo or hongey jo Local Khitab rakhtey hein

nazar na ayega un ko Gadeer ka Hero

jo apney cheron pay Theri Naqab rakhtey hein

janab-e-sheikh chupaye hein yun Qameez mein Sir

chupa k jaisey Sharabi Sharab rakhtey hein

Merey Ali key Fazayel wo kaisey perh payen

jo apney hath mein Ulti Kitab rakhtey hein

Rasool-e-Pak say kis terhan wo Connected hon

jo Sim to theek Mobile kharab rakhety hein

Ali k tukron per palti hei Kainat-e-Shikam

ye Rizq-e-Pak ka Total Hisab rakhtey hein

Shareef Maaoon key Beton ki hei ye hi Pehchan

Dilon mein Hub-e-Ali be-hisab rakhtey hein

Share this post


Link to post
Share on other sites

ªیš ÏیÇ ÿ Ò˜Ñ ãæáÇ

ªیš ÏیÇ ÿ Ò˜Ñ ãæáÇ - ããÈÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

˜ÝÑ Àÿ Ñ یÀ ÚÔÞ Úáی ˜Ç - ˜ÇÝÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÈäÊ ÇÓÏ Êæ ÌÇیŸ ی ÀÑ ÍÇá ãیŸ ˜ÚÈÿ ˜ÿ ÇäÏÑ

ÔÞ Àæی ÏیæÇÑ ˜ÀÇŸ Óÿ - ãÇÏÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÇÓãÚیá یÀ Óæ ÑÀÿ Ѫÿ ˜یæŸ ÑÏä À ÈÇÊ Ñ˜ªæŸ

äÇã Úáی Àÿ ãیÑÿ áÈæŸ Ñ - ÎäÌÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

ÚÔÞ Úáی ˜ÿ ÏÚæÿ ÏÇÑæŸ ÑÈ ˜ی ÚÈÇÏÊ áÇÐã Àÿ

یÀ ˜ÀÀ ˜ÿ ãÊ ÌÇä ªšÇæ - ãÍÔÑ ÌÇäÿ ÍیÏÑ ÌÇäÿ

hyder-1.jpg

salam mikayl maula tumhe salamt rakhe itna pyara likha hai

kahs tour par last shair bahut khubsurat aur haqiqi tha shukriya azizam

maula jazaye khair de ameen

Share this post


Link to post
Share on other sites

- + / * ye mathematics kay symbols ko shair ne kitni khoobsurti se pesh kiya hey:

Jama (+) sab kuch kiya tum ne Ali ki zarb (*) kay sadqay

Muaarikh aaj bhi is baat ko tasleem kerta hey

Tumhari aur Ali ki zarb mein sadyon ki doori hey

Tumhein tafreeq (-) aati hey Ali taqseem (/) kerta hey

----------------------------------------------------

Wo bulandi hey Ali jahan koi ja nahi sakta

Har kisi kay zarf mein Ali sama nahi sakta

Jis Ali ko jaantay hain sirf Khuda-o-Rasool

Munafiq ki samajh mein Ali aa nahi sakta

----------------------------------------------------

Basher ki sarbulandi mein bhi koi raaz hota hey

Jo sar dey dey sar-e-maydaan wo sarfaraz hota hey

Jahan per khatam hoti hain hudood-e-aqal-e-insaani

Wahan se Panjetan ki Shan ka aghaaz hota hey

----------------------------------------------------

Kitni haseen qabar ki wo raat ho gai

Maula Ali se jab kay mulaqaat ho gai

Munkir Nakeer aaye kernay ko jab hisab

Mein ne kaha Ali se meri baat ho gai

----------------------------------------------------

Ali na hotay Auhad mein tou aey musalmano

Ye Janasheeni-e-Nabi kidhar gai hoti

Qasam Khuda ki Ali ne bacha liya in ko

Warna khalifa bannay se pehlay hi mar gai hoti

----------------------------------------------------

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam Mikayl,

wapas aAgaai aAp? kuch tafseel nahi share karein gain hum sab sey Hajj ki. kaisa tajriba raha?

kalam bohat acha hai. share kertey rahiye.

ws

w'salam behna ji

atay hi daftar main work load boht ho gaya so busy busy ,,, ,, , ,

waha ka sirf itna sun lain k

4 patthar hain

3 ko log pathar martay hain (chota shetan, bara, or darmiyana) :)

1 ko choomtay hain :) (hijray aswad)

detail say phir kabhi bataonga inshallah

Share this post


Link to post
Share on other sites

SAFAR TAVEEEEEEL HAI

UMRE DARAZ CHOTI HAI

ALI KA ZIKR BAHOT HAI

HAYAT CHOTI HAI

ALI KO KAISE MAIN MAULA E KAYNAAT KAHU

BADA HAI NAAM E ALI

KAYNAAT CHOTI HAI

ALI FAROO BHI HAI , ALI USOOL BHI

ALI MAULAE KAYNAAT , SHOHRE BATOOL BHI HAI

YA ALI KEHNA AGAR HAI HARAAM (MAZALLAH)

TO IS GUNAH ME SHAMIL MERA RASOOL(S) BHI !!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Naad-e- Ali Ka wird jo kertee chalee gayee

umre rawan sukuoon say guzertee chalee gayee

jis nay der-e-Hussain pey ser ko jhuka diya

Woh shekhsiyet jahan may ubhertee chalee gayeee

maydan may taigh desht may teagh-e-Ali na pooch

ser say chalee badan may utertee chalee gayee

fouj-e-udu pay daal kay aik ser seri nigaah

ser ko uratee ser say guzertee chalee gayee

katey kahin galay kahin kholay badan may chaak

lakhon yAziDiYoN ko masalti chalee gayee

deewana waar loug bhi martay chalay gaye

taigh e Ali jidher say guzartee chali gaye

duniya may zikr-e-Al-e-Muhammad na ruk saka

duniya yeh arzoo liyay mertee chalee gayee

maot aaarehi thee dekha jo leb per Ali ka naam

mujh say milay begher guzertee chalee gayee

merhab hawa may uchla jo kah ker Ali kee zerb

haton say taegh peyron say dhertee chalee gayee

gohar~ lahad may puhncha jo ashk-e-aza liyay

Aik roshni lahad may utertee chalee gayee

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam maula ke fazael peshe khidmat hain

""murtuza ko khana zade reabbe akbar dekh kar

byaah di beti payambar ne bada ghar dekh kar

jab bhi uthega nabi ki ja nashini ka sawal

faisla hoga shabe hijrat ka bistar dekh kar"""

""jin logon ne tha hukme ghadiri bhula diya

jo phir gaye rasoool se paiman bandh ke

Allah ki zamin unhe deti rahi panah

ab sheher sheher phirte hain saman bandh ke""

weassalam

Share this post


Link to post
Share on other sites

ᘪ ᘪ ˜ÿ õæãÊÇ ÀæŸ ÊیÑÇ äÇã یÇ Úáی

Ïá ãیŸ ÈÓÇ ÀæÇ Àÿ ÊیÑÇ äÇã یÇ Úáی

áÊی äÀی Àÿ ˜æی Ȫی Šªæ˜Ñ ã̪ÿ ˜Èªی

ÂÊÇ Àÿ ÊیÑÇ äÇã ãیÑÿ ˜Çã یÇ Úáی

Share this post


Link to post
Share on other sites
Maula as.gif key huzoor, ye entekhaab hazir hai jo hum ko dil sey pasand aya. aik Hindu shaira, Devi Roop Kumar ka kalam hai. dua hai esi kalam key tufail, Maual as.gif en key dil ko noor e emani sey munawar keren.

ÇááøÀ Óÿ ǘ ÍÑÝ Ìáی ãÇä ÑÀی ÀæŸ

یÒÏÇŸ ˜ی æáÇیÊ Óÿ æáی ãÇä ÑÀی ÀæŸ

áæ ˜Ñ ÏیÇ ˜æäیä ˜Ç ÏیæÇáیÇ ãیŸ äÿ

ãیŸ ÇõÓ ˜ÿ ÎÒÇäÿ Óÿ Úáی ãÇä ÑÀی ÀæŸ

Allah HUMMA SALAY ALA MOHAMMAD WA ALAY MOHAMMAD

Share this post


Link to post
Share on other sites

Úáí ˜æŸ íÑ ãä ãÍÔÑ Ïí

Ìÿ ÇÀäÏÇ ÀíŸ ÊæŸ ÍÑ ÓäÏí

ÇÀÇ ãÑÖí Ìáí Ïí Àÿ

Úáí Ïí Ìæ ÑÖÇãäÏí

Úáí ˜æŸ ªæš ÛíÑÇŸ Ïÿ

íæŸ ÏÑ Êÿ Êíí ÞÓãÊ

äíæíŸ íÑ Êªÿ ̪æŠÿ

ÔíÑíŸ Àÿ ÓãÑ ÞäÏí

˜ÑíŸ ãæáÇ ÏÇ ÍÌ ÓÌÏÀ

Èäíæ Ÿ ãæ áæ Ï ÏÇ ÏÔãä

˜íÊªæ Ÿ Ïí Àÿ ãÓáãÇäí

˜í滾٠Ïí Àÿ ÚÞáãäÏí

Úáí Ïÿ ãÏÍ ÎæÇ Ÿ ãíËã

ኘ Óæ áí ˜ªÇ ªæšíÇ

ãÍÈÊ ÝØÑ ÊÇ ÍÑ Àÿ

Çʪÿ ãã˜ä äÀ Ç ÈäÏí

Úáí Ïí Ìæ æáÇ æ Àä

Ýí ÇáÍÞíÞÊ ÇæÀ äÀíŸ ãÑÏÿ

Ó ãÑÏä ÇááÀ ÓíÇ

ÓíÏ ÚËãÇä ãÑæäÏí

Share this post


Link to post
Share on other sites

اگر علی کی ولایت کا تجھے اعتراف نہیں

تو خطائیں تیری حضور ِخدا معاف نہیں

تن پہ جامہءاحرام، دل میں بغض ِعلی

یہ تیرے نصیب کے چکر ہیں طواف نہیں

نثار ِ مرتضی ہوں،پنجتن سے پیار کرتی ہوں

خزاں جس پہ نہ آئے اس چمن سے پیار کرتی ہوں

عقیدہ مذہب ِانسانیت میں کب ضروری ہے

میں ہندو ہوں،مگر اک بت شکن سے پیار کرتی ہوں

(دیوی روپ کمار)۔

Edited by khakay batool

Share this post


Link to post
Share on other sites

EID MUBARAK!!

__________________________________________________________________________________________________________________________

salam to all,

hamari janib sey aAp sab ko Akhi e Mustaf (pbuh), Wasi e Rasool (pbuh), Wali Allah, Ameer Al Momineen, Mushkil kusha, Shair e Khuda, Bab e ILm, Hazrat Ali Ebne Abu Talib (as) ki wiladat mubarak ho.

Perwerdegaar merey Maula key darajaat baland karey. Ameen

Allah HUMMA SALLAY ALA MOHAMMAD WA ALAY MOHAMMAD

ws

Share this post


Link to post
Share on other sites

مولا علی، شعور ِ بشر،فکر ِ ارجمند

ڈالی ہے جس کی سوچ نے افلاک پہ کمند

وہ جس کا مرتبہ بنی آدم میں ہے بلند

چھڑکا ہے جس نے موت کے چہرے پہ زہر ِخند

جو نقطہء عروج ِ فروغ و اصول تھا

بستر پہ سو گیا تو شبیہہ ِ رسول تھا

Edited by khakay batool

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÝÑÇÒ öÏÇÑ Óÿ ãیËã ÈیÇä ˜ÑÊÿ ÀیŸ

ÑÀÿ Ç Ð˜Ñ öÚáی Àã ÒÈÇä ÏیÊÿ ÀیŸ

Úáی ˜ی ÌÇÆÿ æáÇÏÊ ˜ی ÌÈ Èªی ÈÇÊ áی

˜ÀÇ ÎÏÇ äÿ Àã ÇäÇ ã˜Çä ÏیÊÿ ÀیŸ

ÕÝیŸ ÈäÇÄ ãÍÈæŸ ˜À ÏÇÑ Óÿ ãیËã

äãÇÒ öÚÔÞ Úáی ˜ی ÇÐÇä ÏیÊÿ ÀیŸ

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...