Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 5, 2009 Q. Quran Pak ki woh konsi do (2) Sura hain jo ek sath nazil hui?Q. Qayamat kay din Khateeb-e-Paygamber kon se Paygamber hongey?Q. Kis shakhs kay baray mein hokum hey kay agar woh beemar ho tou us ki ayadat ko na jao? Us ki namaz-e-janaza na perho? Mohtaj ho tou usay zakat na do? Agar koi apni beti ki shadi us se karay ga tou us ne apni beti ko dozakh mein daal diya?Q. Woh konsa jaandar hey jo Doodh aur Unday dono deta hey? 2 Najaf abbas and Maida Batool reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 6, 2009 * ALL WRONG ANSWERS * Share this post Link to post Share on other sites
Ali Huzaifa 191 Report post Posted May 6, 2009 hehehe Share this post Link to post Share on other sites
Aabiss_Shakari 1,376 Report post Posted May 6, 2009 Lol! agar yae ghalat hain phir bhee main iss aitmaad kee daad diyae baghair nahin reh sakta jiss aitmaad sae yae jawab diyae gayae hain Share this post Link to post Share on other sites
toocoool66 4 Report post Posted May 6, 2009 (bismillah) (salam) Q. Quran Pak ki woh konsi do (2) Sura hain jo ek sath nazil hui?mododi sahab ne apni tafseer ma behqi ko quote kar ka likha hai ka mauzateen yani surat naas oor surat falaq aikathi nazil hoi thiQ. Qayamat kay din Khateeb-e-Paygamber kon se Paygamber hongey?pata nahiQ. Kis shakhs kay baray mein hokum hey kay agar woh beemar ho tou us ki ayadat ko na jao? Us ki namaz-e-janaza na perho? Mohtaj ho tou usay zakat na do? Agar koi apni beti ki shadi us se karay ga tou us ne apni beti ko dozakh mein daal diya?nasibiQ. Woh konsa jaandar hey jo Doodh aur Unday dono deta hey?monotreme Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 6, 2009 Q. Quran Pak ki woh konsi do (2) Sura hain jo ek sath nazil hui?A. Sura-e-Falak and Sura-e-NaasQ. Qayamat kay din Khateeb-e-Paygamber kon se Paygamber hongey?A. Hazrat Shoaib ASQ. Kis shakhs kay baray mein hokum hey kay agar woh beemar ho tou us ki ayadat ko na jao? Us ki namaz-e-janaza na perho? Mohtaj ho tou usay zakat na do? Agar koi apni beti ki shadi us se karay ga tou us ne apni beti ko dozakh mein daal diya?A. SharaabiQ. Woh konsa jaandar hey jo Doodh aur Unday dono deta hey?A. Bakery wala Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 6, 2009 (edited) Q. Aasmano mein Bibi Fatema ASWS ko kin 3 naamo se pukara/jana jata hey?Q. Us jang ka naam bataein jis mein Maula Ali ASWS ne jino se jang ki thi?Q. Duniya-e-Insaniyat mein woh kon sa pehla shakhs tha jis ne aag ki parastish ki thi?Q. Jummay (Friday) kay din ko pehlay kiya kaha jata tha?Q. Woh kaun sa waqiya/waqt tha jab duniya ki 25% population mar (died) gai thi? Edited May 6, 2009 by Your-Best-Friend Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 6, 2009 !!!!!ANYONE ELSE PLEASE????? Share this post Link to post Share on other sites
LOVER of AHLE BAYT 2 Report post Posted May 6, 2009 Q. Aasmano mein Bibi Fatema ASWS ko kin 3 naamo se pukara/jana jata hey?Al-Siddiqa(s.a), Mubaraka (s.a) , Tahera (s.a)Q. Us jang ka naam bataein jis mein Maula Ali ASWS ne jino se jang ki thi?dunnoQ. Duniya-e-Insaniyat mein woh kon sa pehla shakhs tha jis ne aag ki parastish ki thi?Qabil..Q. Jummay (Friday) kay din ko pehlay kiya kaha jata tha?dunnoQ. Woh kaun sa waqiya/waqt tha jab duniya ki 25% population mar (died) gai thi?when Qabil Killed Hazrat Habeel (a.s).. Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 7, 2009 Q. Aasmano mein Bibi Fatema ASWS ko kin 3 naamo se pukara/jana jata hey?1) Nooria2) Samawia3) Hania(Reference: Baitul Ahzan)-----------------------------------------------------Q. Us jang ka naam bataein jis mein Maula Ali ASWS ne jino se jang ki thi?A. Jang-e-Behrul Ilm-----------------------------------------------------Q. Duniya-e-Insaniyat mein woh kon sa pehla shakhs tha jis ne aag ki parastish ki thi?A. Qabeel (son of Hazrat Adam AS)-----------------------------------------------------Q. Jummay (Friday) kay din ko pehlay kiya kaha jata tha?A. Youm-ul-Aroobah-----------------------------------------------------Q. Woh kaun sa waqiya/waqt tha jab duniya ki 25% population mar (died) gai thi?A. Jab Qabeel ne Habeel ko mara tha. Us waqt duniya mein sirf char (4) insaan thay i.e. Hazrat Adam AS, Bibi Hawwa SA, Habeel and Qabeel.----------------------------------------------------- 1 Aabiss_Shakari reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
toocoool66 4 Report post Posted May 7, 2009 (edited) (bismillah) (salam) mashallah nice thread, quite informativemagar kindly reference diya kijaylike ap ne names wale me diya hain, is terahfaida ye hota hai ka aik hi thread ma ap ke pass kafi reference jama ho jate hainagarcha is ma ap ko thora time lage gabut it would benefit othersit is just a request thoughmay Allah bless u for sharing your knowledge with us amin Edited May 7, 2009 by toocoool66 Share this post Link to post Share on other sites
Basim Ali 1,100 Report post Posted May 7, 2009 (bismillah) (salam) ,Q1. Madinah al Munawwara ka purana naam bataiyay.Q2. Makkah al Mukarram ka bhi purana naam bataiyay.Q3. Hazrat e Muslim ibn Aqeel ki tareekh e paidaish (wiladat) kia thi?Q4. Imam Ali (as) ke par dada aur par nana ka naam bataiyay.Q5. Dunya main sabsay zada baarish kahan hoti hai?? :D Wassalam aur apna khayal rakhiyay ga, Share this post Link to post Share on other sites
MOHIB E AHLAYBAIT 215 Report post Posted May 7, 2009 (bismillah) Q5. Dunya main sabsay zada baarish kahan hoti hai?? :DZameen pay :) 1 Najaf abbas reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
Syeda 0 Report post Posted May 7, 2009 i think dunya mai sab say ziada barish india mai hoti hai Share this post Link to post Share on other sites
Ali Huzaifa 191 Report post Posted May 7, 2009 i think dunya mai sab say ziada barish india mai hoti haivery correct "cherapunji" is the city 1 Najaf abbas reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
MOHIB E AHLAYBAIT 215 Report post Posted May 7, 2009 (edited) Q4. Imam Ali (as) ke par dada aur par nana ka naam bataiyay.Hashim ibne Abd-e-Manaf Edited May 7, 2009 by MOHIB E AHLAYBAIT 1 Najaf abbas reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
MOHIB E AHLAYBAIT 215 Report post Posted May 7, 2009 Hazrat Ali kay walid thay Hazrat Abu Tabli, unkay walid.. abdul mutalib or unkay walid ka naam tha Hashim... Or janab-e-Fatima binte asad kay walid kay naam kuch or tha... woh hashmi nahi thay... or Hazrat Abu Talib ka asal naam tha Imran as in Al-e-Imraan. 1 Najaf abbas reacted to this Share this post Link to post Share on other sites
Basim Ali 1,100 Report post Posted May 8, 2009 (bismillah) (salam) , Yaar u ppl's islamic knowled stinks :P :P :P :P JUST KIDDING YAAR :D :D1. Madinay ka purana naam Yathrib tha2. Makkay ka purana naam Batha tha3. Hazrat e Muslim Ibn Aqeel ki paidaish ussi din hui thi jis din Hazrat Abbas Ibn Ali ki paidaish hui thi, 4 Sha'ban.4. Hazrat Ali (as) kay par nana, aur par dada aik hi thay, jo kay Hashim thayDaikhiya aisay:Hazrat Ali (as) kay walib Hazrat Abu Talib aur in kay walib Abdul Mutallib jin kay walib Hashim. Janab e Hashim kay baitay Asad thay, jo kay Abdul Mutallib kay sagay bhai thay, aur Janab e Asad ki beti Fatima bint Asad, jo kay Hazrat Ali (as) ki walda theen5. Dunya mai sabsay zada barish......bathroom may hoti hai :D :D :D :P :P :P Wassalam aur apna khayal rakhiya ga, Share this post Link to post Share on other sites
toocoool66 4 Report post Posted May 8, 2009 (bismillah) (salam) kafi informative thread sabit ho raha hai sawal jawab se kafi kuch seekh leta hai Share this post Link to post Share on other sites
MOHIB E AHLAYBAIT 215 Report post Posted May 8, 2009 1. Hazrat Abbas key zoja ka naam kiya tha??2. Karbala mei imem Hussain say pehlay akhri saheehd kon thay??3. Nok-e-sina pay Imam Hussain ka sir konsi sora key ayat parh raha tha??4. Konsi sora ko sora-e-Hussain bhee kaha jata hai? Share this post Link to post Share on other sites
toocoool66 4 Report post Posted May 8, 2009 (bismillah) (salam) 1. Hazrat Abbas key zoja ka naam kiya tha??unka naam lubaba tha oor woh janab ubaidullah ibn abbas ki beti thisource:- QAMAR-E-BANI HASHIM,allama zeshan jawadi, urdu, page 4562. Karbala mei imem Hussain say pehlay akhri saheehd kon thay??janab shahzada abdullah bin hassan khuda ki lanat ho dushaman-e-ahlbait per 3. Nok-e-sina pay Imam Hussain ka sir konsi sora key ayat parh raha tha??narration of zaid bin arqamzaid bin arqam narrates that i was sitting near window in my home when i heard a lot of noise, when i saw there were heads being carried on the tip of lancers, there was one which shining like sun, and there was light coming from itand when it came near my home, my home got lightened up by that light(noor), i observed that its lips were reciting, and it was the surat of kahf and when it recited this verse Ãóãú ÍóÓöÈúÊó Ãóäøó ÃóÕúÍóÇÈó ÇáúßóåúÝö æóÇáÑøóÞöíãö ßóÇäõæÇ ãöäú ÂíóÇÊöäóÇ ÚóÌóÈðÇi got tremors when i looked at the face, it was husseinand i said"o son of prophet no doubt, your situation is even more astonishing"jala ul ayoon, vol 2, page 279(baqar majlisi narrates another narration in which another verse of surat ul kahf is mentioned)but it was surat ul kahf, the same one Share this post Link to post Share on other sites
MOHIB E AHLAYBAIT 215 Report post Posted May 8, 2009 (bismillah) janab shahzada abdullah bin hassan khuda ki lanat ho dushaman-e-ahlbait perHazrat Abdullah bin hassan key umar kiya thee Karbala mei?? Share this post Link to post Share on other sites
Syeda 0 Report post Posted May 8, 2009 1. Hazrat Abbas key zoja ka naam kiya tha??2. Karbala mei imem Hussain say pehlay akhri saheehd kon thay??3. Nok-e-sina pay Imam Hussain ka sir konsi sora key ayat parh raha tha??4. Konsi sora ko sora-e-Hussain bhee kaha jata hai?1. Hazrat Abbas a.s ki zoja ka nam "hazrat Lubaba " hai2. Imam e Hussain a.s say pehlay akhri shaheed "Hazrat Abdullah" thay3. Noke sina pay Imam e Hussain a.s ka sir sura e Kehaf ki tilawat kera tha4. i think sura fajar ko sur e Hussain a.s kaha jata hai Share this post Link to post Share on other sites
Your-Best-Friend 294 Report post Posted May 11, 2009 ANOTHER QUESTIONS?Q. Farishton mein sab se pehlay kis ne sajda kiya?Q. Hazrat Adam AS jab Jannat se niklay tou kitnay baras tak rotay rahay?Q. Maula Rasoolallah SAWAW ki Hazrat Idrees AS mulaqat kab aur kahan hui?Q. Sab se aakhir mein konsa jaanwar Hazrat Noah AS ki kashti mein sawaar huwa?Q. Islam ka purana naam kiya tha? Share this post Link to post Share on other sites
Basim Ali 1,100 Report post Posted May 13, 2009 (bismillah) (salam) , Rasoolallah (pbuh) hazrat e idrees (as) aur kayi aur paighambaroon say mairaaj kay waaqayey par milay...aik sawal uttha dimagh main..... kya janab e lubaba karbala kay maidaan main theen?Wassalam aur apna khayal rakhiyay ga, Share this post Link to post Share on other sites