Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
Amra

Apne Peghaam Ashaar Ki Soorat Rawana Kijiye...

Recommended Posts

یہ اور بات تیری گلی میں نہ آیئں ہم

لیکن یہ کیا کہ تیرا شہر چھوڑ جائیں ہم

salam

mashallah bahut acha sher likha aapne laikin shayad phont ki kuch prob thi sahi how nahi kar raha hai aapka sher bahut khubsurat hai brother

"""yo aur baat teri gali main na aayein ham

laikin ye kiya ke tera sheher chod jayein ham""

hmm bahut khubsurat sher hai

'

ek sher aapke hi mozoo se mutalliq peshe khidmat hai usme bhi aane jane ka tazkera hai laikin aapke sher main shayad mashooq ne ashiq ke aane par pabandi aayed ki hai laiikin jo sher ham tehrir kar rahe hain usme ashiq khud hi mashooq ki gali nahi jana chahta sher mulaheza ho

""main khud hi ehtiyatan us gali se kam guzarta hun

koi masooom kiun meree sabab badnaam ho jaye""

wassalam

Edited by syednaqihaider

Share this post

Link to post
Share on other sites

je shukrea boht acha sher post kea

---

lakin urdu main likhain to parhne ka khuch zeada hi maza aye.itna roman main nae ata.

--

Allah jaza de ap ko

---

wsalam

Share this post

Link to post
Share on other sites

je shukrea boht acha sher post kea

---

lakin urdu main likhain to parhne ka khuch zeada hi maza aye.itna roman main nae ata.

--

Allah jaza de ap ko

---

wsalam

salam brother aane sahi kaha mujhe urdu hi main likhna chahiye laiakin azizam yahan keyboard urdu vala nahi hai isliye filhalto roman hi se kaam chalana padega

mere sher se acha sher aapka thakahir aapek liye jawd akhtar ke ye 2 sher bhej raha hun mulaheza ho

نرم الفاظ بھلی باتیں مھزب لہجے

پہلی بارش میں ہی یہ رنگ اتر جاتے ہیں

اس دریچے میں بھی اب کوئی نہیں اور ہم بھی

سر جھکائے ہوئے چپ چاپ گزر جاتے ہیں

khair bro mujhe lagta hai urdu sahi shwo nahi karega yahan isliye roman main bhi peshe khidmat hai

narm alfaaz bhali batein muhazzab lehje

pehli barish main hi ye rang utar jate hain

us dariche pe bhi ab koi nahi aur ham bhi

sar jhukaye hue chup chap guzar jate hain

wassalam

Edited by syednaqihaider

Share this post

Link to post
Share on other sites

salam

mashallah bahut acha sher likha aapne laikin shayad phont ki kuch prob thi sahi how nahi kar raha hai aapka sher bahut khubsurat hai brother

"""yo aur baat teri gali main na aayein ham

laikin ye kiya ke tera sheher chod jayein ham""

hmm bahut khubsurat sher hai

'

ek sher aapke hi mozoo se mutalliq peshe khidmat hai usme bhi aane jane ka tazkera hai laikin aapke sher main shayad mashooq ne ashiq ke aane par pabandi aayed ki hai laiikin jo sher ham tehrir kar rahe hain usme ashiq khud hi mashooq ki gali nahi jana chahta sher mulaheza ho

""main khud hi ehtiyatan us gali se kam guzarta hun

koi masooom kiun meree sabab badnaam ho jaye""

wassalam

salam brother aane sahi kaha mujhe urdu hi main likhna chahiye laiakin azizam yahan keyboard urdu vala nahi hai isliye filhalto roman hi se kaam chalana padega

mere sher se acha sher aapka thakahir aapek liye jawd akhtar ke ye 2 sher bhej raha hun mulaheza ho

äÑã ÇáÝÇ٠Ȫáی ÈÇÊیŸ ãªÒÈ áÀÌÿ

Àáی ÈÇÑÔ ãیŸ Àی یÀ Ñä ÇÊÑ ÌÇÊÿ ÀیŸ

ÇÓ ÏÑیÿ ãیŸ Ȫی ÇÈ ˜æÆی äÀیŸ ÇæÑ Àã Ȫی

ÓÑ Ìª˜ÇÆÿ ÀæÆÿ Ç ÒÑ ÌÇÊÿ ÀیŸ

khair bro mujhe lagta hai urdu sahi shwo nahi karega yahan isliye roman main bhi peshe khidmat hai

narm alfaaz bhali batein muhazzab lehje

pehli barish main hi ye rang utar jate hain

us dariche pe bhi ab koi nahi aur ham bhi

sar jhukaye hue chup chap guzar jate hain

wassalam

:lol:

Bhahhahaha :lol:

Share this post

Link to post
Share on other sites

äÀ 滂 ˜ª ÊæÎõÏÇ ÊªÇ äÀ ˜ª ÀæÊÇ Êæ ÎÏÇ ÀæÊÇ

ÈæیÇ ã̪ ˜æ Àæäÿ äÿ äÀ ÀæÊÇ ãیŸ Êæ ˜یÇ ÀæÊÇ

ÀæÆی ãÏøÊ ˜À ãÑ یÇ ÛÇáÈ¡Ñ یÇÏ ÂÊÇ Àÿ

æÀ ÀÑ Ç˜ ÈÇÊ À ˜ÀäÇ ˜À یæŸ ÀæÊÇ Êæ ˜یÇ ÀæÊÇ

Death Anniversary Feb 15, 1869

Share this post

Link to post
Share on other sites

salam,

..aur shukriya key aAp ney yaad dilya key wo ye hi tareekh thee jab hum ney ye gouher e nayaab kho diya apney hathon sey.

Perwerdegar un ki maghfirat fermaai. ameen

hamara aik pasandeeda sher hazir hai..

Àÿ ˜ÀÇŸ¡ ÊãäÇ ˜Ç ÏæÓÑÇ ÞÏã¡ یÇÑÈ

Àã äÿ ÏÔÊ öÇã˜ÇŸ ˜æ¡Çی˜ äÞÔ öÇ ÇیÇ

(salam)

Waah Kya Kahnay

Ghalib Ka Ik Shay'r Arz Ha

ÌÈ ˜Ñã ÑÎÕÊ ÈیÈǘی æÓÊÇÎی Ïÿ

˜æÆی ÊÞÕیÑ ÈÌÒ ÎÌáÊ ÊÞÕیÑ äÀیŸ

Share this post

Link to post
Share on other sites

(salam)

Thory Correction

ãÓÆáÀ ÌÈ Èªی ÑÇÛæŸ ˜Ç ÇõŠªÇ

ÝیÕáÀ ÕÑÝ ÀæÇ ˜ÑÊی Àÿ

sorry,ghalti ho gayi insomnia ki wajah se.Correction ka shukria aur zara thore mushkil sheyr kahin.sir ke upper se guzar rahe hain. inki translation kaun karega matlab kuch words bohut mushkil urdu ke hain.

Share this post

Link to post
Share on other sites

sorry,ghalti ho gayi insomnia ki wajah se.Correction ka shukria aur zara thore mushkil sheyr kahin.sir ke upper se guzar rahe hain. inki translation kaun karega matlab kuch words bohut mushkil urdu ke hain.

:) Ok Asaan Urdu Walay Shay'r Post Karta Hon Ab.

Share this post

Link to post
Share on other sites

yuu.N hii besabab na phiraa karo, koii shaam ghar bhii rahaa karo

vo Gazal kii sachchii kitaab hai, use chupke chupke paDhaa karo

koii haath bhii na milaayegaa, jo gale miloge tapaak se

ye naye mizaaj kaa shahar hai, zaraa faasale se milaa karo

abhii raah me.n kaii moD hain, koii aayegaa koii jaayegaa

tumhen jisane dil se bhulaa diyaa ,use bhuulane kii duaa karo

mujhe isteara sii lagatii hai.n, ye mohabbato.n kii kahaaniyaa.N

jo kahaa nahii.n vo sunaa karo, jo sunaa nahii.n vo kahaa karo

kabhii husn-e-pardaanashii_n bhii ho zaraa aashiqaanaa libaas me.n

jo mai.n ban-saNvar ke kahii.n chaluu.N, mere saath tum bhii chalaa karo

ye Khizaa kii zard sii shaam me.n, jo udaas peD ke paas hai

ye tumhaare ghar kii bahaar hai, ise aansuo.n se haraa karo

nahii.n behijaab vo chaa.Nd saa ki nazar kaa koii asar nahii.n

use itni garmi-e-shauq se baDii der tak na takaa karo

Share this post

Link to post
Share on other sites

ã̪ÿ áÊÇ Àÿ Ïá ˜ªä ˜Ñ áÇ ÂÊÇ Àÿ ÀÇ滾٠Ñ

Ê̪ÿ á˜ªæŸ Êæ ãیÑی ÇäáیÇŸ ÇیÓی Ϫš˜Êی ÀیŸ

Kya Baat Ha

æÀ Àã Óÿ Ñ ãáÿ Êæ ÈÇÊیŸ ÀÒÇÑ ÀæŸ ی

ÌÓ ÈÇÊ ˜ی ÊãäÇ Àÿ æÀی ÈÇÊ äÀ Àæ ی

Share this post

Link to post
Share on other sites

apane har har lafz kaa Khud aaiinaa ho jaa_uu.Ngaa

us ko chhoTaa kah ke main kaise baDaa ho jaa_uuNgaa

tum giraane mein lage the tum ne sochaa hii nahiin

main giraa to mas'alaa ban kar khaDa ho jaa_uuNgaa

mujh ko chalane do akelaa hai abhii meraa safar

raastaa rokaa gayaa to qaafilaa ho jaa_uuNgaa

saarii duniyaa kii nazar mein hai meraa ahd-e-vafaa

ek tere kahane se kyaa main bevafaa ho jaa_uuNgaa

Share this post

Link to post
Share on other sites

ham ko shikaste dil ka maza yaad aagaya

tum kiun udass ho gaye kiya yaad aagaya

barse baghair hi jo ghata ghir ke khul gai

ek be vafa ka ehde wafa yaad aagaya

mangenge ab dua ke use bhool jayein ham

laiakin agar vo waqte dua yaad aagaya

kehne ko zindagi thi bahut mukhtasar khumaar

kuch yun basar hui ke khuda yaad aagaya

Share this post

Link to post
Share on other sites

ÎæÏ ÈÎæÏ ªæš Æÿ ÀیŸ Êæ áæ Šªی˜ ÀæÇ

ÇÊäÿ ÇÍÈÇÈ ˜ÀÇŸ Àã Óÿ ÓäȪÇáÿ ÌÇÊÿ¿

Àã Ȫی ÛÇáÈ ˜ی ØÑÍ ˜æÀ ÌÇäÇŸ Óÿ ãÍÓä

äÀ ä˜áÊÿ Êæ ˜Óی ÑæÒ ä˜Çáÿ ÌÇÊÿ۔

Share this post

Link to post
Share on other sites

Kiss kadar toot rahi hey meri wahdat mujh may

Aeye mere wahdaton walay mujhay yakja kar dey

Mere her kaam mein bus teri raza shammil ho

Jo tera hukum ho woh mera irada kar dey

Zaaya honay say bacha ley mere Mabood mujhay

Yeh na ho waqt mujhay khail tamasha kar dey

Mujh ko woh ilm sikha jis say Ujalain phailay

Mujh ko woh ism parha jo mujhay zinda kar dey

Share this post

Link to post
Share on other sites

ªÇ ÊᘠÓÈ ªیäی Ñÿ ãæ Óÿ äیäÇŸ ãáÇÆ ˜ÿ

ÈÇÊ Çʪ㠘ÀÀ Ïیäی Ñÿ ãæ Óÿ äیäÇŸ ãáÇÆ ˜ÿ

Èá Èá ÌÇÄŸ ãیŸ ÊæÑÿ Ñä ÓÌäÇ

Çäی Óی ˜Ñ áیäی Ñÿ ãæ Óÿ äیäÇŸ ãáÇÆ ˜ÿ

[ÇãیÑ ÎÓÑæ]۔

Share this post

Link to post
Share on other sites

tu mera nam na pucha kar.....

mein teri zaat ka hissa hun

main teri soch main shamil hun

main teri nind ka qisa hun

main tere khwaab main shamil hun

main teri yaad ka mehvar hun

main teri sans ka jhonka hun

tu manzar, main pas manzar hun

main lamha hun , main jazba hun

jazbay ka koi naam nahiii.............

tu mera naam na pucha kar...

Share this post

Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...