Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
Amra

Apne Peghaam Ashaar Ki Soorat Rawana Kijiye...

Recommended Posts

Èÿ ÌÇ Àÿ ˜ã æ ÈیÔ ˜ی ÓÇÞی Óÿ Ô˜ÇÆیÊ

ãÿ ÇÊäی Àی Ïی ÌÊäÇ ÊªÇ یãÇäÀ ˜Óی ˜Ç

Boht Khoob !!

ÇÈ ˜æÆی ÛیÈ Óÿ ÇãÏÇÏ ˜Ñÿ Ç ãیÑی

یÇ ã̪ÿ ÂÊÔö äãÑæÏ ãیŸ Ìá ÌÇäÇ Àÿ

Share this post


Link to post
Share on other sites

Har chand ahle joor ne chaha ya dam ba dam

Ho jaaye mehv yaade shaheedane karbala

Baqi rahe na naam zameen per Hussain ka

Laikin kissi ka zoor azeezo na chal sakka

Abbas naamwar ke lahu se dhulla hoa

Ab bhi Hussainiat ka hai percham khulla hoa

Share this post


Link to post
Share on other sites

Sibte Rasool sajdae aakhir mein kya gaye

Islam aur amal ka talluq bata gaye

Maidane Karbala mein bahattar khuda parast

Duniya ko zindagi ka qareena sikha gaye

Qaatil yazeed nijs zamaane se mit gaya

Shabbir qatl hoke zamaane pe cha gaye

Share this post


Link to post
Share on other sites

Imran sa ho to koi Sultan dikha do

Nabuwat pe ksi ka aisa ahsan dikha do

Hum ne to bana rukha hai Qasar-e-Abu Talib

Tum bhi to koi Qasar-e-Abu Safiyan Dikha do

yeh kuch ghalat lag raha hai thora bewazan hai.Pehla sheyr to mujhe yaad nai kya tha laikin pehla aur doosra donoon ghalat hain.Doosra misra kuch yoon hai

jis ka ho risaalat pe bhi ahsaan dikha do

Share this post


Link to post
Share on other sites

ham koi raah ka pathar to nahen hen jo tum

thokaren mar kar raste se hata do ge hamen

apni shehrag se bhi nikle ge sada Haeye Hussain (as)

zalimon gar tahe khanjar bhi lita do ge hamen

post-40832-12620968454563_thumb.jpg

Share this post


Link to post
Share on other sites

ИÑÔÈÈÑ ÏªãÇ˜æŸ Óÿ ÏÈÇäÿ æÇáÿ

˜Êäÿ äÇÏÇä ÀیŸ ÔیÚæŸ ˜æ ÑÇäÿ æÇáÿ

ÛیÈ Óÿ ÂÊی Àÿ ÇÈ Èªی یÀ ÕÏÇ ãÀÏی ÚÌá Çááå ÝÑÌÀã

Ð˜Ñ ÔÈیÑ ˜Ñæ Àã ÀیŸ ÈÇäÿ æÇáÿ

(as) áÈی˜ یÇ ÍÓیä

Share this post


Link to post
Share on other sites

Agar himmat hay to dunya say baghawat karlo

Warna jahan ma baap kahain(behijab larki say) shadi karlo

Share this post


Link to post
Share on other sites

^^Areeeeeeeey..

ghabra key Muharram key ghum e lazawaal sey

tum kioun bidak padhey ho kisi key khayaal sey!!!

areeeey for what ?

Share this post


Link to post
Share on other sites

æÇÚÙ یÀ Óã̪ÊÇ Àÿ ÍÑã ãیŸ ˜ª Àÿ

ÀäÏæ یÀ Óã̪Êÿ ÀیŸ Õäã ãیŸ ˜ª Àÿ

ÏæäæŸ ˜æ Àÿ ÎæÔ ÝÀãی¡ ÏæäæŸ Àی ÀیŸ ã

Àã Êæ یÀ Óã̪Êÿ ÀیŸ ˜À Àã ãیŸ ˜ª Àÿ

Share this post


Link to post
Share on other sites

aapke in ashaaar ke naam aur aapke paighambar ke nam ek kalam

aapko ham ne nigahon main basa rakha hai

aaina chodiye aaine main kiya rakha hai

jiske saye main hasin vade kiye the hamne

maine us ped ki shakhon ko hara rakha hai

aas ko yaas ke saye se bacha rakha hai

ek diya maine sare raah jala rakha hai

be takalluf vo chale aaye hamare ghar main

ham ne darwazae ahsas khula rakha hai

kash makash main hun ke irsaal karun ya na karun

ek khat unke liye kab se likha rakha hai

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÓáÇã ÇÓ À ÇÑ ÈÇÏÔÇÀ ˜ÀیŸ ÇÓ˜æ

Êæ ªÑ ˜Àæ ˜À ˜ª ÇÓ ˜ÿÓæÇ ˜ÀیŸ ÇÓ˜æ

ÎÏÇ ˜Ç ÈäÏÀ ÎÏÇ æäÏÇÑ ÈäÏæŸ ˜Ç

ÇÑ ˜ÀیŸ äÀ ÎÏÇ æäÏ ˜یÇ ˜ÀیŸ ÇÓ ˜æ

ÑÓæá Óÿ Ìæ јªÿ ÈÛÖ æÀ Êæ ˜ÇÝÑ Àÿ

ÇãÇã Óÿ Ìæ ˜Ñÿ Ìä ˜یÇ ˜ÀیŸ ÇÓ ˜æ

یÀ ÇÌÊÀÇÏ ÚÌÈ Àÿ ˜À Çی˜ ÏÔãä ÏیŸ

Úáی Óÿ Ìä ˜Ñÿ ÇæÑ ÎØÇ ˜ÀیŸ ÇÓ ˜æ

áÀÌÀ ÇÍãÏ ˜Ç¡ Úáی ˜ÿ áÝÙ¡ ÚÇÈÏ ˜ی ÒÈÇŸ

æÑی ǘ ÊÇÑیÎ ˜Ç ÍÇÕá Àÿ ÎØÈÀ ÔÇã ˜Ç

šª ˜ÿ äÀÌ ÇáÈáÇÛÀ ÇæÑ ÞÑÇä

áæ Ǫÿ ÇÏیÈ ÀæÊÿ ÀیŸ

ÊیÑÿ ÎØÈæŸ ˜Ç ÝیÖ Àÿ ÒیäÈ

Àã ãیŸ ÇÈ Èªی ÎØیÈ ÀæÊÿ ÀیŸ

Share this post


Link to post
Share on other sites

g han or sab say ziada to rishtay he dhonday jatay hain ladies ki majalis may mad.gif

Óæ ÈÇÑ áÿ ی ÓÇÑÿ ÈÇÒÇÑ ãÝáÓی

ÀÑ ÈÇÑ ãیŸ äÿ ÇäÇ ÚÞیÏÀ ÈÇ áیÇ

ãیŸ äÿ šªی ʪی Çäی ÍÝÇÒÊ ˜ÿ æÇÓØÿ

äÇÏ Úáی äÿ ÓÇÑÇ ÚáÇÞÀ ÈÇ áیÇ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÎØ Èªی ᘪäÇ ÇÓÿ¡ ãÇیæÓ Èªی ÑÀäÇ ÇÓ Óÿ

ÌÑã ˜ÑäÇ Èªی ãÑ ÎæÏ ˜æ ÓÒÇ Èªی ÏیäÇ

ÎØ á˜ª ˜ÿ ÇæÑ ÌÇä ãÕیÈÊ ãیŸ Çá áی

ÇÈ ÑæÒ ÇäÊÙÇÑ ÑÀیÇ ÌæÇÈ ˜Ç

-----------------------------

ÑæÒ šªÊÇ ÀæŸ ÇÓÿ ÑÇÊ ˜ی ÊäÀÇÆی ãیŸ

Çی˜ æÀ ÎØ ˜À ÌÓÿ ÂÌ Ê˜ á˜ªÇ Àی äÀیŸ

...............................

ÌÇäÿ ˜Ó ÈÇÊ ˜ی ã̪˜æ æÀ ÓÒÇ ÏیÊÇ Àÿ

ãیÑی ÀäÓÊی ÀæÆی Âä˜ªæŸ ˜æ ÑáÇ ÏیÊÇ Àÿ

ÓÇãäÿ јª ˜ÿ äÇÀæŸ ˜ÿ æÀ ÊÕæیÑ ãیÑی

Çäÿ ˜ãÑÿ ˜ÿ ÑÇÛæŸ ˜æ ÈÌªÇ ÏیÊÇ Àÿ

˜Ó ØÑÍ ÈÇÊ á˜ªæŸ Ïá ˜ی ÇÓÿ æÀ ǘËÑ

ÏæÓÊæŸ ˜æ ãیÑÿ ÎØ šª ˜ÿ ÓäÇ ÏیÊÇ Àÿ

Dhalli jo shaam to Zainab(as) ko phir rida na milli

Kissi rasool ki beti ko yeh sazaa na milli

teri wo raat shabe qadr se bhi nafzal hai

guzar di thi jo lashon ke darmiyan zainab

------------------------------

bajuz farshe aza ye mojza dekha nahi jata

kahin qatre ko lene ke liye darya nahi jata

rida jab chin li jaye to lehja odh lete hain

koi waqte musibat ho yahan parda nahi jata

yahi wahid kasouti hai jahan majboor hai duniya

dikhave ko kisi bhi ankh se roya nahi jata

................................................................

Share this post


Link to post
Share on other sites

јªäÿ ˜æ ÊیÑÿ æÚÏÀÁ äÇ ãÚÊÈÑ ˜ی áÇÌ

̪یáی Àی Ïá äÿ ÒÍãÊ öÕÈÑ æ ÞÑÇÑ Ê˜

ÊیÑÿ æÚÏÀ Ñ ÌیÆیŸ Àã Êæ یÀ ÌÇä ÌÇä ̪抪Ç

˜À ÎæÔی Óÿ ãÑ äÀ ÌÇÊÿ ÇÑ ÇÚÊÈÇÑ ÀæÊÇ

..........................................................

æÚÏÀ ˜ÑÊÿ Àæÿ äÀ ј ÌÇÄ

Àÿ ÀãیŸ ÇÚÊÈÇÑ Àæäÿ ˜æ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ãÌÑæÍ ªÑ Àÿ ÚÏá æ ãÓÇæÇÊ ˜Ç ÔÚÇÑ

ÇÓ ÈیÓæیŸ ÕÏی ãیŸ Àÿ ªÑ ØÑÝÀ ÇäÊÔÇÑ

ªÑ äÇÆÈ یÒیÏ ÀیŸ ÏäیÇ ˜ÿ ÔÀÑیÇÑ

ªÑ ˜ÑÈáÇÆÿ äæ Óÿ Àÿ äæÚö ÈÔÑ ÏæÇÑ

Çÿ ÒäÏی ! ÌáÇáö ÔÀ ãÔÑÞیä Ïÿ

ÇÓ ÊÇÒÀ ˜ÑÈáÇ ˜æ Ȫی ÚÒãö ÍÓیä Ïÿ

ÌæÔ ãáیÍ ÂÈÇÏی

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam

meri pasand mere dil ka hal kisi ko phir se dekh kar'

yahi bahut hai k dil us ko dhund laya hai

kisi k sath sahi vo nazar to aya hai

karun shikayaten takta rahun k pyar karun

gaye bahar ki surat vo laut aya hai

vo samane tha magar ye yaqin na ata tha

vo ap hai k meri khvahishon ka saya hai

azab hup k kaise hain barishen kya hain

fasil-e-jism giri jab to hosh aya hai

main kya karunga agar vo na mil saka 'Amjad'

abhi abhi mere dil main Khayal aya hai

amjad islam amjad

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

ye sher acha laga tha, kioun key ye kuch kuch hamarey shairii afsaney mien jaan dalta hova mehsoos hova, jo kay abhi kaai saal chalna tha!!!. laikin phir hum ko en ashaar sey toba kerni padhi. aur saath hi paighaamber key per bhi noach dalay aur tang bhi maroor di, en mazalim ka zimmedaar aAp ka ye shair hai..

˜Ó ØÑÍ ÈÇÊ á˜ªæŸ Ïá ˜ی ÇÓÿ æÀ ǘËÑ

ÏæÓÊæŸ ˜æ ãیÑÿ ÎØ šª ˜ÿ ÓäÇ ÏیÊÇ Àÿ

ab koi aur mozoo-n soachna padhey ga. :)

aAp abhi naai naai tu aAiye hain SC per, aur atay hi hamarey shairii afsaney ka khoon ker diya. :(

bas wohi hova jo aisey waqton mien hota hi rehta hai.................dil phir dukh gaya!!!

baherhaal, SC per khush amdeed.

ws

salamun alaik

shukriya khush amdiid goi ka haqir is layeq to na tha ke khushamdi ke liye kisi ko zahmate sukhan hoti laikain janabe wala ne apne shayeri zooq se ashnaii kara dii aur ahmad faraz yaad aagye '''''suna hai usko bhi hai sheiro shayri ka shaghaf----to ham bhi mojazein apne hunar ke dekhte hain''' vaise to khat ke likhne ka riwaaj bahut purana hai aur mere khayal se sabse pehla khat ek mard ne jo ek aurat ko likha ke baad main vo aurat us khat ke padhen ke baad apna din iman sab kuch badal kar khat likhne wale se zyada khat ke mazmoon ki garvida hui aur phir sab kuch chod kar khat likhne vale ke pass aagayiii vo ""bilqis "" thi ke jinka zikr qur'aan ne kiya hai jab suleman nabi <AS> ne hudhud ko na paya aur usse sawalkiya aur phir uske zarioye malkae shehre saba bilqis ko khat likha aur shuru kiya ""bismillah irrehman irrahim "" se ye khat hi tha jisne do dilon main muhabbaton ki raah ustuvar ki aur ek ashiq mashooq ki kahani ko taqaddus bakhsha aur ye khat bhi quraan ke daman main jagah pakar ""javedana hayat "" pagaya, khair unwaan khula hua tha to hamne bhi ek haqiqat ki runumnai kar di jo hamare samaj main chal rahi hai .ishq ke garm bazar main har insaan khat likhta hai kiunek afsanwi zehen jo ban gaya hai laikin us khat ki payamad aabru ke zaya hone ke liye ek aini shahid ki ho gayi khat likhna jahan muqaddas ahsaas karata hai jab karbala ke pas manzar main ho to jaise""""""dashte ghurbat main jo yaad aagaye bachpan ke habiib---likh ke khat ibne mazahir ko bulaya sheh ne'''''ya ' us ishqe haqiqi ke liye ho ke jo intazar ka sarmaya ban gaya hai jise har saal har ashiq apne dil ka haal ba surate ariza irsal karta hai aur muntazire jawab hota hai aur kehta hai ''''''is baras arize main likh diya yahi maine-----ab jawab ke badle khud tumhe bhi aana hai'''' ya '''aapki ziyarat ka shoq hi kuch aisa tha ----rakh ke bejh di maine putliyan arize main'''' ya phir shayri ka vo andaz ke jisko ghani kar diya is khato kitabat ne jahan ishq ki manzil ye hai ke ghalib farmane lage """"likhana ho jo usko khat to koi ham se likhwaye-----hui subh aur rakh kar kaan par apne qalam nikle''''''''he he he vahi kalam bade be aaberu hokar tere kuche se ham nikle vala ha ha ha ya ghalib phir se apne mizaj main farmate hain ke ''''''''khat likhenge chahe mozoo kuch na ho-----ham to ashiq hai tumhare naam ke'''''' ya khat ke zariye fanne shayari main char chand lage is tarah ke '''''''''deke khat munh dekhta hai namabar------kuch to paighame zabani aur hai ''''' phir iqbal ne is ''khat '' ko unchai di aur naya rang diya ye keh kar ke ''''''tumahre payami ne sab raaz khola ---khata isme bande ki sarkar kiya thi'''' ya koi college life ki akkasi apni shayri main is tarah karta hai ke """"padhai likhai ka mausam gaya---kitabon main khat aane jane lage''''' ye to sarkar khat hai logon ne to is hunare shayari ko '''lifafa'' tak se husn bakhsh diya ye kehkar ke ''''''tumhare lab ki mehek raaz faash kar degi------lifafa band na karna yunhi khula rakhna''''' jahan khat hijr ki dhuup main jalte hue ashiq ke qalbe sozan ke liye ek saya dar darkht banta hai ''''''''tu rahe khush meri duniya mere jane wale-----tere irsal shuda khat pe guzar jayegi''' (ye haqir ki soch thi ye sher) ya kisi kisi ne to khat ko apni zindgai bhar ka sarmaya bana liye aur kaha '''''chand tasweerin butan chand hasinon ke khutot---baad marne ke mere ghar se ye saamaa_n nikla'' ya ksii ke liye ye khat dard ka aisa saman hote hain ke usko jalana bhi padta hai aur uske liye bhi bahana talasha jata hai """"tere khushbu se bhare khat main jalata kaise---- aag behte hue darya main lagata kaise''''ya yun kaha ke '''''vo khat ke purze uda raha hai-----hawaaon ka rukh bata raha hai '''' ya kabhi kabhi kisi ke liye iska mitana bhi ek karbnak aziyat hoti hai aur uski akkasi is tarah hoti hai ke '''''Dil ne aise bhi kuch afsane sunae honge...Ash k aankhon ne piye aur na bahae honge...Band kamre main mere khat jo jalae honge...Ek ek hurf jabin pe ubhar aaya hoga''''''''' khair laikin ham to is baat ke qayel hain ke khat hamesha rahenge hamesha chalte rahenge ek javedana haqiqat bankar is liye ke ye mansoob hai muhabbat se aur muhabbat ek lafani haqiqat hai to phir khat likh kar kashmakash bhi rahegi bhejne ki '''''kashmakash main hun ke irsaal karun ya na karun ---ek khat uske liye kab se likha rakha hai''''''' laiakin zamane ki badalti hawa ne is maqam par la khada kiya hai ke har ashiq apne dil ke halat ko qalamband karne se pehle sochta yahi hai ke

"""""""kis tarah baat likhun dil ki use vo aksar

doston ko mere khat padhke suna deta hai''''

he he he

shukriya phir se main naya hun laiakin aap[ke adabi zouq ne mujhe kadi mutassir kiya

isi tarah muttasil rahein is rahe adab se ke te rasta rahruvaan ke qadmon ke sath hai rahi na honge to raste bhi mit jayenge,

ek bar phir se shukriya aapke itne ache comments ka bahut pyara likhti hain aap salamat rahein hamesha. he he he aur maazrat khah bhi hun itna zyada likh diya aap padhengi agar to thak jayengi tabiyat par garan guzrega itna sab kuch khair jaahan tak ji chahe padhiyega jahan thak jaye ya bore hon chod dijiyega.

ok Allah hafiz

ali muhafiz

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

bhaee aap haqir sahib key ashaar chorana band ker den aur Nasrr' likhna shoro ker den. bohut umda tareeqey sey "khat'' key un-ginnat mani bayaan ferma diye aAp ney. dil khush ho gaya aAp sey baat ker key. hamari hosla afzaai ka bhi be-had shukriya.

Êæ ÑÀÿ ÎæÔ¡ ãیÑی ÏäیÇ¡ ãیÑÿ ÌÇäÿ æÇáÿ

ÊیÑÿ ÇÑÕÇá ÔÏÀ ÎØ À ÒÑ ÌÇÆÿ ی

aAp key etney umda ''khat' key jawab mien es sey ziyada bolna zulm ho ga. haqeir sahib key khayalaat aur apni nasrr share kerte rehain.

ws

salam , kaisi hain aap maula salamat rakhe ameen hmmm sahi kaha haqiir sahab ke ashaar na churaien l socha hamne bhi yahi tha ke na churaein bas laikin kiya karein vo kahwat hai na """"chor chori se jaye hera pheri se na jaye"" (ye aapke muhawre wale toppic ke liye sahi hai ) vai baat hai hmm hmm honsla aafzzaai to aap ne farmai hai maula khush rakhe aur izzat auer marfat se nawaze ameen hmm khat ke mozooo vasi bahut hai yun to har mozoo hi vasi hota hai kiunke insaan ki fikr vasiie hai aur jab ye fikr kisi chiz main mahv ho jaye to us shey ko bhi vus'at bakhsh deti hai . kahir koshish rahegi ke nasr aur ash'aar huzoore nazera_n main pesh hote rahein duaon main yad rakhiyega Allah hafiz ali muhafiz

han ek bat aur aapki urdu mashallah bahut achi hai ,kafi kohna mashq hain aapp jazak Allah

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...