Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله

Apne Peghaam Ashaar Ki Soorat Rawana Kijiye...


Recommended Posts

 • Unregistered
lol,

bohat acha hai.

hamari maniyie aur sanjeedgi say shaiiri shoro ker dijiyie.

(shoaAra say mazrat kay saath!!!)

ws

aap bhi kia yaad karain , moazrat qabool ki

Link to post
Share on other sites
 • Replies 512
 • Created
 • Last Reply

Top Posters In This Topic

Top Posters In This Topic

Popular Posts

:lol:

Here ya go sis khakay Batool.isko parhne ke baad aapka dil apna sir dewaar ke saath maarne ka karega.is forum per barre ba-zauq afraad ka aana jaana hai yeh aapne humein kis kaam pe lagaa diya. maana

yar i like this shayr but its " bohat bari ghalat fehmi"

Posted Images

 • Unregistered
lol

aap say yehi tawaqqa thee!

badhi meherbani aap ki.

laikin shair e mohteram, talaffuz tu theek ker lain........... lafz mOazrat nahi, mAzrat hai.. :)

ws

kia karain halaq say sounds nikalnay ki adat par gae hay na

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member
haaAain!!!

itna por dard shair!

waisay hai bohat acha. kis ka hai?

ws

_________________________________________________________________________________________________

Lagta hay pasand nahee aaya

Ye bhi Mirza Ghalib hi ka shair hay

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member
_________________________________________________________________________________________________

Lagta hay pasand nahee aaya

Ye bhi Mirza Ghalib hi ka shair hay

kamaal hai..

''waisay hai bohat acha'' kay yehi mani hotay hongay aap ki lughat mien, k pasand nahi aya!!

Mirza ghalib aur kisi ko pasand na aAiyie............aisa bud zoaq koi ho hi nahi sakta.

acha ..........tu aap hum ko bud zoaq keh rehai hain. :(

ws

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member
kamaal hai..

''waisay hai bohat acha'' kay yehi mani hotay hongay aap ki lughat mien, k pasand nahi aya!!

Mirza ghalib aur kisi ko pasand na aAiyie............aisa bud zoaq koi ho hi nahi sakta.

acha ..........tu aap hum ko bud zoaq keh rehai hain. :(

ws

____________________________________________________________________________________________________

Naa Aysa Bilkul nahee hamara matlab wo nahee thaa

Aapki Nazar aur zauq tou la jawab hay.. ye tou aap khud bhi jaanti hain

Link to post
Share on other sites
 • 2 weeks later...
sher274dv.jpg

Aap mein se koi kisi ko naam le ke ya bina naam lye peghaam dena chahae tou de sakta hai ashaar ki madad se is thread mein ........

Peghaam kisi insaan ke naam bhi ho sakta hai zindagi ke naam bhi ya koi bhi ..................jo bhi aap ka man chahae ...jiske naam bhi aap peghaam dena chahaein..............

Aapne peghamaat ashaar ki soorat rawanaa kijiye

Salaam, subhaan Allah, bhout khoub. WS

kamaal hai..

''waisay hai bohat acha'' kay yehi mani hotay hongay aap ki lughat mien, k pasand nahi aya!!

Mirza ghalib aur kisi ko pasand na aAiyie............aisa bud zoaq koi ho hi nahi sakta.

acha ..........tu aap hum ko bud zoaq keh rehai hain. :(

ws

nice Ghalib, Anis , Dabeer, Taqi Mir wrote very well.

Link to post
Share on other sites
 • Unregistered
salam Amra,

hum ko kiya maloom tha kay kabhi aAp ko hi peghaam bhaigna padh jaai ga! arz hai,

''chalay bhi aAo kay gulshan ka karobaar chalay''

q kia aapnay milkar bokay shop kholni hay ?

waysay ye koe acha karobar to nahi hay

khair halal ki rozi hay , mana bhi q karain

Link to post
Share on other sites
 • 2 weeks later...
 • 3 weeks later...
 • Unregistered

ÔÇیÏ ˜Óی á˜یÑ ãیŸ á˜ªÇ Àæ ãیÑÇ äÇã

Çÿ ÏæÓÊ ÇäÇ ÀÇʪ ã̪ÿ Ïی˜ªäÿ Êæ Ïÿ

shayad eshi tarha say ban jaeay mayra kaam

ay dost apni answer sheet mujhay daykhnay to day

Link to post
Share on other sites
 • Unregistered

Êõæ ˜ÀíŸ Èªی ÑÀÿ ÓÑ Ñ ÊíÑÿ ÇáÒÇã Êæ Àÿ

ÊíÑÿ ÀÇ滾٠˜ی á˜íÑæŸ ãíŸ ãíÑÇ äÇã Êæ Àÿ

in lakero say aik apna purana shayr yaad aagaya

ye rasmo rewaj zaabtay mujh ko nahi pasand

azaad aadmi hon beloved , koe lakeer ka faqeer nahi

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member

Mera taajaub kuch ajab nahi hai.

Wo shakhs pehley sa ab nahi hai.

Wafa ka kia gila karon mein us se.

Wo mera kab tha jo ab nahi hai.

Hum samundar ki tarah zarf wasee rakhte hain Mohsin.

Dil mein tufaan bhi ho to chehrey pay sukoon rehta hai.

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member

ÎÏÇ äÕیÈ ˜Ñÿ Çõä ˜æ ÏÇÆãی ÎæÔیÇŸ

ÚÏã æÀ áæ Ìæ Àã ˜æ ÇõÏÇÓ Ñ˜ªÊÿ ÀیŸ

Salam ,

kabhee kbhar hee is unwan per aana hota hai.

Sarsaree nigah se dekha to pata chala ke Aap ne aur doosre doston bahot he umda ashar pesh kiay hain.

Ada-m Lahoree ka yeh sher itna umda he ke ,beghair likhe raha na gaya.

Lekin Nasir kazmi ka woh sher shayad yun hona chahiye:

˜Èªی ÑæÆÿ ˜Èªی Ê̪ ˜æ ˜ÇÑÇ

ÔÈ öÝÑÞÊ Èšی ãÔ˜á Óÿ ˜ÇŠی

Shab-e furqat badee mushkil se "Guzree".

Wassalam

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member

Aye RAAB khak se tu ne mujh ko banya

Phir bi main teri baryai jaan na paya

BACHMAN se le kr jawani tak jab main pohncha

Apne andar aik gharoor takabar sa paya

nekiyon ko jama karne kijaab bhi baat ayai

Dil main sirf aik hi khayal aya

Dunia main jama kr akharat main boht waqat hai baqi

phir jab din beetny lage to waqat guzarne ka khayal na aya

ghabraya us waqat jab mout k far[Edited Out]e ko apne qareeb paya

us ne kaha waqat khatam ho gya ab cholo

is duna ko to RAAB ne fani hai banaya

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member

salam Saba,

bohat khoob, bohat acha hai aur ''Khuda janay'' bhi bohat umda hai.

amad jari rehna chahiyie hai.

ws

salam,

jab aap khud hi sure nahi hain, tu phir tashi kaisee!!

shayed 'kaati' hi sahi ho. dekh ker, confirm kijiyie baraai meharbani.

ws

Salam KB,

Suna hai ke Lucknow mein barah-e rast kamiyon kee taraf ishaara nahin karte---zara lehaz rakht-e hain, is liye Shayad, wayad laga ke baat karte hain....

mujhe "guzree" per zyadah bharaosa hai "katee" per kum...confirmation aap kee taraf se ho to zyadah achcha hai, kyonk-e Nasir Kazmi kee kitab mujhe abhee dasteyab nahin hai.

Wassalam

Link to post
Share on other sites
 • Advanced Member

Tahe baar sange garaan hai dil

Ke hai khak khak atta hoa

Kahin fard fard se raabte

Kahin shehar bhar se katta hoa

Mujhe bheejte ho samundaroon

Ke safar pe kis liye doosto

Meri nao bhi hai chiddi hoi

Mera baadban hai phatta hoa

Jab bhi hoa hai jamae insaaf taar taar

Naazil hoi hai qoom pe aafaat beshumaar

Woh hizbe ikhtelaaf ho ya hizbe iqtedaar

Ab qoom ko raha na kisi pe bhi aitebaar

Mazloom ke makaan mein kahaan se ho roshni

Roshan khayal karte hain zulmat ka kaarobaar

Dushman ko hum se khoof ho lahaq muhaal hai

Hum to woh soorma hain ke karte hain khud pe waar

Link to post
Share on other sites
 • 2 weeks later...
 • Veteran Member

ÇÈ ˜ÿ ãŠی ˜ی ÚÈÇÑÊ ãیŸ ᘪی ÌÇÆÿ ی

ÓÈÒ ÊøæŸ ˜ی ˜ÀÇäی ÑõÎö ÔÇÏÇÈ ˜ی ÈÇÊ

˜á ˜ÿ ÏÑیÇæŸ ˜ی ãŠÊی ÀæÆ ãÈÀã ÊÍÑیÑ

ÇÈ ÝÞØ ÑیÊ ˜ÿ ÏÇãä ãیŸ äÙÑ ÂÆÿ ی

ÈõæäÏ ÈóªÑ äóã ˜æ ÊÑÓ ÌÇÆÿ ی Èÿ ÓæÏ ÏÚÇ

äóã ÇÑ Àæ ی ˜æÆ یÒ Êæ ãیÑی Â䘪یŸ

ãیÑی á˜æŸ ˜ÿ ÏÑیÿ ãÑöی ÈäÌÑ Â䘪یŸ

ãیÑÇ ÇõÌšÇ Àæ ÀÑÀ ¡ ãÑی 滄 Â䘪یŸ

ÞÍØ ÇÝÓÇäÀ äÀیŸ ÇæÑ یÀ Èÿ ÇÈÑ Ýá˜

ÂÌ ÇõÓ ÏیÓ ˜á ÇÓ ÏیÓ ˜Ç æÇÑË ÀæÇ

Àã Óÿ Êјÿ ãیŸ ãáیŸ ÿ ÇõÓÿ ÈیãÇÑ ÏÑÎÊ

ÊیÒ ˜ÑäæŸ ˜ی ÊãÇÒÊ Óÿ ŠÎÊÿ ÀæÆÿ ÀæäŠ

Ïõªæ ˜Ç ÍõÑÝö ÌäæŸ ¡ áõæ ˜Ç æÕøیÊ äÇãÀ

ÇæÑ ãöÑÿ ÔÀÑö ØáÓãÇÊ ˜ی Èÿ ÏÑ Â䘪یŸ

ãöÑی Èÿ ÏÑ ãöÑی ÈäÌÑ ¡ ãöÑی ʪÑÂ䘪یŸ

Link to post
Share on other sites
 • Veteran Member

آپ شادی شدہ تو ہوں گے ہی!

بچے کتنے ہیں، بیوی ہے کہ نہیں؟

Parhtay He Laga Jasa Mujh Sa Pocha Gya Ho,Foran Apka Pichla Post Kiya Hua Shair Samnay Aa Gya,Bus Wohy Jawaab Ha..

..

شکستہ پائ ارادوں کے پیش و پس میں نہیں

دل اُس کی چاہ میں گم ہے جو میرے بس میں نہیں

salam,

bohat khoob.

Faiz??

Nahy مصطفی زیدی

Edited by syed_demanding
Link to post
Share on other sites
 • Veteran Member
ye sab hi weeraniyan us kay jooda honay say theen

aAnkh dundhlaai hovi thee shehr dundhlaya na tha

..

Khoob Kaha

..

æÀ ÏáäæÇÒ Àÿ äÙÑ ÔäÇÓ äÀیŸ

æÀ ÏáäæÇÒ Àÿ äÙÑ ÔäÇÓ äÀیŸ

ãیÑÇ ÚáÇÌ ãیÑÿ ÇÑÀ Ñ ˜ÿ ÇÓ äÀیŸ

Êš ÑÀÿ ÀیŸ ÒÈÇŸ Ñ ˜Æی ÓæÇá ãÑ

ãیÑÿ áÆÿ ˜æÆی ÔÇیÇäö ÇáÊãÇÓ äÀیŸ

ÊیÑÿ ÇÌÇáæŸ ãیŸ Ȫی Ïá ˜Çä ˜Çä ÇŠªÊÇ Àÿ

ãیÑÿ ãÒÇÌ ˜æ ÂÓæÏی Ȫی ÑÇÓ äÀیŸ

˜Èªی ˜Èªی Ìæ ÊیÑÿ ÞÑÈ ãیŸ ÒÑÿ ʪÿ

ÇÈ Çä ÏäæŸ ˜Ç ÊÕæÑ Èªی ãیÑÿ ÇÓ äÀیŸ

My Favourite

ÒÑ ÑÀÿ ÀیŸ ÚÌÈ ãÑÍáæŸ Óÿ ÏیÏÀ æ Ïá

ÓÍÑ ˜ی ÂÓ Êæ Àÿ ÒäÏی ˜ی ÂÓ äÀیŸ

ã̪ÿ یÀ Ñ Àÿ ˜À ÊیÑی ÂÑÒæ äÀ ㊠ÌÇÆÿ

ÈÀÊ ÏäæŸ Óÿ ØÈیÚÊ ãیÑی ÇÏÇÓ äÀیŸ

Link to post
Share on other sites
 • Unregistered

un kay dekhay say jo aAjati hai munh per rounaq

wo samajhtay hain kay beemar ka haal achcha hai

unkay daykhay say jo aajati hay hamko hansi

wo samajtay hain k kisi nay gudgudi lagaie hay

nuggeteer.gif

Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.


×
×
 • Create New...