Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
Amra

Apne Peghaam Ashaar Ki Soorat Rawana Kijiye...

Recommended Posts

salam nazish,

bohat umda sher padhwaya aAp ney.

pehley aik hazrat ney hamari 'khat o kitabat' ki ankhain khool den aur aaj aAp ney shairi key nashey hiran ker diyie!! :)

aur sunaaiyie..

ws

wsalam

je shukrea.konse hazrat ne ap k khat o kitabat ki ankhain khool den ?:lol:

...

ap sunaayain aj kal SC pe kam kam nazar aati hain khair to hai??

Share this post


Link to post
Share on other sites

gul teraa rang churaa laaye hain gul_zaaron mein

jal rahaa huN bharii barasaat kii bauchhaaron mein

mujh se kataraa ke nikal jaa magar ai jaan-e-hayaa

dil kii lau dekh rahaa huN tere ruKhasaaron mein

husn begaanaa-e-ehasaas-e-jamaal achchhaa hai

Gunche khilate hain to bik jaate hain baazaaron mein

zikr karate hain teraa mujh se ba unavaan-e-jafaa

chaaraagar phuul piro laaye hain talvaaron mein

zaKhm chhup sakate hain lekin mujhe fan kii saugaundh

Gam kii daulat bhii hai shaamil mere shaahakaaron mein

mujh ko nafarat se nahiin pyaar se masluub karo

main to shaamil huN mohabbat ke gunaahgaaron mein

Edited by syednaqihaider

Share this post


Link to post
Share on other sites

Be sabab to na thi teri yadein

Teri yaadon se kya nahi seekha

Zabt ka honsla badha lena

Aansu'on ko kahin chupa lena

Kanpti dolti sada'on ko

Chup ki chadar se dhanp kar rakhna

Be sabab bhi kabhi kabhi hansna

Jab bhi ho baat koi talkhi ki

Mouzu'ey guftgu,

badal dena........ .....

Be sabab to nahi teri yaadein

Teri yadon se kya nahi seekha !

Edited by syednaqihaider

Share this post


Link to post
Share on other sites

koii kaaNTaa chubhaa nahin hotaa

dil agar phuul saa nahi hotaa

kuchh to majabuuriyaaN rahii hongii

yuN ko_ii bevafaa nahi hotaa

guftaguu un se roz hotii hai

muddaton saamanaa nahi hotaa

jii bahut chaahataa sach bolein

kyaa karein haunsalaa nahi hotaa raat kaa intazaar kaun kare

aaj kal din mein kyaa nahi hotaa

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÇäÇ ˜ی Ìä ãیŸ Àã ÌیÊ Êæ Êÿ áی˜ä

ªÑ ÇÓ˜ÿ ÈÚÏ ÈÀÊ ÏیÑ Àã äªÇá ÑÀÿ

Ñå ÌäæŸ ãیŸ یÀی ÒÇÏ ÑÇÀ ÀæÊÇ Àÿ

˜À ÌÓÊÌæ Ȫÿ ¡ÏیæÇäی ÈÍÇá ÑÀÿ

Share this post


Link to post
Share on other sites

mcvxx0.png

bay kali

honton say meray jam lagha ker hata dia

dil may ubherti piyas ko kitna berha dia

waqif hi may kahan thi mohobat kay nam say

too nay to aashqi ka kareena sikha dia

tujh say bicher kay kia hoowa kaisay bataoon main

main nay to teri yad may khud ko bhula dia

bas ab sitam na kerna rah e ashqi may dost

is bay kali nay mujh ko tamasha bana dia

Share this post


Link to post
Share on other sites

humsafar hota koi to baanT lete dooriyaaN

raah chalte log kya samJhe meri majbooriyaaN

muskuraate khwaab chunti gun-gunaati ye nazar

kis tarah samJhe meri kismat ki na-manzooriyaaN

haadisoN ki bheeD hai chalta hua ye kaarwaaN

zindagi ka naam hai laachaariyaaN majbooriyaaN

fir kisi ne aaj cheDa zikr-e-manzil is tarah

dil ke daaman se lipatne aa gayi haiN dooriyaaN

...

rabiya

Share this post


Link to post
Share on other sites

ap ko just reply krna hota hai chahe kitna fazool keoun na ho mad.gif

aapko to nahi kaha maynay , shair ko kaha hay

Share this post


Link to post
Share on other sites

ãیŸ ÇÓ˜ی ÏÓÊÑÓ ãیŸ ÀæŸ ãÑ æÀ

ãÌÀÿ ãیÑی ÑÖÇ Óÿ ãÇäÊÇ Àÿ

ÓÈ ˜ª ÎÏÇ Óÿ ãÇä áیÇ Ê̪ ˜æ ãÇä ˜Ñ

ÇŠªÊÿ äÀیŸ ÀیŸ ÀÇʪ ãیÑÿ ÇÓ ÏÚÇ ˜ÿ ÈÚÏ

Àã Ȫی Ïی˜ªŸÿ Ê̪ÿ ãÇä ˜ÿ ÇÓ Óÿ Çی˜ Ïä

áæ ˜ÀÊÿ ÀیŸ ˜À ãÇäæŸ Êæ ÎÏÇ ÏیÊÇ Àÿ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÌÈ ÚÔÞ ˜ی ÈÇÊ Êªی¡æÀ ÒãÇäÀ ÇæÑ ÊªÇ

ÇÈ ÇäÇ ˜ی ÈÇÊ ªÿ¡æÀ ÎæÏ á ˜Ñ ÂÆÿ Ç

salam brother kaise hai aapp maula apko apni panah main rakhe. agar bura na manein to ek baat kahun beher se kuch door hai sher ya ho sakta hai mein thik se na padh pa raha hun.

ÌÈ ÚÔÞ ˜ی ÈÇÊ Êªی¡æÀ ÒãÇäÀ ÇæÑ ÊªÇ

ÇÈ ÇäÇ ˜ی ÈÇÊ ªÿ¡æÀ ÎæÏ á ˜Ñ ÂÆÿ Ç

salam brother kaise hai aapp maula apko apni panah main rakhe. agar bura na manein to ek baat kahun beher se kuch door hai sher ya ho sakta hai mein thik se na padh pa raha hun.

Share this post


Link to post
Share on other sites

æÀ ÇÀÊÇ ÊªÇ ˜À ˜ÇÓÀ ÎÑیÏ áÿ ãیÑÇ

ãیŸ ÇÓ˜ÿ ÊÇÌ ˜ی ÞیãÊ áÇ ˜ÿ áæŠ ÂیÇ

æÀ ÇÈ Èªی Ñیá ãیŸ ÈیŠªی ÓÓ˜ ÑÀی Àæی

ãیŸ ÇäÇ ÀÇʪ ÀæÇ ãیŸ ÀáÇ ˜ÿ áæŠ ÂیÇ

áÔä ÑÓÊ ÀæŸ ã̪ÿ á Àی äیÀŸ ÚÒیÒ

˜ÇäŠæŸ Óÿ Ȫی ä黂 ˜Æÿ ÌÇ ÑÀÇ ÀæŸ ãیŸ

ä黂 ˜ÿ ÈÚÏ ÔÇیÏ Çی˜ æÇæ ªæŠ یÇ Àÿ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÏæÓÑæŸ ˜æ ÀãÇÑی ÓÒÇÆیŸ äÀ Ïæ

ÇäÏäی ÑÇÊ ˜æ ÈÏ ÏõÚÇÆیŸ äÀ Ïæ

ÓÈ äÇÀæŸ ˜Ç ÇÞÑÇÑ ˜Ñäÿ áیŸ

ÇÓ ÞÏÑ ÎæÈ ÕæÑÊ ÓÒÇÆیŸ äÀ Ïæ

ªæá Óÿ Óی˜ªÆÿ ÚÇÔÞی ˜Ç ÀäÑ

ÊÊáیÇŸ ÎæÏ Ñ˜یŸ ی ÕÏÇÆیŸ äÀ Ïæ

Share this post


Link to post
Share on other sites

ÎÏÇÑیÇŸ äÀ ÀæÊی Êæ ãیŸ Ȫی ÇãیÑ ÊªÇ

ã̪ Óÿ ˜ÀیŸ ÈáäÏ Àÿ ãیÑی ÇäÇ ˜Ç ÞÏ

ye sher ab tak jitne ash'aar padhe hain unme ache ash'aar main se hai bahut pasand aaya mujhe .shukriya

Àã Êæ ã˜Êÿ Àی ÀæÇ Àæ Æÿ

ãËáö ÔÑÑ Ïã ãیŸ ÝäÇ Àæ Æÿ

partave khoor hai shabnam ko fana ki taliim

ham bhi hain ek inayat ki nazar hone tak

Share this post


Link to post
Share on other sites

salam,

saal girah mubarak ho rabiya..

aAp kay entekhab ka pehla sher lajawab hai. India key mashhoor shair Rahat Indoori Sahib ka hai. en key kalam mien hawailiyon aur kabotaron ka bohat zikr hai. en ka aik sher hum sey bhi sun lijiyie.

˜æšیæŸ ˜ÿ ãæá áÿ áی ãیŸ äÿ ÓÇÑی ˜ÇÆäÇÊ

ÓÈ ãیÑی æÔǘ ˜ÿ یæäÏ äÊÿ ÑÀ Æÿ

aur bacha, 'shayed' tu kabhi bhi kafi nahi hota. shair ka naam, deewan sab hi ka hawala den tuuuuuuuu hum ghor bhi karain. :)

ws

ÓáÇã ÈÊæá ÈÇÌی ˜Óی ÀیŸ  ÈÈªÊ ÈªیÊ Ô˜ÑیÀ ˜ی ãÈÇј ÈÇÏی ˜Ç ãæáÇ Â˜æ Ȫی ˜ÇãیÇÈ ˜Ñÿ ÇæÑ ÒäÏی ˜Ç ÇæÑ ÈÚÏ ÇÒ ÒäÏی ˜Ç ÀÑ ÓÝÑ ãÈÇј ˜Ñی Âãیä. ÕÍیÍ ÝÑãÇیÇ Â äی ÑÇÍÊ ÕÇÍÈ ˜ی یÀی Êæ ÎæÈی Àÿ ˜À æÀ Çæã ˜ی ÔÇÚÑ ÀیŸ ÇæÑ Ïá ˜æ ªæ áیäÿ æÇáÿ ÇÔÚÇ Ñ ˜ÀÊÿ ÀیŸ Çä˜Ç Çی˜ ÔÚÑ ãáÇÍÙå Àæ

ÓÈ ˜ÿ Ó˜ª Ϙª ÇÓ ˜ÿ ÀÑÿ Ñ á˜ªÿ Çÿ Æÿ

ÂÏãی ˜یÇ ÊªÇ æÀ æÑÿ ÔÀÑ ˜Ç ÇÎÈÇÑ ÊªÇ

Ìی ˜æی ãÏј Êæ ÐÀä ãیŸ äÀیŸ ÈÓ Šªی˜Óی šªÇ äÀیŸ یÇ ã̪ Óÿ  Àی ÈÊÇ ÏیŸ ÏæŸ ˜æÆی

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...