Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله
Sign in to follow this  
Umme_Abeeha

Shayarie-fazeelat-e-ahlulbayt(a.s)kee

Recommended Posts

æÀ ÇÓ ÇäÏÇÒ Óÿ јªÊÿ ʪÿ ÌÈیŸ ÓÌÏÿ ãیŸ

Çä˜ÿ ÞÏãæŸ ãیŸ ÌÈیŸ Ïیä ˜ی ̪˜ ÌÇÊی ʪی

ÇیÓÿ ÞیÏی ˜ی ÚÈÇÏÊ À ÚÈÇÏÊ Èªی äËÇÑ

ÌÓ˜ی ÒäÌیÑ Óÿ ÂæÇÒ ÇÒÇŸ ÂÊی ʪی

_______________________________________________________________________________________________________________

Subhanallah!!!

Share this post


Link to post
Share on other sites

(bismillah)

(salam)

ÙÀæÑ ÔÀÒÇÏÀ Úáی ǘÈÑ ÚáیÀ ÇáÓáÇã

ǘÈÑ (Ú) ÔÇÈö ÍõÓäö یÚãÈÑ (Õ) ˜Ç äÇã Àÿ

ǘÈÑ (Ú) ÌáÇáö ÌÐÈÀö ÍیÏÑ (Ú) ˜Ç äÇã Àÿ

...

ǘÈÑ (Ú) ÚÑæÌö ãÍæÑö ãäæÑ ˜Ç äÇã Àÿ

ǘÈÑ (Ú) ÍÓیäیÊ (Ú) ˜ÿ ãÞÏÑ ˜Ç äÇã Àÿ

ÝÑÕÊ ãáÿ¡ Êæ 檡 ÈÔÑ ˜ÿ Ó˜æä Óÿ

ÇÓáÇã ÓõÑöÎõÑæ ÀæÇ Ç˜ÈÑ (Ú) ˜ÿ Îæä Óÿ

یÇÑÀ ÔÚÈÇä¡ ÍÖÑÊ Úáی ǘÈÑ ÚáیÀ ÇáÓáÇã ˜ی æáÇÏÊ ÈÇ ÓÚÇÏÊ ãÈÇј

ÇáÓøÜÜÜáÇã ÚáÜÜíÜÜßÜÜÜÜ یÜÜÜÇ ÔÜÜÀÜÜÒÇÏÀ ÚÜÜáÜÜی ǘÜÜÈÑ ÚÜáÜíÜå ÇáÜÜÓÜÜáÇã

Share this post


Link to post
Share on other sites

NABI jo hata mere bad to Umer hota

Ajeb baat ye yaroon ne aam kardi hai

Mujhe yaqeen hai Iqbal mere Allah ne

isi liye to Nabuwat tamam kardi hai

Yeh zuban kaat do jism o jaan kaat do....Midhat-e-Murtaza key saza do mujhay...

Tukray tukray karo mera sara badan...Aag Roshan karo or jala do mujhay..

Zikr-e-shah-e-najaf say rukonga nahi... chahey soo bar soolhi charado mujhay..

Jub mera jims khaak ban jayee phir... lay kay hathon mei upnay urada mujhay......

Meray Karrar ka meray sardar ka maray emaan ka meray bhagwan ka mojza dekhna

Eik do nahi subh-e-mahshar talak, jiss dam jiss taraf woh hawa jayegi.....

Eik Halali, mawali ka wada raha.....Ya Ali Ya Ali key Sada ayegiiiiii......

Share this post


Link to post
Share on other sites
NABI jo hata mere bad to Umer hota

Ajeb baat ye yaroon ne aam kardi hai

Mujhe yaqeen hai Iqbal mere Allah ne

isi liye to Nabuwat tamam kardi hai

Yeh zuban kaat do jism o jaan kaat do....Midhat-e-Murtaza key saza do mujhay...

Tukray tukray karo mera sara badan...Aag Roshan karo or jala do mujhay..

Zikr-e-shah-e-najaf say rukonga nahi... chahey soo bar soolhi charado mujhay..

Jub mera jims khaak ban jayee phir... lay kay hathon mei upnay urada mujhay......

Meray Karrar ka meray sardar ka maray emaan ka meray bhagwan ka mojza dekhna

Eik do nahi subh-e-mahshar talak, jiss dam jiss taraf woh hawa jayegi.....

Eik Halali, mawali ka wada raha.....Ya Ali Ya Ali key Sada ayegiiiiii......

Mashallah!

Share this post


Link to post
Share on other sites

Jung-e-Uhad mei rishta-e-emaan tor kay

Kuch badnaseeb bhagay Mohammad ko chorkay

Aisay moarikheen pay lanat khuda key hai

Jo waqiyat paish karein tor mor kay...

---------------------------------------------------------------------------

Humara Manshoor zirke-e-Haider, Humara maqsad Ali Ali hay

Ali munafiq key mout bhee hai, Ali malango key zindagi hay

baroz-e-mehshar kahen gay hans kay, her eik momin say yeh farishtay

Ali ka momin, Ali ka nokar, to jaffri hai, to jaa... free haii....

Edited by MOHIB E AHLAYBAIT

Share this post


Link to post
Share on other sites

Harart iShq Ke Jab Us K Aanso Main Nahi Rehti ....

Phir Koe Tayyab Shey Us K PehLo Me Nhi Rehti ....

Wo He Zaba'n KhoLayga Bugz'e MURTAZA Main .....

Jis Ke WaLdah, WaLid Ky Qabo Main Nahi Rehti...

Hadith hokm risaalat key tarjuma theri...

Sabbab Ali say mohabbat ka meri maa theri...

Ali wali kay adoo upni maa say pooch zara..

Kaha kaha say woh guzri, kaha kaha theri..

Share this post


Link to post
Share on other sites

Salamun Alikum,

ROZE AQDE SYEDA E Kounain Hazrat Fatima Zahra (sa) w Mola Ali(as) MUbarak

Hae sehne Mustafa (saww) aur eeman ki baraat,

Dulha Khuda k fazl se Haider sa khush sifat,

Ehle Khuda ki Eid faroghe chaman ki baat,

Ye khutbae nikah hae Bazme Tajaleyaat,

Khutbe pe muhar Marziye Rabe Jalil ki

Bus mouj men hae aaj shareyat Khalil ki

Share this post


Link to post
Share on other sites

kaun kehta hai kay paani ko taraste thay Hussain(as), unke honton ko tarasta raha pyasa paani

garj i bedard nay piyaasa hi zibaa kiya unko, zalimon ki magar aankhon main na aaya paani

mashk liye Hazrat i Abbas(as) ki dekhe to koi , neher kadam main thi aur magar moun sa na maanga pani

haaye haaye LABAIK YA HUSSAIN LABAIK YA HUSSAIN

sehra main terta hai safeena Hussain(as) ka,

din bhi Hussain(as) ka hai maheena bhi Hussain(as) ka,

ai dushman-i-Hussain(as) tu kya Hajj karega,

Makkah bhi Hussain(as) ka hai aur Madeena bhi Hussain(as) ka

Share this post


Link to post
Share on other sites

Join the conversation

You are posting as a guest. If you have an account, sign in now to post with your account.
Note: Your post will require moderator approval before it will be visible.

Guest
Reply to this topic...

×   Pasted as rich text.   Paste as plain text instead

  Only 75 emoji are allowed.

×   Your link has been automatically embedded.   Display as a link instead

×   Your previous content has been restored.   Clear editor

×   You cannot paste images directly. Upload or insert images from URL.

Sign in to follow this  

×
×
  • Create New...