Sadaat pe sadqa Haram hai
ghair sadat pe nahiñ
Sadat ke liye sehme sadat hai
Ghair sadat ke liye nahiñ
Ab poora maamla hi mix up hojaega agar ye ghalat kaam hogaya, ye bohot bada blunder hai
Nikah karne ke baad saidani pe kya sadqa jaez hojaega (nauzubillah)
Jo unki aal hogi kya uspe sadqa jaez hoga ya Haraam
Nikah ke baad saidani aur unke bacchoñ par Sehme Sadaat Halaal hoga ya Haraam?
Ye sadaat ki bohot badi tauheen hai ke kisi ummati se unka nikah hojae
Ye ek sabse bada blunder hai
Ummati ke liye saidaani nahiñ hai
Sayedzade ke liye ummati hai
Faqih e AHLEBAIT ASWS Grand Marja Aghae Sayed Mazhar Ali Shirazi sahab(Qum, Iran) ne Daleeleiñ saamne rakh dii haiñ Sadat se ghair Sadat ka nikah Haraam honeki
https://drive.google.com/file/d/0B9LJNlBLBsRjQktSQ0ZMdV9RdkE/view?usp=drivesdk