Jump to content
In the Name of God بسم الله

Search the Community

Showing results for tags 'sayings'.

  • Search By Tags

    Type tags separated by commas.
  • Search By Author

Content Type


Forums

  • Religion Forums
    • General Islamic Discussion
    • Shia/Sunni Dialogue
    • Christianity/Judaism Dialogue
    • Atheism/Other Religions
    • Minor Islamic Sects
    • Jurisprudence/Laws
  • Other Forums
    • Politics/Current Events
    • Social/Family/Personal
    • Science/Health/Economics
    • Education/Careers
    • Travel/Local Community
    • Off-Topic
    • Poetry and Art
  • Language Specific
    • Arabic / العَرَبِية
    • Farsi / فارسی
    • Urdu / اُردُو‎
    • Other languages [French / français, Spanish / español, Chinese / 汉语, Hindi / हिन्दी, etc.. ]
  • Site Support
    • Site Support/Feedback
    • Site FAQs
  • Gender Specific Forums
    • Brothers Forum
    • Sisters Forum
  • The Hadith Club's Topics
  • Food Club's Topics
  • Sports Club's Topics
  • Reverts to Islam's Topics
  • Travel Club's Topics
  • Mental Health/Psych Club's Topics
  • Arts, Crafts, DIY Club's Topics
  • The Premier League Club's Topics
  • Quit Smoking's Topics
  • Quit Smoking's Ramadan 2020 : Quit smoking!
  • Horses and Horse Riding's Topics
  • Sunni and Shia Collaboratian Club's Topics
  • THE CLUB OF CLUB's Topics
  • Islamic Sciences's Theology
  • Memorisation of Quran's Topics
  • Muslim Farmers and Homesteaders's Azadeh
  • Poetry Club's Topics

Blogs

  • ShiaChat.com Blog
  • Insiyah Abidi
  • Misam Ali
  • Contemporania
  • Volcano Republic
  • Reflections
  • Al Moqawemat
  • Just Another Muslim Blogger
  • Amir Al-Mu'minin
  • Imamology
  • The Adventures of Wavey Bear
  • Religion
  • Think Positive
  • Reflections
  • A Whole Heart of Hollow
  • Blogging at ShiaChat
  • Shian e Ali's Blog
  • From the cradle to the grave - knowledge blog
  • repenters Beast mode 90kg - 100kg journey
  • My journey into a "White hat" Hacking career
  • The Sun Will Rise From The West
  • Muslim Coloring Book
  • Qom
  • ANSAR-AL-MAHDI (AFS)
  • My Feelings and Emotions About Myself
  • Unity, the New iPhone and Other Suppressed Issues
  • Mohamed Shivji
  • The People's Democratic Republic of Khafanestan
  • Crossing the Rubicon
  • My Conversion Story; from Roman Catholic - to Agnostic - to Islam Shia
  • Inspire
  • With Divine Assistance You Can Confront a Pharoah, Even Empty Handed
  • Banu Musa
  • Erik Cartman Podcast
  • My Quora Digest
  • Transcriber's Blog
  • ZIKR-E-MEHBOOB
  • A Marginalia to Mu'jam
  • Random Thoughts of ShiaMan14
  • Notepad
  • Pensées
  • Reflections
  • Historia
  • Test
  • Memorable Day, 28May2017
  • xyz
  • Alone with God | وحيدا مع الله
  • Procrastination Contemplations
  • From Earth to Heaven
  • The secret of self is hid
  • A Passing of Time
  • Pearls of Wisdom
  • The Muslim Theist
  • Stories for Sakina
  • Fatima
  • Toons
  • Saqi
  • The Messenger of Allah ﷺ
  • The Truth
  • A fellow traveller
  • Imam Mahdi ATFS
  • Self-Love, Islam & The Law Of Attraction
  • Basra unrest Iranian Conuslate Set Fire
  • spoken words/poetry/ deep thinking
  • Guide of marriage notes: Constantly updating
  • Zaidia the middle path.
  • The life of a Shia Muslim in the west.
  • Poems for the Ahlul Bayt
  • Ahlul Bayt Mission
  • Twelver Corpus
  • Manajat of the Sinners
  • Khudi
  • Chasing Islam
  • Bayaan e Muntazir
  • Deen In Practice
  • The Seas of Lights
  • Salafi/Athari - What does it mean?
  • The Luminous Clearing - Part 2
  • Shaan e Zahra
  • Book blog
  • Never thought I would see days like these
  • Yusuf's Blog
  • What’s in a Name?
  • Meedy
  • False Hopes
  • Philosophy Club's Philosophy Club Journal
  • Quranic Studies's Quranic Studies Best Articles
  • Spoken Word's Blog

Find results in...

Find results that contain...


Date Created

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


Filter by number of...

Joined

  • Start

    End


Group


Facebook


Website URL


Yahoo


Skype


Location


Religion


Mood


Favorite Subjects

Found 11 results

  1. SalamunAliekum, I (along with some of my friends) am planning to start a website about the magnificent personality of Ali Ibn Abi Talib (A.S). Although, we are planning to keep it humanitarian instead of religious. We ought to show Imam Ali as a warrior, a scientist, a judge, a friend, a husband, a father, a son, a supporter, a leader; in short as a great man, instead of an imam or a religious personality (which he undoubtedly is). The idea behind keeping it this way is that people from all religions, casts, colors, creeds, races should be able to relate to him and see him as their role model. At this point, we are in a phase of designing our website and building our database for the content. We need some good (authentic) sources for anything and everything that relates to Imam Ali (A.S). Be it his quotes, stories from his life, his lifestyle, his spirituality, history of the people who followed him, loved him, obeyed him, praised him. ANYTHING that relates to him. We need that. So I ask for all your help. Please help us gather some material so that we can at least kick start this site of ours, with something instead of nothing. If you have anything like: 1. Links of the websites where we can get material from. 2. Any blog that might be worth reading. 3. Name of the books that can shine some light on his (A.S) life. 4. Any sources where we can find Hi-res images of his shrine. 5. Short stories from his life are much needed. (THIS IS ESPECIALLY NEEDED). 6. Anything else that you think might be of use. Plus, if any of you wants to help in any way. Feel free to get in touch. More people, more minds, more thoughts are always better. P.S. We already have hundreds of his sayings from authentic sources in good designed way, so if that can be of any help to anyone. We would be glad to share. Wassalam.
  2. Salaam, I'm an English speaker who has been looking into quotes from the Ahlul-Bayt about death. I can only find English versions, and would like to find the Arabic (don't trust google translate for this). - "Stiffen your breast for death. Indeed death will meet you. Do not show grief at death when it arrives in your valley" - "Death for the virtuous is a reward for them, death for the vicious is a relief for the people" -"Every breath of man brings him closer to death" -"Let go of your pride, put down your arrogance, and remember your grave" -"Every man is on a ladder, the steps are different for everyone except the last step, death" Thank you for your help!
  3. Words of Wisdom – by Imam Ali AS (From Ghurar Al-Hikam Wa Durar Al-Kalim, -- Exalted Aphorisms And Pearls Of Speech) A Collection of Aphorisms of Imam ‘Ali ibn Abi Talib by Al-Amudi Parents 1. Being good to parents is the greatest [and most important] duty. 2. Be good to your parents and your children will be good to you. 3. Whoever is good to his parents, his child will be good to him. 4. The death of a father breaks one’s back. 5. One who scorns his parents has diverged from the right path. 6. The affection of parents is [the basis of] the relationship between siblings. The Camel 1. Seek goodness in the hoofs of the camel when driven away and when coming back. (To be continued)
  4. Assalaamualeykum, I was going through the quotes of all the great leaders who had praise the goal and aim of Imam Hussain (عليه السلام), then I stumble upon the quote of Mahatma (Great Soul) Gandhi, this made me eager to dig more about the authenticity of his quote. I was searching for his saying on Imam Hussain from any book or letter source, unfortunately all that was available online was mere a quote not a reference was mentioned, this made me more curious to find out whether all his saying are legit or are they all forged. Then I happened to find the website https://www.gandhiheritageportal.org/ , which have authentic letters of Mahatma Gandhi in a Book form, which is named as 'The Collected Works Of Mahatma Gandhi' and it is in 100 Volumes. It is on their website which says, "A one-time authentic documentation of Gandhiji’s available writings was carried out meticulously, and conscientiously under the CWMG project of the Government of India in 1956." And after going through this book, I have collected some authentic sayings of Mahatma Gandhi regarding Imam Hussain (عليه السلام). And I was amazed how well this Hindu leader adopts his life by following the footsteps of Imam Hussain (عليه السلام). Saying #1: Imam Hasan and Hussein refused to acknowledge the authority of Yazid, for it would have been wrong to do so. For this reason, that is, in order to preserve their honour, they became martyrs. Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 7, Letter #89, Pg 122-123. Scan Page: Pg 122: http://oi63.tinypic.com/2lldci8.jpg Pg 123: http://oi64.tinypic.com/9kr18z.jpg Saying #2: Mr. Shahji Saheb, after referring to what Hazrat Imam Hussein had suffered, said that what had happened to Ram Sundar Pundit might also happen to a Muslim priest. Unable to bear this thought, he had forced himself to be prepared to follow the Pundit to gaol. Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 7, Pg 418. Scan Page: Pg 418: http://oi65.tinypic.com/2mw8qxw.jpg Saying #3: Imam Hassan and Hussain were merely two boys. They felt that an injustice had been done to them. When called upon to surrender, they refused. They knew at the time that this would mean death for them. If, however, they were to submit to injustice, they woud disgrace their manhood and betray their religion. In these circumstances, they yielded to the embrace of death. The heads of these fine young men rolled on the battlefield. In my view, Islam did not attain its greatness by the power of the sword but entirely through the self-immolation of its fakirs (saints). Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 13, Letter #395, Pg 518. Scan Page: Pg 518: http://oi65.tinypic.com/2mfllol.jpg Saying #4: Muslim students have before them the example of Imam Hasan and Husain. Islam has not been kept alive by the sword, but by the many great fakirs (saints) with a high sense of honour whom it has produced. Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 19, Letter #36, Pg 48-49. Scan Page: Pg 48: http://oi67.tinypic.com/11tolz4.jpg Pg 49: http://oi63.tinypic.com/2hrl5zo.jpg Saying #5: The marks of a Kshatriya spirit are not cruelty and hard-heartedness; it consists, rather, in forbearance, readiness to forgive, compassion, nobility, apalayanam (Not running away from battle in fear) and the strength to stand unshaken and fearless even under a shower of bullets. The true Kshatriya does not kill but receives blows on himself. Imam Hussen and Hassan were Kshatriyas. Their oppressor was a tyrant. Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 20, Letter #60, Pg 52. Scan Page: Pg 52: http://oi64.tinypic.com/2qiprmb.jpg Note: Kshatriya (from Sanskrit kśatra, "rule, authority") is one of the four varna (social orders) of the Hindu society. The Sanskrit term kśatriya is used in the context of Vedic society wherein members organised themselves into four classes: kshatriya, brahmin, vaishya and shudra. Traditionally, the kshatriya constituted the ruling and military elite. Their role was to protect society by fighting in wartime and governing in peacetime. Saying #6: In this connection, it would be well to ponder over the lives and examples of Harishchandra, Prahlad, Ramachandra, Imam Hasan and Imam Husain, the Christian saints, etc. How beautitful it would be if all of us, young and old, men and women, meditated, till next week, on these thoughts at all hours of the day, whetther working, eating, drinking or playing, and were rewarded with innocent sleep? Source: The Collected Works Of Mahatma Gandhi, Vol 44, Pg 41. Scan Page: Pg 41: http://oi63.tinypic.com/2nuomkz.jpg
  5. A new website, www.history-islam.com, is now online. Not yet fully complete but the major features are allready functioning. Majority of hIstory topics were adapted from english,irib.ir, and some are from other sources. Data can be filtered by topics and can be search by typing a keyword. It also includes a quotes from our personalities, maybe in the future this would seperate into another website, www.infalliblequotes.com.
  6. In the Name of the One, Overflowing Compassion and Mercy... Assalamu Alaykum I am looking for Shia hadith and sayings on the following topics: descriptions of the Prophet's (peace be upon him) personality compassion kindness love charity sharing good deeds the heart forgiveness creating harmony good conduct/manners justice equality family hadith qudsi
  7. 75,000 + Pearl's Sayings / Speeches / Sermons of 14 Infallibles / Masomeen a.s and Ahlal Bait a.s Please visit , share with others http://www.14sayings.com
  8. 14 Masomeen Sayings / Speeches / Sermons of 14 Infallibles / Infallible and Ahlal Bait a.s http://www.14sayings.blogspot.com Please fwd this Blog as you can & share knowledge with others
  9. (salam) I haven't posted in this section for a long time due to the same old topics being re-cycled over and over, it got useless; a discussion of ego's. I want to ask all those that believe the first 3 to be superior to Imam Ali (as) a few simple questions. Where are the scholarly works of the 3? if there aren't any why not? Surely if they are so elevated then they must have some books of there own. If not where are their many beautiful sermons/sayings? We all know that Imam Ali's (as) sermons and sayings are compiled; Nahjul Balagha. Please keep it on topic and useful. I just want to hear opinions/theories, without bias if possible. ----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------- I just saw this thread - http://www.shiachat....-it-understood/ My bad, it is in essence the same question.
  10. Salamu Alaykum, I wondered if there was a website for the sayings of the prophets, like issa, ayoub, moses peace be upon them. If there is no website then if you could post some here then that would be much appreciated. Jazakallah Khair, Ali.
  11. From www.yaali.co.cc [All In One Shia Website] Sayings Of Masumeen AS From The Book Masaail u Shari'ya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Jo Sawaal karnay men kamzor ho Uss ka ILM bhi kamzor hota hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 424, Asool e Kaafi) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Apnay Gharon men kabootar rakha karo kyun k ye Imam Hussain AS k qaatilo’n par Laanat karta hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 320, Faroo e Kaafi) Shar’i Masla: Imam Jaffer Sadiq o Imam Muhammad Taqi AS k mutabiq Agar Koi Munkir Ahlebait , Hajj kar chukka ho aur baad men Wilayat e Ahlebait AS qabool karay to Uss k liay mustahab hai k Hajj dobara karay (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 72,73, Faroo e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni, Man La Yahzarul Faqeeh Shekh Suduq) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Hamari Hadeesain Suno aur Hum (Ahlebait) par jhoot na bolo. Kyun k Jo Hum par Jhoot bolta hai wo goya Rasul e Khuda SAWW par jhoot bolta hai aur Jo Unn par Jhoot bolta hai wo Khuda par Jhoot bolta hai aur Jo Khuda par Jhoot bolay ga, Khuda, ussay zaroor azaab karay ga (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 468 Hadis No 4, Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Hamaray liay baaes e zaib o zeenat bano. Hamaray liay baaes e Sharmindagi na bano. Hamain Logon ka mahboob banaao aur Logon ko Hum se nafrat na dilaao. Hamari taraf Logon ki muhabbat khaincho aur Hum se har qisam k shar aur Fisaad ko door rakho (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 337 Hadis no 8 Aakhri Hisa) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Khuda Uss banday pe reham farmaaey Jo hamaray mazhab ko Zinda karta hai. Jo shaks hamara zikr karay ya jis k paas hamara zikr kya jaaey aur (hamaray masaaib sun kar) uss ki aankhon se aansoo nikal aaey to Khudawand uss k gunah maaf kar daiga chaahay samandar k jhaag k baraabar hi kyun na hon (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 344 Hadis no 1) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: (Aey Garoh e Shia) khuda se daro aur Allah ki khushnoodi haasil karnay k liay aik doosray se muhabbat karo aur sila rehmi karo. Aik doosray se mulaaqaat karo aur hamaray amr (mazhab) ka tazkira karo aur ussay zinda rakho (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 344) Imam Hassan AS ne farmaya: Qareeb wo hai jissay muhabbat qareeb karay chaahay us ka nasb door ho aur door wo hai jissay adaawat door karday chaahay uss ka nasb qareeb ho (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 361 Hadis no 4, Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Jo shaks bari mehnat se Khuda ki ibadat to karay magar wo Allah k muqarar kiay huay Imam ki imaamat ka qaail na ho to is ski koi koshish qabool nahi hai aur wo gumraah hai aur Khuda uss k amalon ko na pasand karta hai aur agar wo mar gaya to uss ki moat kufr o nifaaq ki moat hogi. Wo khud gumraah hen aur doosron ko bhi gumraah karnay waalay hen (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 101 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Khuda Uss banday par reham farmaaey Jo hamaray Zikr ko Zinda karta hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 344 Hadis no 3) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Apnay (Momin) Bhai par andha aetemaad na karo kyun k buhat dheel dainay ki ghalti ki talaafi nahi ho sakti (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 412, Asool e Kafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Baghair Wilayat e Ahlebait, aamaal uss raakh ki maanind hen k zabardast aandhi waalay din sakht hawa chalay aur ussay uraa kar le jaaey aur unhon ne jo kuch kamaya tha iss men se kuch bhi inn k haath na aaey aur yehi sab se bari gumraahi hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 101 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Naasbi (Dushman e Ahlebait) ki jaanib se Hajj nahi kya ja sakta. Agar Wo tumhara baap hai to phir kya ja sakta hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 142, Asool e Kaafi, Man La Yahzarul Faqih, Altahzeeb) Imam Hassan Askari AS ne farmaya: Na Naasbi (Dushman e Ahlebait) ki taraf se hajj kia jaaey aur na (uss k) hamraah kia jaaey (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 142, Faroo e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Agar koi shaks din ko roza rakhay aur raat Allah ki ibadat men basar karay, saara maal sadqay men de day aur tamam zindagi hajj karta rahay lekin agr wo Imam bar haq ki maarifat nahi rakhta taakay inn se muhabbat karay aur iss k tamam af’aal o aamaal is ski rahnumaaee men waaqay hon. Phir na to Wo khuda se kisi ajr o sawaab ka haqdaar hoga aur na momin kah’laanay ka rawaadaar hoga(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 101-102 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Bidd’ati Logon se suhbat ikhtiyaar na karo warna Logon ki nazron men tum inhi mein se samjhay jaaogay aur Rasul e Khuda SAWW ne farmaya hai k Insaan apnay dost aur hamnasheen k deen par hota hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 8 Safha 359 Baab Bidd’ati Logon k paas baithna aur baat cheet karna haraam Hadis No 1, Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Hazoor SAWW ne farmaya: Aaps men mulaaqaat karo, ilmi muzaakira karo aur hadeesain bayaan karo kyoon k hadees bayaan karnay se dil ko zindagi milti hai kyun k jis tarah talwaar zang aalood ho jaata hai dil bhi zang aalood ho jaatay hen (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 28 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Agar koi shaks qayamat men wilayat e ahlebait k aqeeda o nazriyay k saath Khuda ki baargaah men na jaaey to Khuda na iss ki koi naiki qabool karay ga aur na hi iss k kisi gunaah se dar guzar farmaaey ga(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 102 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Hamari hadeesain dilon ko zinda rakhti hen(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 2) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Agar koi hadees kisi aaqil aadmi se haasil karo wo tamaam dunya aur uss k sonay chaandi se behtar hai(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 2) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Jis tarah Iblees ne Allah k hukm par Aadam ko sajday se inkaar kia. Ab agar wo qayamat tak Allah ko sajday karta rahay to ussay in sajdon ka koi faaida nahi jab tak Wo Allah k hukam par Aadam ko sajda na karay. Bilkul issi tarah Hzrt Ali ka daaman chornay waali ummat ka Khuda koi amal qabool nahi karaiga aur na hi iss ki kisi naiki ko qabool karay ga jab tak iss raastay se Allah ki baargaah men na aaey jis raastay se aanay ka Khuda ne issay hukm dia hai. Aur jab tak is imam bar haq se muhabbat na karay jis ki wilayat o muhabbat ka iss ne hukm dia hai aur jab tak is darwazay se na dakhil ho Jo Khuda aur Uss k Rasul ne uss k liay khola hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 102 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Likho aur apnay momin bhai men apna ilm phailaao aur jab maro to apni aulaad ko kitaabon ka waaris banaao kyun k logon par aik aisa doar aaega jab ulema kam hongay aur ulema numa jaahil zyaada hongay. Is doar men loge inhi logon se maanoos hongay aur inhi se ilmi istefaada karain gay (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 29-30) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Agar 2 riwaayatain Ulema k nazdeek mashoor hon aur unn k raawi bhi sachay maaloom hon to Jo riwaayat Kitab e Khuda aur Sunnat e Mustafa SAWW k mutabiq aur mukhaalifeen k mazhab k mukhaalif ho uss par amal hoga. Aur agar donon mukhaalifeen k nazriyaat k muwaafiq hon to phir uss par amal kia jaaega jis par mukhaalifeen k ulema o hukma ka ruj’haan kam ho. (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 33 Asool e Kaafi ,Tehzeebul Ahkaam) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Jo shaks na khuda ko pahchaanat hai aur na Aema Ahlebait k Imam bar haq ko to Khuda ki qasam Zalaalat o gumraahi men giriftaar hai aur ghair Allah ko jaanat hai aur Ghair Allah ki hi ibadat karta hai(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 102 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Banday ko Ajr o Sawaab Us ski aqal k mutabiq milay ga(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 59 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Khudawand e Aalam baroz e Qayamat apnay bandon k hisaab o kitaab aur unn k muwaakhizay men itni hi sakhti karay ga jitni uss ne dunya men unn ko aqal di hogi (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 59 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni, Imaali Shekh Suduq) Hajj k Moqay par Imam Jaffer Sadiq AS ne apnay Shiyon se farmaya: Tamam Loge aam loge hen. Ye sab jhaag hai jissay darya ki moaj ikhata kar k laai hai. haaji to sirf tum loge ho. tumharay siwa kisi ka koi amal qabool nahi hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 102-103 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Moosa Kazim AS ne farmaya: Jo shaks hamaray shiyon se dushmani karta hai wo hum se dushmani karta hai. Hamaray shia wo hen jo namaaz parhtay hen, zakaat detay hen, hajj kartay hen, rozay rakhtay hen aur hum ahlebait se muhabbat kartay hen aur hamaray dushmanon se baizaari ikhtiyaar kartay hen (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 50 Hadis No 22) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Jis shaks ko kisi amal k bajaa laanay par Allah ki taraf se sawaab ki umeed ho aur wo shaks Allah ki taraf se sawaab ki khaatir wo amal bajaa laaey to uss ko wo sawaab zaroor ataa kar dia jaaega chaahay wo baat is tarah na ho jis tarah uss tak puhanchi (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 82 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne apnay shiyon se farmaya: Tumharay siwa Khuda k ghar ka koi haaji nahi hai aur na hi tumharay siwa kisi ka koi amal qabool hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 102 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Islam k bunyaad 5 cheezon par rakhi gaee. Namaz, roza, hajj, zakat aur wilayat e Ahlebait. Jis qadar wilayat ki taakeed ki gaee hai itni kisi aur cheez ki nahi ki gaee. (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 46 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Islam ki bunyaadi cheezon Namaz, roza,hajj,zakat aur wilayat men wilayat sab se afzal hai kyun k ye sab ki kaleed hai aur jo waali (imam) hota hai wo in sab ka raahnuma hota hai(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 46 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Zainul Abideen AS ne farmaya: Dunya ka muqadas tareen muqaam, hajr e aswad aur muqaam e ibraheem k darmayan hai. Agar koi shaks hazrat nooh ki umer rakhay aur iss muqaam par din ko roza rakhay aur raat ko Khuda ki ibadat karay magar jab Khuda ki baargaah men jaaey to iss k naama e aamaal men hamari wilayat na ho to issay ye itni bari ibadat faaeda na daigi. (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 103 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Namaz, zakaat aur Wilayat e Ahlebait men se koi aik bhi doosray k baghair na sahi hai aur na qaabil e qabool (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 47 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Imaan k hadood o qayyud Khuda ki waahdaaniyat, Rasul Allah SAWW ki risaalat ki gawaahi aur jo kuch wo khuda ki taraf se Laaey hen uss ka iqraar krna, 5 waqt namaaz,zakaat, rozay aur hajj karna. Hamaray dost se dosti aur hamaray dushman se dushmani karna aur sachon k saath hona hai. (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 47 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Agar koi aik hazaar saal tak Khuda ki ibadat karta rahay aur apnay bistar par zulm o joar se dunbay ki tarh zibaah kar dia jaaey aur hamari wilayat k baghair Allah ki baargaah men haazir ho to Khuda ussay naak k bal jahannum men ultaa latkaaey ga (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 104 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Khuda ne baaqi waajibaat men to ruksat di hai lekin wilayat men koi ruksat nahi. Jis k paas maal na ho, iss par zakaat nahi, aur jis k paas maal na ho uss par hajj bhi nahi. Jo beemaar ho wo baith kar namaaz parhay ga aur iss par khara hona waajib nahi, issi tarah beemaar par roza rakhna waajib nahi magar Wilayat e Ahlebait har shaks par har haal men laazim hai tandurust ho ya beemaar, maal daar ho ya ghareeb(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 49-50 Khisaal Shekh Suduq) Hazrat Ali AS ne farmaya: Khuda ne momin ko kaafir se dosti rakhnay se manaa kya hai phir khof o taqqaya men iss par ahsaan kartay huay zaahiri tor par issay ruksat di hai k roza rakhay aur iftaar karay to mukhalif ki tarah, namaaz parhay to uss ki maanind aur amal karay to uss jaisa. Zaahir men sab waisa karay lekin baatin men in ummat e muslima par mussalat mukhalif logon k khilaaf apna deen aur imaan qaaim rakhay. Allah ne farmaya hai “mominon ko chaahiye k mominon ko chor’h kar kaafiron ko apna dost na banaaen aur jo aisa karay ga Khuda ka uss se koi rabt o ta’aluq nahi. Magar ye k tum unn se daro aur Khuda tumhain apni zaat se daraata hai”. Pus ye aik rahmat hai jo Khuda ne Ahl e imaan par farmaaee hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 94-95) Imam Moosa Kazim AS ne farmaya: har namaaz jo munkireen e ahlebait parhtay hen uss se unn par Khuda ki rahmat ki bajaaey Laanat naazil hoti hai kyun k ye loge hamaray haq ka inkaar kartay hen aur hamain jhutlaatay hen (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 104 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Muhammad Baqir AS ne farmaya: Tamam amoor ki choti aur unn ki kohaan aur unn ki chaabi aur sab cheezon ka darwaaza aur Khuda ki raza, Imam bar haq ki maarifat hai aur iss ki ataat karna hai (Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 47 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Jo shaks iss hasti ki maarifat k baghair jis ki ataat Khuda ne farz qaraar di hai namaaz parhay, zakaat day, hajj o umraa bajaa laaey to dar haqeeqat uss ne koi kaam kia hi nahi(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 104 Asool e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni) Imam Jaffer Sadiq AS ne farmaya: Zaani ki aulaad, yahoodi, Isaai, mushrik aur Islam k har mukhalif ka jhoota makrooh hai aur sab se sakht makrooh dushman e ahlebait ka jhoota hai(Masaail u Shariya Sanad Yaafta Ayatullah Ali Mishkeeni Tarjuma Wasaail u Shia Jild 1 Safha 161 baab: Har qisam k kaafir ka jhoota najjis hai, Faroo e Kaafi Shekh Yaqoob Kuleni, Altahzeeb, Istabsaar) From www.yaali.co.cc [All In One Shia Website]
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...