Jump to content
In the Name of God بسم الله

Search the Community

Showing results for tags 'poetry'.

  • Search By Tags

    Type tags separated by commas.
  • Search By Author

Content Type


Forums

  • Religion Forums
    • General Islamic Discussion
    • Shia/Sunni Dialogue
    • Christianity/Judaism Dialogue
    • Atheism/Other Religions
    • Minor Islamic Sects
    • Jurisprudence/Laws
  • Other Forums
    • Politics/Current Events
    • Social/Family/Personal
    • Science/Health/Economics
    • Education/Careers
    • Travel/Local Community
    • Off-Topic
    • Poetry and Art
  • Language Specific
    • Arabic / العَرَبِية
    • Farsi / فارسی
    • Urdu / اُردُو‎
    • Other languages [French / français, Spanish / español, Chinese / 汉语, Hindi / हिन्दी, etc.. ]
  • Site Support
    • Site Support/Feedback
    • Site FAQs
  • Gender Specific Forums
    • Brothers Forum
    • Sisters Forum
  • The Hadith Club's Topics
  • Food Club's Topics
  • Sports Club's Topics
  • Reverts to Islam's Topics
  • Travel Club's Topics
  • Mental Health/Psych Club's Topics
  • Arts, Crafts, DIY Club's Topics
  • The Premier League Club's Topics
  • Quit Smoking's Topics
  • Quit Smoking's Ramadan 2020 : Quit smoking!
  • Horses and Horse Riding's Topics
  • Sunni and Shia Collaboratian Club's Topics
  • THE CLUB OF CLUB's Topics
  • Islamic Sciences's Theology
  • Memorisation of Quran's Topics
  • Muslim Farmers and Homesteaders's Azadeh
  • Poetry Club's Topics

Blogs

  • ShiaChat.com Blog
  • Insiyah Abidi
  • Misam Ali
  • Contemporania
  • Volcano Republic
  • Reflections
  • Al Moqawemat
  • Just Another Muslim Blogger
  • Amir Al-Mu'minin
  • Imamology
  • The Adventures of Wavey Bear
  • Religion
  • Think Positive
  • Reflections
  • A Whole Heart of Hollow
  • Blogging at ShiaChat
  • Shian e Ali's Blog
  • From the cradle to the grave - knowledge blog
  • repenters Beast mode 90kg - 100kg journey
  • My journey into a "White hat" Hacking career
  • The Sun Will Rise From The West
  • Muslim Coloring Book
  • Qom
  • ANSAR-AL-MAHDI (AFS)
  • My Feelings and Emotions About Myself
  • Unity, the New iPhone and Other Suppressed Issues
  • Mohamed Shivji
  • The People's Democratic Republic of Khafanestan
  • Crossing the Rubicon
  • My Conversion Story; from Roman Catholic - to Agnostic - to Islam Shia
  • Inspire
  • With Divine Assistance You Can Confront a Pharoah, Even Empty Handed
  • Banu Musa
  • Erik Cartman Podcast
  • My Quora Digest
  • Transcriber's Blog
  • ZIKR-E-MEHBOOB
  • A Marginalia to Mu'jam
  • Random Thoughts of ShiaMan14
  • Notepad
  • Pensées
  • Reflections
  • Historia
  • Test
  • Memorable Day, 28May2017
  • xyz
  • Alone with God | وحيدا مع الله
  • Procrastination Contemplations
  • From Earth to Heaven
  • The secret of self is hid
  • A Passing of Time
  • Pearls of Wisdom
  • The Muslim Theist
  • Stories for Sakina
  • Fatima
  • Toons
  • Saqi
  • The Messenger of Allah ﷺ
  • The Truth
  • A fellow traveller
  • Imam Mahdi ATFS
  • Self-Love, Islam & The Law Of Attraction
  • Basra unrest Iranian Conuslate Set Fire
  • spoken words/poetry/ deep thinking
  • Guide of marriage notes: Constantly updating
  • Zaidia the middle path.
  • The life of a Shia Muslim in the west.
  • Poems for the Ahlul Bayt
  • Ahlul Bayt Mission
  • Twelver Corpus
  • Manajat of the Sinners
  • Khudi
  • Chasing Islam
  • Bayaan e Muntazir
  • Deen In Practice
  • The Seas of Lights
  • Salafi/Athari - What does it mean?
  • The Luminous Clearing - Part 2
  • Shaan e Zahra
  • Book blog
  • Never thought I would see days like these
  • Yusuf's Blog
  • What’s in a Name?
  • Meedy
  • False Hopes
  • Philosophy Club's Philosophy Club Journal
  • Quranic Studies's Quranic Studies Best Articles
  • Spoken Word's Blog

Find results in...

Find results that contain...


Date Created

  • Start

    End


Last Updated

  • Start

    End


Filter by number of...

Joined

  • Start

    End


Group


Facebook


Website URL


Yahoo


Skype


Location


Religion


Mood


Favorite Subjects

  1. Ali Aur Quran Maulana Mohammad Sajid Rizvi sb https://youtu.be/ocWHKY0J_ug Sar zameen e Qum ul Muqaddassah ke Mashoor Shaer ka *Aalimana kalaam* @MadhoAza
  2. My eyes tear up at this kalaam... O Allah (سُبْحَانَهُ وَ تَعَالَى)... Please reveal Imam Mahdi (عليه السلام) soon and make us amongst his supporters...
  3. کتنی بار تو انسانیت کو مارے گا بتا؟ کب تک تو کائینات کو رلائے گا بتا؟ کعبة سے تو کرارؑ کو کرپایا نہ ختم کب تک تو دیواروں سے مٹائے گا بتا؟ نامِ حق سے باطل تیرا کام ہے منافق کب تک تو حق کو جھٹلائے گا بتا؟ تیری سیاہ روح، نہ کوئلہ، ہے جہنم کا ایندھن کب تک تو جلتے در سے منہ موڑے کا بتا؟ آتا ہے بقية اللّٰهؑ اور دَورِ عدل و انصاف کب تک تو اپنے انجام سے بھاگے گا بتا؟ تو نے بہایا نہ صرف آب تو نے بہایا ہے لہو کب تک تو منتظر کو اس سے لکھوائے گا بتا؟
  4. حوائج آؤ ذرا لہر و ہوا دیکھنے چلیں ساحل سے ذرا کچھ لینے چلیں جیب میں اشیاء نہ کہیں ملیں بس آس کا علم ساتھ لے کے چلیں آؤ اس راہ پر قدم تو رکھیں باب الحوئج سے ذرا ملنے چلیں ہاتھوں سے تڑپتی آنکھوں کو ملیں کچھ اشک ذرا کوثر تک چھوڑنے چلیں دل کھول کر اس کریم کو مخاتب کریں واسطہِ عظیم پھر دیتے چلیں بےبازو سے ہاتھ جوڑ کے کہیں اس چھپے کو سامنے رکھ کے چلیں سانسِ سکون لے کر اب آگے بڑھیں آؤ منتظر اب سفر طے کر کے چلیں
  5. Do you know who Ali is?! Secrets of the universe are his Paradise and hell he cleaves At his arrival the enemy flees The shallow religion he fought The path to spiritual climax he taught Beyond "qaba qawsayn ou adna" he appear His light illuminates the angelic sphere When the Prophet ascended Ali's voice was there God holds Ali dear and draws his lovers near Ali cried, "The one who asks learns, The divine mysteries in my heart burns!" Wisdom and knowledge from his words gushed Love was taught passion from him and rushed All darkness, devils and demons he fights With "Ya Ali" God seals and destinies writes Only a dead man who lacks sho'ur Doesn't sense his hozoor The dead become living by his noor To establish Ghadir Mahdi makes zohoor Over the entire universe he is the Imam Over him and his family God sends His Salam!
  6. Bismillah Friends Main Apni Shayari Likhna Chahtun Aap Hazraat Islah Karain. Mola Ali Ki Ye Shaan Hay Aap Ki Tareef MAin Quran Hay Hajat Ravai Hamari Mola Kijeeye Aap He se tu Hamari Aan Hay Bashr tu Bashr Aur Behr o Barr Zammen bhi Asmaan bhi MAdah Khawan Hay Jo Aap Ko Dil main basa lay jeena tu jeena mot bhi aasan hay Zikr e Mola Say SAhib eTauqeer Hoa Tere Izzat Aqa Ka Ahsan Hay
  7. I absolutely love this piece of poetry in praise of Imam Ameer ul Mu'mineen (عليه السلام) by Nadeem Sarwar, Jawad Jafri, Ali Shanawar, and Ali Jee in Urdu. It is perfect in giving the Shi'a morale, hope, and dignity as well. مَا شَاءَ ٱللَّٰهُ۔۔۔ میرا مرشد میرا آقا میرا سلطان علیؑ۔۔۔
  8. اے ظالموں لعنت صرف مجھ سے ہی نہیں ماں باپ سے نہیں صرف عزیر سے نہیں جن پر کرب و بلا لائے، کل کائنات سے بے شمار کہ خالق نے خود کہا یہ ہے سزائے ظالمین
  9. کتنوں کو تم اس فانی جہاں میں سختیاں دو گے؟ کتنوں کو تم اس زندگی سے جلد جدا کرو گے؟ اے ظالموں سنو، تمہارے تو وارث بھی نہیں مظلوم کے وارثوں کو تم تو جانتے تک بھی نہیں اگر جان لو انہیں تو تم کچھ نہ سہہ سکو گے ہاں اب منتظر سے دُور ہمارا دَور بھی نہیں
  10. اے ظالموں لعنت صرف مجھ سے ہی نہیں ماں باپ سے نہیں صرف عزیر سے نہیں جن پر کرب و بلا لائے، کل کائنات سے بے شمار کہ خالق نے خود کہا یہ ہے سزائے ظالمین
  11. Salam alaikom dear friends, My name is Ali. I'm learning Urdu by myself. I'm looking for language exchange Through Skype or Whats app. I can teach you Farsi or Turkish, In return you teach me Urdu, any help or suggestions would be highly appreciated. Ali
  12. There was a great ravine A raging sea Embers burning hot and the driving rain of a hurricane Within my heart of hearts. Where do you go and who do you call When your life has ceased to make any sense? For within my soul Was so deep a hole And my memories are but ghosts. A beauty I had never seen Who could it be? What is it not? For to walk in truth, now so far from my youth, Could tomorrow's sunrise be the start Of a new chance to give my All? My heart pounds in suspense To attain that goal That my life transform like a diamond from a coal Is what I desire most. (alhamdu lillaah)
  13. Sallam. May someone please inform me of any 'Persian' mosque or TV channel that is allowing anyone to recite lines of latmiyas, poetry etc? I am willing to recite lines on any live program insha'Allah. Please mention opportunities in the comments, it would help me alot. Thanks.
  14. Selam! I stumbled upon a new novel by some indie author on Instagram with a Muslim protagonist. It sounded interesting and there was (is currently) a special promo so the ebook costed only $1! So I bought it with zero expectations and actually read it in one go! It was well written, bits of poetry, really suspenseful with a good story. The book offered several spiritual insights for myself, like why do I worship Allah? What's actual reason? What drives me? Where is the love? And it also motivated me to do something with my life ! There are some books with Muslim characters or Muslim settings, but the main character in this novel, his "super power" is being a believer with truthful spiritual dreams! And his name is Ali! And he fights for Imam Mahdi! I'm not aware of any other author who have mixed technology and religion in this way. Highly recommended! The realistic spiritualism reminded of Paulo Coelho in some ways, minus the sci-fi/tech of course. I'd love to discuss it if anyone read it! Available as paperback and ebook/Kindle: Amazon link: https://www.amazon.com/dp/B07NKW87M3 Apple iBooks: http://itunes.apple.com/book/id1452278832
  15. To all those who doubted, mocked, and jeered It’s quite enjoyable to see your ideas smeared Sketching and coloring a deviating image Hysterical indeed the state you’ve reached A humbling experience you’re sure to meet Torn to shreds your illustration will be The nights and days did not go to folly The hole which was dug through mischievous hatred Buried no one else but you.
  16. Was interested in writing poems as a hobby and was wondering if anyone can help in critiquing my first poem and provide me with valuable insight on how I can improve it and also take note for future endeavors. Faces grow old and decay; Bodies become feeble and wither away; Hope built on the temporal being dissipates as the pendulum swings everyday; A spark in the heart ignites the soul; A volcano erupts; The pupils become dilated from the fire within; Molten lava overflows; The body becomes a furnace and shapes a bowl; An empty vessel hoping to gain respite; Receives poison instead of light.
  17. Can someone share any poems pertaining to such characteristics
  18. Found a profound poem by Imām Ali ((عليه السلام)) and was wondering if anyone had a reference to an English translation, or if anyone can ever so kindly translate it to English.
  19. لا تأسفن على غدر الزمان لطالما رقصت على جثث الاسود كلاب ولاتحسبن برقصها تنال العلا تبقى الاسود اسود وتبقى الكلاب كلاب وذو جهل مفارشه الحرير وذو علم مفارشه التراب many individuals attribute this to Al-Shafi’I, however I recall many saying it is Imam Ali or Imam Ali ibn Alhussein ((عليه السلام)) who authored this
  20. Bismillah I know this is a bit late but I’d like to humbly present to you all this small poem in honour and celebration of the birth anniversary of the daughter of Imam Ali and Lady Fatima, Lady Zainab e Kubra written by my humble self. Today the blessings of the heavens opened as a moon into the house of Ali, She descends in her glory and the moon hides in her awe of her beauty, Even the sun dare not gaze upon her to protect her modesty, Stars rotate around her magnanimity. Zainab is her name, A name that can move mountains, For which other woman can be known as a princess in the heavens, This name shook each place that she is summoned. And courage applauds her valour, Many women can be brave but only one can become Islam’s flagbearer, Protecting others without the need for armour, One strike from her tongue can make everyone cower, The sister of Abbas is also a soldier. No one on this Earth would see what you see, And still compliment the Lord on His beauty, I’m inspired by your mention, Oh holy lady, My tongue calls to you in both celebrations and calamities, Each letter in your name serves as in your praise poetry, This is your station oh Zainab daughter of Ali. I say to my sisters and mothers, Protect this hijab, For this is her banner, Wear it with every being of your fibre, Let this crown make you hold your head up higher This is your armour, It sends an attack to your oppresse Look at her shrine in Syria, Standing tall with pride and honour, It sends a message to those wishing for terror, Where you wanted to defame her, Look at who you are and then look at Sani e Zahra, You are forgotten like the names of your ancestor and like her father, She is the victor, The warrior in the face of horror, She is the champion and the winner. She taught me patience when the world crumbles around you, Never bow down to that which is not true, Have patience that a light at the end of this dark tunnel will see you through, She is my strength and through her love my heart grew, No longer did my eyes shed tears when her story I knew, For no matter what we see in this dunya, Is nothing compared to the strength held by the daughter of Fatima. Oh my Lady forgive me if my pen was unable to show the world your beauty, But in this failure is my victory for who can truly describe even an ounce of your personality, Indebted to you is humanity, Your service to God is your legacy. Oh Lady Zainab my mistress, Grant me this prayer that escapes my lips as a whisper, Let me visit your shrine in Syria, Sit beside your grave and recite in your honour, And see the flag of your brother fluttering in the breeze as your protector
  21. In the name of God, the Beneficent, the Merciful, This is a poem dedicated to the death anniversary of the tragic murder of Imam Musa Al Kadhim, Baghdad’s prisoner written by my humble self. Oh master of Kadmiya, Oh beloved of Zahra, There was no funeral like yours Ya Musa, A murdered prisoner poisoned by a tyrant killer. And what a prisoner is kept in this manner, Let me words paint for your eyes a picture, And colour this canvas with the gems of your tears, He is kept in Baghdad’s most narrow prison, For 14 years no fresh air enters, Like a flower he has withered. He cries each time he moves bound in chains, Yet only deaf ears and dead souls hear his pains, As he ingests this poison, The Earth trembles as his whole body shakes, This prisoner will never awake. And the Muezzin as he gives the Adhaan at Fajr, Baghdad celebrates the death of a prisoner, A law breaker who has been captured, Unknowing to them that he is Islam’s protector. What a prisoner who in a foreign land has been captured, The one who has several sons and daughters his body is carried by strangers, No one is there to carry his coffin on their shoulders, The Imam of the world and at his funeral there are no mourners. There’s no other coffin who’s still bound in chains even after his last breath, His shroud covered in blood, A captive even after his death, The daughters of Kadhim cannot rest, They can still smell their father’s scent. When a person dies, Surrounds his deathbed his family, Together they prepared their body to be buried, Yet this prisoner has nobody, Labourers to Baghdad’s bridge carry his body. As his mother Zahra cries this son of mine has died lonely and thirsty, With cuffs and chains encased around his body, Oh people this is the descendant of your Prophet, A great grandson of Ali, Do not show this brutality, For he has never shown the world anything but mercy. Oh Ridha I urge you come quickly, To bury your father in Baghdad’s city, For you are the next guardian of this message of purity, We will all grieve for your father for eternity. Oh my master Imam Mehdi, There’s no day like the day of Ashura, And there’s no years like the years by Kadim, The lonely prisoner, Oh Allah, I pray to you to fulfil my prayers, Through the loving memory of Babul Hawaij, The gate to wishes and prayers, Let me go to his door and raise my hands in Khadimiya, And my tears flow for the torture he endured.
  22. Is there a Di'Bil here, who can compose a line or few lines? Establishment of Majalis to commemorate the events of Karbala’ https://www.al-islam.org/story-of-the-holy-kaaba-and-its-people-shabbar/eighth-imam-ali-ibn-musa-al-ridha#establishment-majalis-commemorate-events-karbala https://www.al-islam.org/nafasul-mahmum-relating-heart-rending-tragedy-karbala-shaykh-abbas-qummi/dispatching-household-ahlul#entry-household-madinah-and-their-mourning-upon-imam-husayn https://www.al-islam.org/life-imam-ali-bin-musa-al-ridha-baqir-shareef-al-qurashi/chapter-16-affairs-imam-khurasan#immortal-poem-dibil https://www.al-islam.org/life-imam-ali-bin-musa-al-ridha-baqir-shareef-al-qurashi/chapter-16-affairs-imam-khurasan#text-poem ***** https://www.al-islam.org/articles/two-poems-about-ashura-zehra-naqvi#night-ashura’ https://www.al-islam.org/articles/two-poems-about-ashura-zehra-naqvi#there-anyone-help-you
  23. The sad heart has arrived, The eye filled with tears have arrived. Has arrived the Month of Aza, The Army of Hussain has arrived An Army Dressed in Black, Beating their Chest for their Master Through out the night they recite elegies of their Master O My Master, O You who sacrificed everything O Thirsty Prince
  24. Allama Iqbal said: Dasht-e-Karbal mein khara soch raha tha Islam Faida kiya huwa kafir ko musalman ker kay ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Daag-e-sajood agar teri payshani per huwa tou kiya Koi aisa sajda bhi ker kay zameen per nishan rahay ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Zarurat torr deti hey guroor-o-bay-niyazi ko No hoti koi majboori tou har banda Khuda hota ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Bayan sir-e-shahadat ki agar tafseer ho jaye Musalmano ka qibla Roza-e-Shabbir ho jaye Masjid ki safon se kabhi maqtal ki taraf dekh Tauheed tujhay shabbir kay sajdon mein milay gi Mita do zulm wahan se jahan jahan bhi dikhay Is se behtar nahi hoga inteqam-e-Husain ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Sonay do agar wo so raha hey ghulami ki neend mein Ho sakta hey wo khuwab azaadi kay dekh raha ho ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Bazoo per bharosa hey tou insaaf na maango Is dour mein pachtao gey zanjeer hila ker ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Yeh Ibadat-e-Khuda hey sodagari nahi hey ghafil Aey bay-khabar jaza ki tamanna bhi chorr dey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Juloos-e-Aza mein matamdari kerna Muhabbat-e-Husain hey Aur musallay per ibadat kerna Maqsad-e-Husain hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Masjid ki safon se kabhi maqtal ki taraf dekh Tauheed tujhay Husain kay sajday se milay gi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Wo sajda rooh-e-zameen jis se kaanp jati thi Usi ko aaj tarastay hain mimber-o-mehraab ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Islam ko fana se bachanay kay waastay Qudrat ne Karbala mein pukara Husain ko ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Khuda ko bhool gaye log fikr-e-rozi mein Iqbal Talash rizq ki hey aur Raziq ka khayal nahi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said (count girls’ names in this poetry): Wohi guftagu ka andaz wohi Shaista lehja Neelam jaam hey Feroza deedar lehja Zuban mein Tarannum-e-Nighat ghazali Naghma dil awaz Seema lehja Shireen kalaam per Shama Mehjabeen Tabassum se Roshan Aara jamal lehja Naseem chali tou pheyl gai Khushbu charsoo Aur Gul-e-Rukh se Nuzhat Mehak lehja Pyar ki Tehreem ko Sehar tak andaz likha Aur Farheen kay chaman sa ujala lehja ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Ya Allaah! Is dasht kay sehra ko samandar ker dey Ya meri aankh kay har ashk ko patthar ker dey Aey Allaah mein aur nahi kuch Tujh se maangta Meri chadar meray payron kay brabar ker dey Mujhay gayr na ley ye aatish-e-dunya kaheen Mujh per Apni Rehmat ka saya ker dey Mujhay khaak na ker dey meri hasti ka ghuroor Mujhay meray nafs se moutabar ker dey Aey Khuda meri duaon mein wo asar ker dey Maangu mein Tujh se qatra aur Tu samandar ker dey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Nabi jo hota meray baad tou umar hota Ajeeb baat ye yaaron ne aam kerdi hey Mujhay yaqeen hey Iqbal meray Allaah ne Isi liye tou Nabuwat tamam kerdi hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Masjid Khuda ka ghar hey peenay ki jagah nahi Kafir kay dil mein ja wahan per Khuda nahi Ahmed Faraz said: Kafir kay dil se aaya hoon mein ye dekh ker Khuda mojood hey wahan magar usay pata nahi Sahil said: Dil-e-kafir mein Khuda tou hey lekin Khof-e-Khuda nahi Ghalib, Iqbal aur Faraz ko shayad pata nahi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo Jo raaz na rakh paye hum-raaz badal dalo Tum ne bhi suni hogi bari aam kahawat hey Anjam ka ho khatra aghaz badal dalo Pur-soz dilon ko jo muskan na dey paye Sur hi na milay jis mein wo saaz badal dalo Dushman kay iradon ko hey zahir agar kerna Tum khel wohi khelo andaz badal dalo Aey dost karo himmat kuch door sawera hey Agar chahtay ho manzil tou perwaz badal dalo ---------------------------------------------------- Kisi ne Allama Iqbal se poocha: Aqal ki inteha kiya hey? Allama Iqbal replied: Heyrat. Phir poocha: Heyrat ki inteha kiya hey? Allama replied: Ishq. Phir poocha: Ishq ki inteha kiya hey? Allama replied: Ishq La-Inteha hey. Phir poocha: Magar aap ne likha hey “Teray ishq ki inteha chahta hoon”. Allama replied: Tou doosray misray mein apni ghalti ka aiteraf kiya hey “Meri saadgi dekh kiya chahta hoon”. ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Basher ki sar-bulandi mein bhi koi raaz hota hey Jo sar dey dey sar-e-maydaan wo sarfaraz hota hey Jahan per khatam hoti hain hudood-e-aqal-e-insaani Wahan se Murtaza ki shan ka aghaz hota hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Mein faqeeron se bhi kerta hoon tijarat aksar Jo ek paisay mein laakhon ki dua detay hain ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Goongi ho gai aaj zuban kuch kehtay kehtay Hich-kicha gaya mein khud ko musalman kehtay kehtay Ye baat nahi kay mujh ko Us per yaqeen nahi Bas dar gaya khud ko sahib-e-emaan kehtay kehtay Tofeeq na hui mujhay ek waqt ki namaz ki Aur chup huwa moazzin azaan kehtay kehtay Kisi kafir ne jo poocha kay ye kiya hey maheena Sharam se paani huwa mein Ramzan kehtay kehtay Meray shelf mein gard se utti Kitaab ka jo poocha Mein garrh gaya zameen mein Quran kehtay kehtay Ye sun ker chup saadh li Iqbal phir us ne Youn laga jesay ruk gaya ho mujhay heywaan kehtay kehtay ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Shikwa-e-ashk nahi jurrat-e-guftaar nahi Meray haathon mein koi jabr ki talwaar nahi Ibn-e-Adam hoon Husain se muhabbat ki hey Aag ka chaand ka patthar ka paristaar nahi Aey Khuda mujh ko ibadat kay evaz meri muhabbat dey dey Mein Teri kisi jannat ka khareedaar nahi Jis ne Husain se muhabbat hi na ki ho Iqbal Dar-haqeeqat wo Khuda ka bhi talabgaar nahi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Na murawwat na muhabbat na khuloos hey Iqbal Mein tou sharminda hoon is dour ka insaan ho ker ---------------------------------------------------- Shikwa: Roz-e-hashar mein baykhoof ghuss jaon ga jannat mein Waheen se aaye thay Adam wo meray baap ka ghar hey Jawab-e-Shikwa: In aamaal kay sath tu jannat ka talabgar hey kiya Wahan se nikalay gaye thay Adam tou teri auqaat hey kiya (Allama Iqbal) ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Baat sajdon ki nahi khuloos-e-niyat ki hoti hey Iqbal Aksar log khali hath lout aatay hain har namaz kay baad ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Aatay hain aksar samandar mein toofan is liye bhi Jab yaad aati hey samandar ko piyasay Husain ki ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Sajdon kay ewaz firdous milay ye baat mujhay manzoor nahi Baylos ibadat kerta hoon banda hoon Tera mazdoor nahi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Tu haqeeqat se hey baykhabar na dekh Ali ko mijaz mein Ye wo shabista raaz hey jo na aaye ga teray dimagh mein Dar-e-Zahra per rakhna jo sar tou awaaz aai O Baykhabar Teray wo bhi sajday ada huway jo qaza huway thay namaz mein ---------------------------------------------------- Allama Iqbal ek din kaheen ja rahay thay kay raastay mein un ki nazar ek Hindu Larki per parri, larki bohat khoobsurat thi, Allama Iqbal usay baray ghor se dekh rahay thay. Hindu Girl said: Apnay se ooncha jo sanam dekhtay hain Zindagi mein ranj-o-alam dekhtay hain Allama Iqbal replied: Na tujh se garz hey na teri surat se garz Hum tou Bananay Walay ka qalam dekhtay hain ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Parindon ki dunya ka darvesh hoon mein Kay shaheen banata nahi aashiyana ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Sonay do agar wo so raha hey ghulami ki neend mein Ho sakta hey wo khuwab aazadi key dekh raha ho ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Kosar ki salasal ka dawa na kijiye Mehfil mein reh ker gham ka adawa na kijiye Zillat ki zindagi se behtar hey laakh mout Choti si zindagi per roya na kijiye ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Safar-e-Shaam likha aur qalam torr diya Gham-e-Sarkar likha aur qalam torr diya Ek unwaan liya piyas ka likhnay kay liye Likh liya naam-e-Sakina aur qalam torr diya Ek unwaan mila mujh ko jawani per likhoon Naam Akbar ka likha aur qalam torr diya Socha unwaan-e-wafa per bhi zara ghor karoon Lafz Abbas likha aur qalam torr diya Kiya karoon soch mein unwaan baray aatay hain Hath seenay per rakha aur qalam torr diya Likhta chadar per magar mujh ko jurrat na hui Jee bhar kay aansu bahaye aur qalam torr diya ---------------------------------------------------- Kuch log Allama Iqbal kay ek shair ko aisay likhtay hain: Royen wo jo munkir-e-shahadat-e-Husain hain Hum zinda-o-javed ka matam nahi kertay Allama Iqbal kay asal ashaar ye hain: Apna koi marta hey tou rotay ho tarap ker Per Sibt-e-Payamber ka kabhi gham nahi kertay Himmat hey tou mehshar mein Payamber se ye kehna Hum zinda-o-javed ka matam nahi kertay Aansu na bahao kay ye zaib hey tum ko Qatil kabhi maqtool ka matam nahi kertay ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Ehsas-e-Karbala tujhay ho jaye ga ek din Tanha kisi azeez ki maiyyat utha ker dekh ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Mar ja Furaat apnay hi paani mein doob ker Piyasa chala gaya hey teray paas se Husain ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Jin kay aangan mein ameeri ka shajar lagta hey Un ka har aib zamanay ko hunar lagta hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Tu haqeeqaton se hey baykhabar na dekh Ali ko mijaz mein Ye wo shabista raaz hey jo na aaye ga teray dimagh mein Dar-e-Zahra per rakha jo sar tou awaaz aai O baykhabar Teray wo bhi sajday ada huway jo qaza huway thay namaz mein ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Ishq qatil se bhi maqtool se hamdardi bhi Ye bata kis se muhabbat ki jaza maangay ga Sajda Khaliq ko bhi iblees se yaarana bhi Hashr mein kis se aqeedat ka sila maangay ga ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Jannat ki sair ker raha tha kay raat ho gai Subah jab aankh khuli tou sar Maa ki aagosh mein tha ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Hansi aati hey mujhay hazrat-e-insaan per Amal karay khud aur lanat bhejta hey shaytan per ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Tum haya-o-shariyat kay taqazon ki baat kertay ho Hum ne nangay jimson ko malboos-e-haya dekha hey Hum ne dekhay hain ehraam mein liptay kaee iblees Hum ne maykhanay mei kaee bar khuda dekha hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Teray sajday kaheen tujhay kafir na ker dein Aey Insaan Tu jhukta kaheen aur hey aur sochta kaheen aur ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Shikwa-e-ishq nahi jurrat-e-guftar nahi Meray hathon mein koi jabr ki talwar nahi Ibne Adam hoon insaan se muhabbat ki hey Aag ka chaand ka patthar ka paristar nahi Mein ne maana kay tu Yousuf sa haseen hey lekin Ye mera dil hey koi Misr ka bazaar nahi Aey Khuda mujh ko muhabbat dey ibadat kay aiwaz Mein tou Teri kisi jannat ka khareedar nahi Jis ne insaan se muhabbat hi na ki ho Iqbal Dar-haqeeqat wo Khuda ka bhi talabgar nahi ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Baqa-e-Toheed tha wo Karbala mein aakhri sajda Agar wo takheer kerta tou Khuda tabdeel ho jata ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Dil pak nahi tou pak ho sakta nahi insaan Warna iblees ko bhi aatay thay wuzu kay faraiz bohat ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Kiya huwa jo teray maathay per hain sajdon kay nishan Koi aisa sajda bhi ker jo zameen per nishan chorr jaye ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Kaabah-o-Quraan ko jo dekha hey ghilaf mein liptay Ab mein samjha hoon kay perday ki fazeelat kiya hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Aa tujh ko bataon mein taqdeer-e-umam kiya hey Shamsheer-o-sina awwal, taoos-o-rubab aakhir ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Teray aamaal se hey tera pareshan hona Warna mushkil nahi mushkil aasaan hona Dona aalam per hukumat ho teri aey musalman Tu samajh jaye agar apna musalman hona ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Mat ker khaak kay putlay per ghuroor-e-bayniazi itni Khud ko khudi mein jhaank ker dekh tujh mein rakha kiya hey ---------------------------------------------------- Allama Iqbal said: Zameer jaag tou jata hey agar zinda ho Kabhi gunah se pehlay kabhi gunah kay baad ----------------------------------------------------
  25. Salaam Alaykum. Eid Mubarak!! On these blessed days of Eid, together let's stand. https://soundcloud.com/thesoulfulpoet/standpoem
  • Recently Browsing   0 members

    • No registered users viewing this page.
×
×
  • Create New...