Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله

khakay batool

Advanced Members
 • Content Count

  897
 • Joined

 • Last visited

 • Days Won

  1

Posts posted by khakay batool


 1. جب تم کچھ حاصل کرنا چاہو اور وہ تم کو نہ ملے

  تو یہ بات سمجھ لو کہ ''کسی اور کی دعا میں تمہاری دعا سے زیادہ اثر ہے''..

  es ke tu matlab ye hovay ke hamari naai BMW men koi aur ghoom raha hai es waqt!!! :(

  Allah karay roz subah charon pahiyon ki hava khud ba khud nikal jaya karay......

  :P

  hahaha

  aysay hota hai

  hmm its not badwa apki demand he itni hoti hai :DD

  خودی پہ مان اتنا ہے کبھی مڑ کر نہیں دیکھا

  جسے که دوں کہ میرا ہے اسے ہونا بھی پڑتا ہے

  :)


 2. salam,

  جب تم کسی کو حاصل کرنا چاہو اور وہ تم کو نہ ملے

  تو یہ بات سمجھ لو کہ

  ،، تمہیں اپنے رب سے کوئی اور مانگ رھا ھے ،،

  اور اس کی دعا میں تم سے زیادہ اثر ھے

  Nahhhhhhhhhhhhhhhhhiiiiiiiiiiiiiiii

  kabhi nahi............hergiz nahi..

  Allah na karay...

  ye tu khuli bad dua hai!!!

  hai ke nahi?

  :(

  ws


 3. Asalam Aleykum,

  Yahan 9 Rabi ul Awal ke hawalay se aap koi bhi nazrana share ker saktay hain. ashaar, qataa, salam, manqabat, nasr.

  Hum apni Bibi Janab Fatima (as) Bint e Rassol (pbhu) aur Maula Hazrat Syed Sajjad (as) ke huzoor,baad az salam aqeedat, tehniyat paish kertey hain.

  hamari janib se tamam sugwaran Imam Sajjad (as) ko Eid Zehra (as) mubarak ho.

  ÓÊÑ ÏäæŸ Ê˜ Çä ˜ÿ ãÕÇÆÈ À Ñæۓ ÀیŸ

  æÀ ÎæÔ Àæÿ Êæ ÂÌ ÒãÇäÿ ˜ی ÚیÏ Àÿ

  یÇ ÑÈ äÀ ãæãäæŸ ˜ی ÎæÔی ˜æ äÙÑ áÿ

  ÒÀÑÀ ˜ÿ ÓææÇÑ ªÑÇäÿ ˜ی ÚیÏ Àÿ.

  ws


 4. Qatilaan e Hussain a.s se Intiqam siyasi maqsad ke laye leya gaya ya hub e Hussain a.s tha?

  Agar Intiqam takhat ke laye nahi tha tu Muslim bin Aqeel a.s ke shahadat ke waqt wo kahan thy kaha jata hai ke wo us din kufa ke shaihir se bahir thy?

  Mukhtar aur Suleman alkhurzai alag alag Q lary?

  Qatilaan e Hussain a.s ko maarnai ke bad Ibrahim ibne Malik e Ashtar se Ekhtilaf Q paida howa?

  Jab kufa ke logon nay Qatilaan e Hussain a.s ka badla lainay ke laye Ahle baite ke gharany ki tarf se Ijazat lainay ke sharth Rek dee tu Mukhtar Imam Zain ul Abdeen a.s se Ijazat Q nahi lee?

  Mukhtar ka beta Imam Baqir a.s ke pas ata hai aur kahta hai ke kufa ke log maray walid Mukhtar ko jhota kahtay hay may app ke Zabaan e Mubarak se Haqeeqat janna chahta hon Q?

  YEE AISY SAWALLAT HAI JIN KA JAWAB MAI 2 SAAL MAY NA DOHND SAKA...

  Jab mukhtar jail mai thy tu mesam e tamar bhi usi zandan mai qaid thy.

  Mukhtar ke Aank ka zakham dek ker Mesam e tamar usy yee kah ker basharat dee "mujhay ap ke aank ka zakham ghalt fehmi mai mubtila ker deeta hai tum bary kam ke laye mab'us keye gaye ho sheetan se bach ke rehna aur pawon ke aik ghara aye ga wo tumhain jahanum tak lee jai ga. Mukhtar nay us ke bad Qatilaan e Hussain a.s se Intiqam ka elaan kiya. Jahan tak Imam e waqt a.s se ijazat nama ka sawal hai wo us waqt ke kufa ke un logon ka motaliba tha.

  Wo logon yee tasali chahty thy ke wo jo bhi qadam utaain wo asool e Imamat ke khailaf na ho.

  Jahan tak mai nay research ki hai Imam a.s nay ijazat iss laye nahi dee ke tareekh dan kal ko yee lek daingay ke karbala ka badla leya gaya aur Imam a.s aisa nahi chahtay thy Qk yee gharana hamesha se Maaf kernay per mashoor hai.

  salam,

  ye jumlay qari ko confuse ker hey hain!

  jab Mukhtar ijazat lenay nahi gaiye tu phir koun gaya tha ijazat lenay jis ko Imam (as) ne ijazat nahi di??

  ws


 5. salam,

  ye theek hai ke Mukhtar ne Imam e Waqt (as) se baqaida ijazat nahi li.

  Laikin ye sawal ab bhat porana sa lagta hai. ab es ko yun sochna chahiye ke Imam Waqt, Hazrat Zain ul abideen (as) ne Mukhtar ko koi tanbhi kioun nahi bhaiji aur na roka na hi wapas bulaya!!!

  9 Rabi ul Awaal ka din Eid e Zahra (as) ke naam se na manaya jata agar Hazrat Zain Ul Abideen (as) us laeen ka sir dekh ker nahi muskoratay. Maula (as) ki muskorahat es baat ki dosri daleel hai ke Maula (as) Mukhtar se razi thay.

  es baray men hum etna hi samjh paiyen hain

  shukriya.

  ws


 6. ÇÝÓæÓ äÈی ÒÇÏیæŸ ˜Ç ÔÇã ãیŸ ÌÇäÇ¡ ÓÌÇÏ Óÿ æªæ

  ÓÑ ääÿ æÀ ãÇŸ ÈÀäæŸ ˜Ç ÏÑÈÇÑ ãیŸ ÌÇäÇ¡ ÓÌÇÏ Óÿ æªæ

  ªÊی ʪی äÈی ÒÇÏی äÈی ÒÇÏی ˜ÿ یªÿ¡ ˜Ó ÔÑã æ ÍیÇ Óÿ

  ÏÑÈÇÑ یÒیÏی ãیŸ æÀ ÒیäÈ ˜æ ÑáÇäÇ¡ ÓÌÇÏ Óÿ æªæ

  ÈیŠªÿ Àæۓ ÓÈ ˜ÑÓیæŸ ÿ ªæŠÿ Èšÿ ʪÿ¡ ÓÌÇÏ ˜ªšÿ ʪÿ

  ÓÑ ØÔÊ ãیŸ јª ˜Ñ æÀ ÒیäÈ ˜æ ϘªÇäÇ¡ ÓÌÇÏ Óÿ æªæ

  ÌÈ ÈÇáی Ó˜یäÀ ˜æ ÛÓá ÏیÊی ʪی ÛÓÇá¡ ÓÈ ˜Ç 滂 ÈÑÇ ÍÇá

  ÇÓ äääªی Óÿ ÑÏä À äÔÇä ÑÓی ˜ÿ ÇäÇ¡ ÓÌÇÏ Óÿ æªæ


 7. Pursa e Imam Syed Ul Sajedeen Ibn Al Hussain (as)...

  ãیŸ ÓæÊی ÀæŸ ˜ÿ ÚÇÈÏ ˜Ç ÍÇá ˜یÇ Àæ Ç

  ÇÓیÑ Àæ ˜ÿ æÀ ÌÈ ÔÇã ãیŸ یÇ Àæ Ç

  ÓäÇ Àÿ ÔÇã ãیŸ ÌÇÊÿ Àی Îæä Ñæäÿ áÇ

  äÀ ÌÇäÿ ÔãÑ äÿ ÇÓ æÞÊ ˜یÇ ˜ÀÇ Àæ Ç

  áÿ ˜ÿ ØæÞ äÿ ÚÇÈÏ ˜æ ˜یÇ Ìª˜äÇ ÊªÇ

  æÀ Çäÿ ˜ªæÆÿ Àæۓ áÚá ªæäÊÇ Àæ Ç

  æÀ Ϙª ÇŠªÇÆÿ ÀیŸ ÓÌÇÏ äÿ ÍÓیä ˜ÿ ÈÚÏ

  ã̪ÿ یÞیŸ Àÿ ˜À ÇÈ Ê˜ Ȫی Ñæ ÑÀÇ Àæ Ç

  Ìæ ÛæÑ ˜یÌیÿ Êæ ÚÇÈÏ ÈÔÑ äÀیŸ áÊÇ

  ãیÑÿ ÎیÇá Óÿ Ϙª ÏÑÏ ˜Ç ÎÏÇ Àæ Ç


 8. Salams,

  Jab kisi ki taraf se dil bohat dukhi ho tu us waqt us ki muhabbatain, us ki inayatain aur us ki be-los guidence yaad karo.......aur khabardar us ko dukhi dil ke saath bud dua na dena. suntey hain ke aisi bud dua foran qubool hoti hai. mubada, tum khud apnay dil se majboor ho ker us se wabasta rehey tu us ki takleef dekh ker tum khud chain se ji nahi pao gaqy!!!

  mushkil kaam hai na...

  :)

×
×
 • Create New...