Jump to content
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!) ×
Guests can now reply in ALL forum topics (No registration required!)
In the Name of God بسم الله

khakay batool

Advanced Members
 • Content Count

  897
 • Joined

 • Last visited

 • Days Won

  1

Everything posted by khakay batool

 1. Salams, Jab kisi ki taraf se dil bohat dukhi ho tu us waqt us ki muhabbatain, us ki inayatain aur us ki be-los guidence yaad karo.......aur khabardar us ko dukhi dil ke saath bud dua na dena. suntey hain ke aisi bud dua foran qubool hoti hai. mubada, tum khud apnay dil se majboor ho ker us se wabasta rehey tu us ki takleef dekh ker tum khud chain se ji nahi pao gaqy!!! mushkil kaam hai na... :)
 2. salams, hamaray pasandeeda shayer ka lajawab kalm!!! H&S bhi yaad agaiye saath saath..... :( Allah karay jahan bhi hon..khairiyat se hon aur khush hon...inshaAllah. ws
 3. salam, Mohsin Naqvi...........kiya achay shair they!! ws
 4. salam, aur kisi ne kuch add kerna hai es saal 2011-2012 men......?
 5. Salams, Khush naseeb hain wo log jo es saal phir, Alam e Abbas (as) baland ker ke, Imam Hussain se tajdeed wafa ka ehed karen gain. Parwerdegar, sab shiyan e EhlayBait (as) ko mehfooz aur salamat rakhay. ameen. Es saal kis Zakir/zakira ko sab se ziyada suna jaai ga? Aajkal hum kis mashhoor zakir/zakira ke ehed men hain? agar kisi ko maloom ho choka hai ke kis Imam Bargah men, koun Zakir/Zakira, pehla Ashra parhain gain, tu plz share karain. ws
 6. salam, Alay Imran, (admin) ne aik thread, Ruhaniyat per shoro kiya tha...khud un ke apnay jazbaat o khayalaat thay us thread men . kafi arsa hogaya....us waqt wo kuch kuch wohi sab mehsoos ker rehey thay jin marahil se hum guzar rehay thay...laikin afsoos,,,,wo hum se miss ho gaya. ab yaad hi nahi ke kahan parha tha!! agar aap ko es topic per kuch nazar ayaie tu plz nishandehi kijiyie ga...hum shukr guzaar hon gain....es barey men kisi ke personal khayalaat jann ker ziyada wazahat aur tasalli hoti hai......kitabain............information rakhti hain jazbaat nahi.... ws
 7. salams, ji....post delete nai hovi...kiuonke hum ne bhi haqq ki kahi thee aur aap ko tu pata hi hai ke jo haqq per hai wo kis ke saath ho ga!! :P hamara saath denay ka shukriya M.N.A. ji... :) dekhain ye thread yahan kuch ronaq barhanay ke liyie shoro kiya gaya tha.....kuch muskurahatain bikharney ke liyie....es forum ko khushgawar bananay ke liyie.....aap sab ke liyie hai...aap hissa len gain tu ye sab mumkin hai na!! aap ko nahi hum ko aap ki posts ka intezar rehey ga.......janaab!! title agar hamari samajh men agaya hota tu likh chokey hotey......aik adh mashwara sab den tu shayed samajh men aAiyie... ab naam etna bara ho gaya hai tu zimmaydari bhi bardh gaiyie ho gi......Mubarak ho.....esi liyie kum kum nazar ati hain ab aap!! :) ws
 8. salams, ok,,,,,tu ye kaam tu sirf admin office hi ker saktey they ke dono #2 aur #3 posts delete ker detey aur chonkey #2 post kisi naiyie id ki pehli post thee....es liyie ab shak, yaqeen men badal liya jaiyie tu koi muzaiqa nahi hai. hum jitni koshish kertey hain es forum ko pur ronaq rakhnay ki, filhaal, wo shayed hum hi jantay hain....agar kisi ko es thread ka idea pasand nahi aya tha tu muhazzab alfaaz men likh sakta tha apni feelings laikin ye aik entehaai ghair ikhlaqi aur neech rawaya tha jis kisi ki taraf se bhi tha. aur hum es ki mazammat kertay hain....admins hi agar aisa kernay lagay to dosron ko kiya kehen gain!!! hum ko yaqeen hai ab hamari ye post bhi delete ker dee jaoiyie gi...... wesey us add men se do jotay hum ko behad pasan aiyie thay 5 inch heel walay.......us shakhs ke liyie jis ne wo post yahan bhaiji thee...as a ''thank you dear''... ws
 9. Assalam Alaykum, ye aik bilkul naya silsila hai..inshaAllah aap sab ko pasand aiyie ga...es men shareek ho ker khud bhi hansain aur dosron ko bhi hasaain!! Silsila kuch yun hai ke........aap ne mukhtalif shairon ke misray mila ker, naiye ashaar banay hain!!! yani agar pehla misra ghalib ka hai tu dosra misra Wasi shah ka laga ker koi naya shair takhleeq karain..!! aisa kerney men aksar bohat mazahiya aur mazaydaar ashaar zahoor pazeer hotay hain. ab aap sab ki jidda ka imtehan hai....dekhain kiya goal maal bana ker paish kertey hain!!! aik aur guzarish hai...es thread ka naam kiya hona chahiye ye hamari samajh men nahi aaraha hai...es ke liyie sab Admins aur aap sab ke mashwaron ka intezaar rehey ga. hum en do misron se shoro kertey hain.... ÀÒÇÑæŸ ÎæÇÀÔیŸ ÇیÓی ˜ÿ ÀÑ ÎæÇÀÔ ÿ Ïã ä˜áÿ Ïá äÇÏÇ'ä Ê̪ÿ ÀæÇ ˜یÇ Àÿ!! :)
 10. salam, Islami tehwaar, naya chand honay per munhasir hain. es liyie chonkey her mulk men chand aik sath nahi dekha jata............tehwarr bhi mutalif dino men manaiye jatay hain... ws
 11. Assalam alaykum, hamari janib se aap sab ko Eid Mubarak ho. ws
 12. ÒÑ Æی Àÿ Ìæ Ïá Ñ ˜Óی Óÿ ˜یÇ ˜ÀäÇ ÀæÇ ÔÇã ÇÓÿ äÏ ÍÑÝ ÌÇ ˜ÀäÇ æÀ ÎæÔÈæŸ ˜Ç ãÓÇÝÑ ¡æÀ ÑæÔäی ˜Ç ÓÝیÑ ˜ÀیŸ ãáÿ Êæ ÀãÇÑی ÇÓÿ ÏÚÇ ˜ÀäÇ
 13. Çی åÑÀ ÒیÈÇÆÿ Êæ ÑÔ˜ ÈÊÇä ÂÐÑی åÑäÏ ˜å æÕÝÊ ãی˜äã ÏÑ ÍÓä ÇÒ Âä ÒیÈÇ ÊÑی åÑÒ äå ÂیÏ ÏÑ äÙÑ äÞÔی Ò ÑæیÊ ÎæÈ ÊÑ ÔãÓی äÏÇäã یÇ ÞãÑ ÍæÑی äå ÏÇäã یÇ Ñی Êæ ÇÒ Ñی ÇȘ ÊÑی ÇÒ ÈÑ á äÇÒ˜ ÊÑی æ ÒåÑ å æیã ÈåÊÑی ÍÞÇ ÚÌÇیÈ Ïá ÈÑی ÂÝÇÞ åÇ ÑÏیÏå Çã ãåÑ ÈÊÇä æÑÒیÏå Çã ÈÓیÇÑ ÎæÈÇŸ ÏیÏå Çã áی˜ä Êæ یÒö ÏیÑی ÚÇáã åãå یÛãÇÆی Êæ ÎáÞی ÌåÇä ÔیÏÇÆی Êæ Çی äÑÓ ÑÚäÇی Êæ ÂæÑÏå ÑÓã ˜ÇÝÑی Çی ÑÇÍÊ æ ÂÑÇã ÌÇä ÈÇ ÞÏ Êæ ÓÑæی ÑæÇä Çیä ÓÇä ãÑæ ÏÇãä ˜ÔÇŸ ˜ÇÑÇã ÌÇäã ãی ÈÑی ÚÒã ÊãÇÔÇ ˜ÑÏå Çی Âåä ÕÍÑÇ ˜ÑÏå Çی ÌÇä æ Ïá ãÇ ÈÑÏå Çی ÇیäÓÊ ÑÓã Ïá ÈÑی ÕæÑÊ Ñی äÞÇÔ یä Êæ ÕæÑÊ یÇÑã ÈÈیä یÇ äÞÔ˜Ô Êæ Çیä äیä یÇ Êј ˜ä ÕæÑÊÑی ãä Êæ ÔÏã Êæ ãä ÔÏی ãä Êä ÔÏã Êæ ÌÇä ÔÏی ÊÇ ˜Ó äå æیÏ ÈÚÏ ÇÒیŸ ãä ÏیÑã Êæ ÏیÑی ÎÓÑæ ÛÑیÈ ÇÓÊ æ ÏÇ ÇÝÊÇÏå ÏÑ ÔåÑ ÔãÇ ÈÇÔÏ ˜å ÇÒ ÈåÑ ÎÏÇ ÓæÆÿ ÛÑیÈÇŸ ÈäÑی ********************************************
 14. کیا خوب آدمی تھا خدا مغفرت کرے :cry:
 15. ok....i am all for the protest...........what do we do now???? :P last time they improved the SC it took few months. many people thought they lost there PMs and threads and posts. i was one of them! but in time it all came back. it will all work out inshaAllah,just wait and see. uff....my eyes are hurting now!!!!! :P have to go........ BTW.....what is that 'green bar' in our profiles???????? ....i think they are starting that 'like' and 'dis like' buttons again!! this is baaaaaaaaaaaaaaddddddd!!!!!!! ws
 16. Do you guys think they are still working at it?
 17. salam, i don't like the new look and i want the old one back!!! this is so disturbing! :(
 18. ’’ÂÆیäÀ Êã ˜æ Ïی˜ªÇیÇ Êæ ÈõÑÇ ãÇä Æÿ’’
 19. (salam) SHAB E MIRAAJ MUBARIK HO SAB KO!!! kal ka roza, saal ke chaar behtareen rozon mien se hai. eltemas e dua ws
 20. Happy Birthday dear sis.... :). well, have a blast!!!

  we all miss you a lot in Urdu forum!!

  ws

 21. salam and welcome... oh please don't ever go back they will make a 'haleem soup' out of you now!!! Maula ajr ata karen aap ko.. ws
 22. salam, whats wrong in taking a istekhara for marriage!! its just like asking for anything else that you were not sue of. up till now this has been done regularly by our Alders too. can you quote any Alim on this? and by the way, even if you are sure that you want to marry a certain person [or for any other questions], istekhara is still taken out just to ask for Allah's blessings in this matter!!! good luck. ws
 23. ÅöäóøÇ áöáøåö æóÅöäóøÜÇ Åöáóíúåö ÑóÇÌöÚæäó
 24. SALAM AND MUBARAK TO ALL MUSLIMS AND FRIENDS OF EHLAYBAIT [AS] and a very very... HAPPY BIRTHDAY to my BIBI<JANAB E SYEDA FATIMA ZAHRA (as).. :wub: WS
×
×
 • Create New...