salamunalaikum nisbat daynay ka ikhtiar hum ko nahe.... Yeh ikhtiar Allah ko hai.. Rasool ko... ya Ayemma ko maslan... aap kisi larki ko apni behan kehtay rahain.... vo aap ki behan us waqt tak nahe hosakti jab tak uska baap apka baap ya uski ma aapki maa na ho.... aap us larki say nikkah bhi kar saktay hain hala k agar vo aap ki behan hoti tou aap us say nikkah nahe kar saktay thay 2) Quran ko pages par likhnay ki sunnat humko Ayemma say mili hai... usko choomnay ki sunnat humko Ayemma aur rasool say mili hai... Kya aap bata saktay hain k Alam, Zuljinnah ya taboot (vo bhi jali) ko choomnay ki