ya rab mera har lafz dia aisa banade jo munkire zahra ke kalejon ko jalade ham Fatima Zehra ki, duaon ka asar hai himmat nahi duniya main, tashaiyon ko mita de Zehra se taqabul to badi baat hai naadan tareeq mein tu hamsare, fizza hi dikha de voh laanti hai jisse bhi raazi nahi zehra laakh usko zamana razi,Allah banade ham sabh hai turabhi na ulajh hamse zamane mitthi me miladenge tere saare irade kia rakkha hai islaam me ho jaega maloom ik pal to agar Fatima, zehra ko hatade zehra se agar itna hasad hai tujhe baaiz Quran se tu surae kauthar ko mitade ho jaegi tam dasti teri khatm yaqeenand abbas e alamdaar ki bas nazr dilade khud fatima zehra bhi duaen tujhe dengi bas shart hai ghaazi ka alam ghar pe lagade jibreel takallum me jo ashaar kahen hai lejake inhe ash ki mehfil me sunade ya rab mera har lafz dia aisa banade jo munkire zehra ki kalegon ko jalade