Usay apnay ferda ki fiker thi wo jo mera wakif-e-kaar tha Wo jo us ki subh-e-urooj thi wohi mera wakt-e-zawaal tha Kahan jaogay kahan aao gay mein ye pooch pooch ke thuk gaya Wo jawaab mujh ko na de saka wo tow khud hee sarapa sawaal tha Meri baat kaise wo maanta mera derd kaise wo jaanta Wo tow khud fana ke safer mey tha usay rokna bhi mahaal tha Wo jo us ke saamnay aagaya wohi roshni mey naha gaya Ajab us ki hebat-e-ishq thi ajab us ka rung-e-jamaal tha Dum-e-wapsi arey kya hua na wo roshni na wo taazgi Wo sitara kaise bikhar gaya wo jo aap apni misaal tha Wo mila tow sadiyon ke baad bhi mere lub pe koi gila na tha Usay meri chup ne rula diya jisay guftugu mey kamal tha Mere saath lug ke wo roo diya mujhe sirf itna hee keh saka Jise janta tha mein zindagi wo tow mera wehm-o-khayaal tha
(bismillah) (salam) Almighty Allah Guided her to the right path and she has also secured her "Aaqaibath". May Almighty Allah help her on every step (Aamin).........
(bismillah) (salam) Well, it is a very important topic and should be replied with great care. 'coz we have no right to discuss such matters without specific knowledge.............. Wasalaam,
(bismillah) (salam) Thanks for your kind information brother. The kid (Ali Imran) is going to be mad soon 'coz of his continuous use of pc.................Dont mind his comments........