Sign in to follow this  
Followers 0

Jashn e Wiladat e Hazrat Abbas (as)

7 posts in this topic

salam,


Janab e Hazrat Sukaina ko apnay UMMOO ka roaz e wiladat mubarak ho.

aur sadqay say es Masooma kay aap sab ko bhi wiladat e Hazrat Abbas[as] mubarak ho.[size=5][center][color="#FF8C00"]ÓáØÇä öÓÑیÑ öÍóÔóã æ ÌÇÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ
ÚÇáã ˜ÿ ÔÌÇÚæŸ ˜ÿ ÔÀäÔÇÀ ÚÈøÇÓ
ÂÆیäÀ ÊÕæیÑ یÏÇáøáÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ
ÔÈیÑ Êæ ÎæÑÔیÏÀیŸ ÇæÑãÇÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ

ÇÞÈÇá æ ÌáÇá Çä ˜Ç ÒãÇäÿ À Ìáی Àÿ
æÀ äæÑ öãÍãÏ Àÿ Êæ یÀ äæÑ ö Úáی Àÿ [/color][/center] [/size]

Share this post


Link to post
Share on other sites
[b]ABBAS means:
Ain = Alamdar-e-Sarwar ASWS
Bay = Bahadur Jawan
Alif = Aaqa-e-Umam
Seen = Saqqa-e-Haram
-----------------------------------------------------
Is se tou berh yahan koi SHER nahi hey
Abbas kay tou naam mein bhi zair nahi hey
-----------------------------------------------------
Wafa perhay jis ka kalma usay Abbas kehtay hain
Jisay sajda karay sajda usay Abbas kehtay hain
Jo hey Shabbir ki quwat Ali ko naaz hey jis per
Jisay Zehra kahein beta usay Abbas kehtay hain
-----------------------------------------------------
Abbas-e-BaWafa teri midhar mein kiya likhoon
Misl-e-Ali ya Bazu-e-Mushkil Kusha likhoon
Qaim tujh hi se silsilay hain mehr-o-wafa kay
Haq tou yehi hey tujh ko wafa ka Khuda likhoon
-----------------------------------------------------[/b]

Share this post


Link to post
Share on other sites
[quote name='khakay batool' post='1919411' date='Jul 1 2009, 01:12 PM']salam,


Janab e Hazrat Sukaina ko apnay UMMOO ka roaz e wiladat mubarak ho.

aur sadqay say es Masooma kay aap sab ko bhi wiladat e Hazrat Abbas[as] mubarak ho.[size=5][center][color="#FF8C00"]ÓáØÇä öÓÑیÑ öÍóÔóã æ ÌÇÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ
ÚÇáã ˜ÿ ÔÌÇÚæŸ ˜ÿ ÔÀäÔÇÀ ÚÈøÇÓ
ÂÆیäÀ ÊÕæیÑ یÏÇáøáÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ
ÔÈیÑ Êæ ÎæÑÔیÏÀیŸ ÇæÑãÇÀ ÀیŸ ÚÈøÇÓ

ÇÞÈÇá æ ÌáÇá Çä ˜Ç ÒãÇäÿ À Ìáی Àÿ
æÀ äæÑ öãÍãÏ Àÿ Êæ یÀ äæÑ ö Úáی Àÿ [/color][/center] [/size][/quote]

Salam Batool aapi

[color="#9932CC"]Shabbir ki khidmat ko wazifa bana lia

Saqqa e Sakina ne khazina bana lia

Qudrat ne hajato[n] ka safina bana lia

Hum ne inhen bakhsish ka wasila bana lia

Abbas Shah e dee[n] ke bazu ka naam hai

Abbas woh hai jin pe khuda ka salam hai[/color]

ws

H&S

Share this post


Link to post
Share on other sites
[b]Moj-e-darya ki rawani per likha hey Abbas
Tu zamanay mein wafaon ka khuda hey Abbas
Majlis-e-Shah mein Alam uthta hey tera aisay
Aaj bhi jesay hifazat per khara hey Abbas
----------------------------------------------------
Fatema ki akhri arzoo Abbas hey
Maqsad-e-Shabbir ki justuju Abbas hey
Hain jahan mein beymisal dono Ali kay laadlay
Shabbir agar hey namaz tou wazu Abbas hey
----------------------------------------------------
Ummul Baneen ne Betay ko baydar ker diya
Har jang fatah kernay ko tayyar ker diya
Abbas ko laga ker kalajay se bar bar
Itni duain di kay Alamdar ker diya
----------------------------------------------------
Abbas tera saani dunya mein kahan mumkin
Dunya ko jo deta hey us ne tujhay maanga hey
----------------------------------------------------
Hyder ko Mustafa ki nayabat per naaz hey
Aal-e-Mustafa ko taharat per naaz hey
Yeh maana kay Ghazi ko Imamat nahi mili
Lekin yeh woh hain jin per Imamat ko naaz hey
----------------------------------------------------[/b]

Share this post


Link to post
Share on other sites
[quote name='Your-Best-Friend' post='1937028' date='Jul 30 2009, 04:06 AM'][b]Moj-e-darya ki rawani per likha hey Abbas
Tu zamanay mein wafaon ka khuda hey Abbas
Majlis-e-Shah mein Alam uthta hey tera aisay
Aaj bhi jesay hifazat per khara hey Abbas
----------------------------------------------------
Fatema ki akhri arzoo Abbas hey
Maqsad-e-Shabbir ki justuju Abbas hey
Hain jahan mein beymisal dono Ali kay laadlay
Shabbir agar hey namaz tou wazu Abbas hey
----------------------------------------------------
Ummul Baneen ne Betay ko baydar ker diya
Har jang fatah kernay ko tayyar ker diya
Abbas ko laga ker kalajay se bar bar
Itni duain di kay Alamdar ker diya
----------------------------------------------------
Abbas tera saani dunya mein kahan mumkin
Dunya ko jo deta hey us ne tujhay maanga hey
----------------------------------------------------
Hyder ko Mustafa ki nayabat per naaz hey
Aal-e-Mustafa ko taharat per naaz hey
Yeh maana kay Ghazi ko Imamat nahi mili
Lekin yeh woh hain jin per Imamat ko naaz hey
----------------------------------------------------[/b][/quote]


Salam Ansar bhai

Buhat hi khoob, buhat hi aala Intekhab post kia aap ne. Mola Jaza e Khair ata farmayien. Aameen

ws

H&S

Share this post


Link to post
Share on other sites
Mujhay yeh dar hai aqeeday juda na ho jayein
Khatain ahl-e-khata key siwa na ho jayein
Ali key ho baho tasveer hai abbas-e-jari
Nusariyo kay kaheen do khuda na ho jayein

Share this post


Link to post
Share on other sites
[quote name='MOHIB E AHLAYBAIT' post='1937177' date='Jul 30 2009, 08:34 AM']Mujhay yeh dar hai aqeeday juda na ho jayein
Khatain ahl-e-khata key siwa na ho jayein
Ali key ho baho tasveer hai abbas-e-jari
Nusariyo kay kaheen do khuda na ho jayein[/quote]

Salam Mohib bhai

Bilkul sahi baat bayan ki aap ne. Aap ka yeh andaz aik imtiazi haysiat rakhta hai. Mola salamat rakhen aap ko.

ws

H&S

Share this post


Link to post
Share on other sites

Create an account or sign in to comment

You need to be a member in order to leave a comment

Create an account

Sign up for a new account in our community. It's easy!


Register a new account

Sign in

Already have an account? Sign in here.


Sign In Now
Sign in to follow this  
Followers 0

  • Recently Browsing   0 members

    No registered users viewing this page.