(Ya Hussayn) x8
Chand Moharram ka nazar aagaya (x2)
Basgayi Karbobala (x2)
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x4)
(Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala) x2
Ma he Moharram me ye kya hogaya (Ya Hussayn!)
Katgaya Shabbir ka suka gala…
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
1. (Mo’meena veeran Madina huwa
Hogayi abaad magar Karbala) x2
Rote hey marhad meh rasooleh khoda (Ya Hussayn!)
Rote hey marhad meh rasooleh khoda…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
2. (Hai wo Aashour wo Karbobala
Bhool na paying ahle-azaa) x2
Aale-Muhammad pethi keysee jafaa (Ya Hussayn!)
Aale-Muhammed pethi keysee jafaa…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
3. (Hogaeen pardes me barbaad diya
Behn ye karti rahi shehzadiyyan) x2
Shaam talak jaayengeh hum berida (Ya Hussayn!)
Shaam talak jaayengeh hum berida…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
4. (Jab huwe Abbas ke bazu kalam
Hogaye be aasara ahle halam) x2
Cheeni gayi baad sarun ze rida (Ya Hussayn!)
Cheeni gayi baad sarun ze rida…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
5. (Sameh me darya yuhi bahta raha
Kum ba Muhammaed ka tarap tha raha) x2
Theen shabbor roz ka paani milaa (Ya Hussayn!)
Theen shabbor roz ka paani milaa…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
6. (Behgaya jab khaat peh sheh ka lahu
Gunj rahi thi ya sada chaar suu) x2
Karthi thi faryaad ye khake shifa (Ya Hussayn!)
Karthi thi faryaad ye khake shifa…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
7. (Shaame Ghariban huwi kheymey jalay
Ahle halam khaat be behtey rahey) x2
Sayyed - e - Sajjad ka noha ye tha (Ya Hussayn!)
Sayyed - e - Sajjad ka noha ye tha…
Katgaya Shabbir ka suka gala
Haye ghazab hogaya, haye ghazab hogaya (x2)
Fatemah Zahra ka bhara gar luta
Katgaya Shabbir ka suka gala
Edited by 3alawiyeh, 25 January 2010 - 04:30 PM.













