urdu nohay with fancy graphics
#51
Posted 22 January 2009 - 05:17 PM
Islaam ka kamal hai, Bano ka naunayhal
Abroo wohee Hussain kay palkain Hussain key
Taiwar wohee Hussain kay Ankhain Hussain key
Ainay-e-jamal hai, Bano ka naunayhal
Islam key azeem shahadat key deed per
Eh karbala sallam ho kamsin shaheed per
Mar kay bhee bemisal hai, Bano ka naunayhal
Annay diya na farq eikhtar key baat mei
bayat ko dafan kar diya nehr-e-furat mei
Jung mei bhee lazawwal hai, Bano ka naunayhal
---------------------------------------------------------
Bahi ko royee kay bacho ko sambhalay zainab
Waqt matam ka bhalla kaisay nikalay zainab
Mujh say ab uthti nahi lash-e-jawan shah nay kaha
Tu nay pala hai tu hi akay utha lay zainab
cheetay hai laeen kano say sakeena kay gohar
barh kay abbas ko sahil say bula lay zainab
aye yeh halq-e-bureedan say andheray mei sada
upnay chahray ko tu balon say chopa lay zainab
fatha karna hai abhi shaam tujhey bunkay hussain
rasiyaan shoq say bazoo mei bandha lay zainab
#52
Posted 28 January 2009 - 02:38 AM
mikayl aur mohib e ahlaibait, aap dono ko muala[as] salamat rakhain. kitnay achay nuahay aur qattat share kiye aap nay.
es nuahay ko jo hum likhnay ja rahain hain, aisy tarz mai suna kay loag masaaib per itna na roy jitna khohraam es nuahay per utha.
Afsoas Nabi zadion ka shaam main jaana, sajjad say poocho
sir naangy wo maa behnoo ka darbar main jaana, sajjad say poocho
chupti thee Nabi zadi, Nabi zai kay pheechay, kis sharm o haya say
darbar-e-yazeedi main wo zainab ko rulaana, sajjad say poocho
baithay hovay sab kurcion pe chotay baray thay, sajjad khary thay
sir tasht main rakh kar wo Zainab ko dekhana, sajjad say poocho
jab bali sakina ko ghusal detee thee ghussaal, sab ka tha bura haal
us nannhi C gardan per nishaan rassi kay paana, sajjad say poocho
dorood ba haq-e-Mohammad wa Alay Mohammad[pbuhh]
Edited by khakay batool, 28 January 2009 - 02:40 AM.
#53
Posted 28 January 2009 - 10:37 AM
Kataya sajada-e-khaliq mei sir bay abb, khanjar say
Gallay miltay hoon jaisay dair say bichray houay sathi
Kuch aisay hurmula ka teer lipta halq-e-asghar say
Zara awaz do abbas ko ja kar tarayee pay
Ridain chin rahee hai zainab-o-kulsoom kay sir say
Khudaya teri duniya mei yeh kaisa inqilab aya
Kay bachay saqi-e-kausar kay pani kay liyay tarsay
#54
Posted 28 January 2009 - 11:21 AM
do sabir hain kainat andar ik abid ik shabbir ay
ik behna samnay qatl hoya
ik behna naal asir ay
ik laash utha k akbar di kar nabiyan nu heran gaya
ik chukk k laash sakina di yasrab day qabrustan gaya
bari mushkil naal hain dafan kitay - ik putar tay ik hamshir ay
pl. some1 complete...
Edited by Mikayl, 28 January 2009 - 11:25 AM.
#55
Posted 28 January 2009 - 11:34 AM
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer aye
do sabar haan qayanat andar ik abid ik shahbir ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer aye
ik lash udha kay ashgar di kur nubiyaan noo haraan gaya
ik chuk kay lash sakina di hath labda qabar da rasta rayya
badi mushkil naal hay dafan kitay ik puttar tay ik humsheer aye
do sabar haan qayanat andar ik abid ik shahbir ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer hey
muzloom hussain noo karbul vich chup gahzi a.s veer di kah gaye aye
bazarahan tay darbarahan vich sajjad noo khon rowa gaye aye
oh burqaaya mungdi shamioo toon jiday ghar uttree tahtheer hay
do sabar haan qayanat andar ik abid a.s ik shahbir a.s ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer hey
ik nayzay tay ghum karda hay zaineb(s.a) di parda dari da
karbul tu lay kay sham taayee nahi rokya khon mohari da
dowahan payeoo(baap) puttaraan nay wahkee ha duhkee zaineb a.s di tushheer aye

Yeh Qoum Fatway Azadari Per Laganay Lagi ...
#56
Posted 28 January 2009 - 02:07 PM
MOHIB E AHLAYBAIT, on Jan 28 2009, 10:37 AM, said:
Kataya sajada-e-khaliq mei sir bay abb, khanjar say
Gallay miltay hoon jaisay dair say bichray houay sathi
Kuch aisay hurmula ka teer lipta halq-e-asghar say
Zara awaz do abbas ko ja kar tarayee pay
Ridain chin rahee hai zainab-o-kulsoom kay sir say
Khudaya teri duniya mei yeh kaisa inqilab aya
Kay bachay saqi-e-kausar kay pani kay liyay tarsay
salam,
bohat umda . muala aap ko ajr ataa karain.
ws
#57
Posted 28 January 2009 - 02:20 PM
Half Saint, on Jan 28 2009, 11:34 AM, said:
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer aye
do sabar haan qayanat andar ik abid ik shahbir ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer aye
ik lash udha kay ashgar di kur nubiyaan noo haraan gaya
ik chuk kay lash sakina di hath labda qabar da rasta rayya
badi mushkil naal hay dafan kitay ik puttar tay ik humsheer aye
do sabar haan qayanat andar ik abid ik shahbir ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer hey
muzloom hussain noo karbul vich chup gahzi a.s veer di kah gaye aye
bazarahan tay darbarahan vich sajjad noo khon rowa gaye aye
oh burqaaya mungdi shamioo toon jiday ghar uttree tahtheer hay
do sabar haan qayanat andar ik abid a.s ik shahbir a.s ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer hey
ik nayzay tay ghum karda hay zaineb(s.a) di parda dari da
karbul tu lay kay sham taayee nahi rokya khon mohari da
dowahan payeoo(baap) puttaraan nay wahkee ha duhkee zaineb a.s di tushheer aye
do sabar haan qayanat andar ik abid a.s ik shahbir a.s ha
ik bahnayan samnay qatal hoya ik bahnayan naal aseer hey
ik nayzay tay ghum karda hay zaineb(s.a) di parda dari da
karbul tu lay kay sham taayee nahi rokya khon mohari da
dowahan payeoo(baap) puttaraan nay wahkee ha duhkee zaineb a.s di tushheer aye
salam,
pehlay mikayl ka shukria kay itnay achay, etnay por daard kalam ki fermaish ki aur phir, half saint, ka bhi behad shukria, pora nuha likhnay ka.
bohat bainiya aur rolanay walay alfaz hain. panjabi bohat khobsoorat zaban hai. yahan share karnay ka shukria. agar kisi ko ,
hey hey shabeer zainab da veer,
khon-e-Ali te zahrah da sheer
yaad ho tu enayat karain, bohat shukria.
muala[as] aap dono ko es ka ajr ataa karain.
ws
#58
Posted 28 January 2009 - 03:18 PM
Mikayl, on Jan 11 2009, 11:04 AM, said:
any link ?
#59
Posted 28 January 2009 - 08:51 PM
rida-e-Zainab tera muhafiz, ukharti sansoo kay darmiyan hai
Hawaon kay rukh badal rahey hai, khayam dariya say hat rahey hai
Kissi kay taiwar bata rahey hai, kay toot parnay ko asman hai
Bachashm-e-purnam bawaqt-e-rehlat, ali nay jin bazoon ko chooma
Kahee woh bazoo qalam houay hai, kahee pay ab unmei reesman hai
Sakeena key bibi ki tashnagi ka, jigar pay ub tak hai dagh baqi
Waheen waheen mashk bhee millaygi, Alam jari ka jahan jahan hai.
#61
Posted 29 January 2009 - 09:05 AM
Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka
Jab sam-e ne aata hai Ye chand-e muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka)
Ham surate zehra se, bhayi ki bicharne ki.
Khatooney kayamat-e ki (Gar baar ujar ne ki)
Rudaade sunata hai, ye chaand muharram ka
Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka
Kata hai gala logo, sehroz ke pyaase ka.
Pamaal huwa lasha (Ahmed ke nawase ka)
Har ek ko batataa. ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka)
Taswir dikhata hai, Ahmed(S) ke jawane ki.
Har shaks ko duniya me (Karbal ki kahani ki)
Tafsir batataa hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka)
Karbal ki ziyarat-e ko, jo ankh tarap ti thi.
Shabbir tere gham me (Jo ankh barasti thi)
Us ankh ko bhataa hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka)
Imran ko shabbar ko, khatun kayamat ko.
Haidar ki kasam mazhar (Sarkare risalat ko)
Turbat me rulata hai, ye chaand muharram ka
(Sughra ko rulat hai, ye chaand muharram ka)
Jab sam-e ne aata hai Ye chand-e muharram ka
#62
#65
Posted 30 January 2009 - 02:20 PM
jo kiya wada azal main wo nibhanay k liyen
kardiya majboor mujhko kar k aya hon salam
ja raha hon karbala wapis na anay k liyen
agaya wodin bhi shiddat say tha jis ka intezar
bethi hay tayyar zenab sham janay k liyen
ho gayee'n nana mukammil sab meri qurbaniyan
agaya duniya main asghar teer khanay k liyen
tarpi hay zenab abhi tak khoon rota hay chacha
phir koi inko na kehday sham janay k liyen
kanptay hain saray insan moot ki dehliz per
dill ali asghar ka kiya hay muskuranay k liyen
mot ki aghosh main soye shabihay Mustafa(s)
sochti maa reh gayee dollah bananay k liyen
Edited by Mikayl, 30 January 2009 - 02:21 PM.
#66
Posted 30 January 2009 - 05:27 PM
#67
Posted 31 January 2009 - 03:40 PM
#68
Posted 31 January 2009 - 03:57 PM
Asghar, on Jan 30 2009, 05:27 PM, said:
http://www.yousendit...RMm1kMnNLSkE9PQ
salaam asghar,
bohat bohat shukria , perwerdegar sadqay say Mohammad o alay Mohammad kay kabhi aap ka koi kaam na rokay, koi dua raad na karay aur koi khwahish adhori na rahay. waisa en sab ka jaaiz hona bhi bohat zaroori hota hai!!!
ye sab es liye kay mikayl kitnay khosh hovy hon gay, ye nuaha paa kar. kiyon k un ki ammi ye nuaha sunna chah rahi theen, aur phir es liye k kisi ki ammi khush hon, hum ko ye baat achchi lagtaee hai.
sada salamat rahiyee.
muala[as] ajr ataa karain.ameen
ws
#69
Posted 31 January 2009 - 06:49 PM
Pak Bibi (s.u.a) teray purday ka khial aa ta hy
Mot kis soch mn hy lasha e AKBAR (s.u.a) py khari
Kia Pyamber (sAaw) ki Jawani ka khial aa ta hy
Yeh ALAMDAR ka Beta ( s.u.a.aj) hy k pani jo milay
Ja k SAJJAD (su.a) ki zanjeeron py daal aa ta hy
(Akhtar Chinioti)
#70
#71
Posted 01 February 2009 - 10:52 AM
khakay batool, on Jan 31 2009, 08:57 PM, said:
bohat bohat shukria , perwerdegar sadqay say Mohammad o alay Mohammad kay kabhi aap ka koi kaam na rokay, koi dua raad na karay aur koi khwahish adhori na rahay. waisa en sab ka jaaiz hona bhi bohat zaroori hota hai!!!
ye sab es liye kay mikayl kitnay khosh hovy hon gay, ye nuaha paa kar. kiyon k un ki ammi ye nuaha sunna chah rahi theen, aur phir es liye k kisi ki ammi khush hon, hum ko ye baat achchi lagtaee hai.
sada salamat rahiyee.
muala[as] ajr ataa karain.ameen
ws
Thanks for the good wishes, it wasnt such a big deal.
Anyways thanks once again.
Salaam
#72
Posted 01 February 2009 - 12:10 PM
˜Ñیá ÌæÇŸ ˜ی áÇÔ Ñ ÎæÏ ÒäÏی ÑæÊی ÑÀی
ãÚáæã 滂 ÒäÏÀ አ˜Ñ ÇÈ äÀ ÂیÇ ÓÑ
ãÇŸ ªÑ Ȫی Ìیäÿ ˜ی ÏøÚÇ ÏیÊی ÑÀی ÑæÊی ÑÀی
ãیÏÇŸ ˜æ ÌÈ Ç˜ÈÑ áÿ ãÇŸ äÿ ÈáÇیŸ Èšª ˜ áیŸ
ÌÈ Ê˜ äÙÑ ÂیÇ ÓÑ ÏÑ Ñ ˜ªÑی ÑæÊی ÑÀی
ÔªÀ äÿ ÌæÀی ˜ªäªی ÓäÀ Ñæäÿ áÇ ÎæŸ ÂÓãÇä
Óیäÿ ãیŸ ÈѪی ˜ی Çäی ŠæŠی Àæی ÑæÊی ÑÀی
ÓÑæÑ ÓѪÇäÿ ÈیŠª ˜Ñ ÕÛÑÇ ˜Ç ÎØ ѪÊÿ ÑÀÿ
ÇæÑ ÇãÀ áیáÀ áÇÔ Óÿ áŠی Àæی ÑæÊی ÑÀی
ÌÈ Ê˜ Úáی ǘÈÑ ˜ی ãÇŸ ÒäÏÀ ÑÀی ÑæÊی ÑÀی
˜Ñیá ÌæÇŸ ˜ی áÇÔ Ñ ÎæÏ ÒäÏی ÑæÊی ÑÀی
#73
Posted 01 February 2009 - 02:18 PM
Uthti raheen mojaain teri ay waai nehrey alqama
Wo khush lab sookha gala shair-e-khuda ki aal ka
Wo teray honton pe tari ay waai nehray alqama
Toofan uthana tha tujhay ya sookh jana tha tujhay
Kuch tu nay khidmat hi na ki ay waai nehray alqama
Doobay lahoo main yak qalam kia kia ghazalaan-e-haraam
Dekhee ye kashtee doobti ay waai nehray alqama
Qabzy main tery ab ho aur piyas say betaab ho
Sheh kay chaman ki har kali ay waai nehray alqama
Ek chaadar-e-babay rawanohray hovay tu noha khwan
Zaina ki ye be chaadri ay waai nehray alqama
Ashkay sakeena beh gaai monh dekhtay sab reh gaye
Tu aur teri daarya dilly ay waai nehray alqama
Ye koun sa dastoor tha mehman kitni dour tha
Kia paaon main zanjeer thi ay waai nehray alqama
Eltemas-e-dua
#75
Posted 01 February 2009 - 07:52 PM
Reply to this topic
0 user(s) are reading this topic
0 members, 0 guests, 0 anonymous users