Tamam momineen orr mominaat sae darkhwast hai kae Masoomeen
1)
Hazrat Muhammad
Aae Khuda kae bando!
"Tum sabb beemaar kee tarha hoe orr Khudawant Tala Tabeeb kee tarha hai. Lehaza Mareez kee sala (Ilaaj) yanee tumharee sala (Ilaaj) issee main hai jiss koe tabeeb janta hai orr uss kae liyae dastoor daita hai. Uss kee sala (Ilaaj) uss main nahin hai joe mareez chahta hai orr karta hai lehaza khuda kae ahkaam kee pabandee karo taqae kamyaab raho."
[REFERENCE: Majmooa e Waraam volume No. 2 Page 117]














